% ISB File: AyaSawanJhoomKe_1969.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{badaraa chhaaye ... ki aayaa saavan ho jhuum ke}%
\film{Aya Sawan Jhoom Ke}%
\year{1969}%
\starring{Dharmendra, Asha Parekh, Aruna Irani}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11097 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	badaraa ho badaraa chhaa_e ki jhuule pa.D ga_e haay
	ki mele lag ga_e mach ga_ii dhuum re
	ki aayaa saavan ho jhuum ke
la \:	badaraa ho badaraa chhaa_e ki jhuume parvat haay
	re kajaraarii badariyaa ko chuum re
	ki aayaa saavan ho jhuum ke ki aayaa saavan jhuum ke

	kaahe saamane sabake baalamavaa tuu chhe.De jaalamavaa
ra \:	kaahe phe.nke nazar kii Dorii tuu luk\-chhup ke gorii
la \:	kajaraa ho kajaraa haay re bairii bikharaa jaa_e re
	meraa kajaraa ki mach ga_ii dhuum re
	ki aayaa saavan jhuum \threedots

ra \:	jaane kisako kisakii yaad aa_ii ke chalii puravaa_ii
la \:	jaane kis birahan kaa man tarasaa ke paanii barasaa
ra \:	ka.nganaa ho ka.nganaa laa_e ki ghar lauT ke aa_e
	paradesii bidesavaa se ghuum ke
	ki aayaa saavan \threedots

la \:	tere sehare kii hai.n ye la.Diyaa.N ki saavan kii jha.Diyaa.N
ra \:	ye hai.n mast ghaTaa_o.N kii Tolii ki terii hai Dolii
la \:	dha.Dakaa jaa_e dha.Dakaa jaa_e re meraa manavaa haay
	saajanavaa ki mach ga_ii dhuum re
ko \:	ki aayaa saavan \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{nazar wo jo ... kisii ne kahaa hai mere dosto}%
\film{Aya Sawan Jhoom Ke}%
\year{1969}%
\starring{Dharmendra, Asha Parekh, Aruna Irani}%
\singer{Rafi}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

nazar wo jo dushman pe bhii maharabaa.N ho \-2
zubaa.N wo jo ik pyaar kii daastaa.N ho

kisii ne kahaa hai mere dosto \-2
buraa mat suno buraa mat dekho buraa mat kaho
kisii ne kahaa hai mere dosto
buraa mat suno buraa mat dekho buraa mat kaho
burii hai buraaii mere dosto
buraa mat suno buraa mat dekho buraa mat kaho \-2

zamaane me.n sab zi.ndagii yuu.N guzaare.n \-2
gulistaa.N me.n rahatii hai.n jaise bahaare.n
ye kahaanii yahii hai zi.ndagaanii yahii hai \-2
jiyo aap auro.n ko bhii jiine do
buraa mat suno buraa mat dekho buraa mat kaho \-2

hasii.n hai.n bahut zulf ke bhii fasaane \-2
muhabbat kii baate.n wafaa ke taraane
ye taraane sunaao ye fasaane sunaao
magar yaad rakho mere saathiyo
buraa mat suno buraa mat dekho buraa mat kaho
kisii ne kahaa hai mere dosto
burii hai buraaii mere dosto
buraa mat suno buraa mat dekho buraa mat kaho \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o maa.njhii chal tuu chale to chham\-chham baaje}%
\film{Aya Sawan Jhoom Ke}%
\starring{Dharmendra, Asha Parekh, Aruna Irani}%
\singer{Rafi}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor:  Pradip Shah
% Transliterator: Pradip Shah

\printtitle
#indian

o maa.njhii chal \-4
tuu chale to chham\-chham baaje maujo.n kii paayal
o maa.njhii chal, o maa.njhii chal, o maa.njhii chal, o o maa.njhii
chal

(teraa jiivan nadiiyaa kii dhaar hai
tan hai naiyyaa, man patavaar)    \-2
sun o maa.njhii,  maujo.n kii pukaar hai
thaam le tuu
thaam le tuu masta pavan kaa, laharaataa aa.nchal
o maa.njhii chal, o maa.njhii chal, o maa.njhii chal, o o maa.njhii
chal

(aashaao.n se naataa joD le
ye niraashaa ke ba.ndhan toD de)   \-2
sun o maa.njhii, aaj kaa gam tuu chhoD de
aaj to piichhe
aaj to piichhe rah gayaa hai, saamane hai kal
o maa.njhii chal, o maa.njhii chal, o maa.njhii chal, o o maa.njhii
chal

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{saathiyaa nahii.n jaanaa ke jii naa lage}%
\film{Aya Sawan Jhoom Ke}%
\year{1969}%
\starring{Dharmendra, Asha Parekh, Aruna Irani}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11096 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	saathiyaa nahii.n jaanaa ke jii naa lage
	mausam hai suhaanaa ke jii naa lage
	saathiyaa nahii.n jaanaa \threedots
la \:	saathiyaa maine maanaa ke jii naa lage
	jii ko thaa samajhaanaa ke jii naa lage
ra \:	saathiyaa nahii.n jaanaa \threedots

la \:	mere achchhe baalamaa chho.Do aaj ba_iiyaa.N
	vo jhuuThaa jo sa_iyaa.N kal aa_e naa
ra \:	jaake phir aa_ogii aake phir jaa_ogii
	aane\-jaane me.n javaanii Dhal jaa_e naa
	ho chho.Do aanaa jaanaa ke jii naa lage
	saathiyaa nahii.n jaanaa \threedots

	jii kaa buraa haal hai jab se jii lagaayaa
	tujhe jii me.n basaayaa tere ho li_e
la \:	jii kaa thaa Kyaal to kaahe jii lagaayaa
	mujhe jii me.n basaayaa ai jii boli_e
ra \:	ho ab kaahe pachhataanaa ke jii naa lage
la \:	saathiyaa maine maanaa \threedots

	jaane kii to baalamaa marzii nahii.n merii
	Dar lagataa hai bairii jagavaalo.n se
ra \:	oy chhaDDo vii naa soNiyo.n jag se Darate ho
	jag Kud Darataa hai dilavaalo.n se
la \:	o ho chho.Do ye bahaanaa
ra \:	ke jii naa lage
do \:	saathiyaa nahii.n jaanaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye shamaa to jalii roshanii ke li_e}%
\film{Aya Sawan Jhoom Ke}%
\year{1969}%
\starring{Dharmendra, Asha Parekh, Aruna Irani}%
\singer{Rafi}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11098 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ye shamaa to jalii roshanii ke li_e
is shamaa se kahii.n aag lag jaa_e to
ye shamaa kyaa kare
ye havaa to chalii saa.Ns le har ko_ii
ghar kisii kaa uja.D jaa_e aa.Ndhii me.n to
ye havaa kyaa kare

chal ke puurab se ThaNDii havaa aa ga_ii
uTh ke parvat ke kaalii ghaTaa chhaa ga_ii
ye ghaTaa to uThii pyaas sabakii bujhe
aashiyaa.N pe kisii ke girii.n bijaliyaa.N to
ye ghaTaa kyaa kare
ye shamaa to jalii \threedots

puuchhataa huu.N mai.n sabase ko_ii de javaab
naaKudaa kii bhalaa kyaa Kataa hai janaab
naaKudaa le ke saahil ke jaanib chalaa
Duub jaa_e safiinaa jo ma.Njhadhaar me.n to
naaKudaa kyaa kare
ye shamaa to jalii \threedots

vo jo ulajhan sii tere Kyaalo.n me.n hai
vo ishaaraa bhii mere savaalo.n me.n hai
ye nigaah to milii dekhane ke li_e
par kahii.n ye nazar dhokhaa khaa jaa_e to
ye nigaah kyaa kare
ye shamaa to jalii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
