% ISB File: AyaToofan_1964.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{abhii kamasin ho naadaa.N ho jaane jaanaa}%
\film{Aya Toofan}%
\starring{Dara Singh, Helen, Anwar, Maruti}%
\singer{Rafi}%
\music{Lakshmikant Pyarelal}%
\lyrics{Asad Bhopali}%

% Contributor :  Malini Kanth
% Date : 2001-03-08
% Credits  : Balaji Murthy

\printtitle
#indian

#Prelude#
#Two Female Singers :#
buraa na maano sanam, apanaa dil hame.n de do \- 2

#Female Singer 1 :#
hamaarii baat rakho

#Female Singer 2 :#
hame.n bhii saath rakho

#Both Female Singers :#
tumhe.n hamaarii qasam
tumhe.n hamaarii qasam apanaa dil hame.n de do
buraa na maano sanam apanaa dil hame.n de do

#pause#

#Rafi :#
abhii kamasin ho, naadaa.N ho jaane jaanaa \- 2
kyaa karogii meraa dil, to.D dogii meraa dil
pahale siikho dil lagaanaa
abhii kamasin ho, naadaa.N ho jaane jaanaa

bahut hasiin ho Thaharo, shabaab aane do
shariir aa.Nkho.n me.n sharma-o-hijaab aane do
tumhaare saamane phir beshumaar dil ho.nge
dil ho.nge
jahaa.N bhii jaaogii sajade hazaar dil ho.nge
aane vaalaa hai, haa.N, aane vaalaa hai ab
aisaa qaatil zamaanaa
#pause#
abhii kamasin ho \threedots

gunaah Thaharegaa sabase nazar milaanaa bhii
banegaa jurm kisii din, ye muskuraanaa bhii
kabhii jo dil kii kasak dard banake ubharegii
ubharegii
ta.Dap ta.Dap ke shab-e-intazaar guzaregii
ko_ii puuchhegaa, haa.N, ko_ii puuchhegaa jab
kyaa karogii bahaanaa
#pause#
abhii kamasin ho \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{zaraa sa.mbhaalanaa ... ki teraa\-meraa nayaa\-nayaa pyaar hu_aa hai}%
\film{Aya Toofan}%
\year{1964}%
\starring{Dara Singh, Helen, Anwar}%
\singer{Mukesh, Lata, Kamal Barot}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Asad Bhopali}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10947 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

mu \:	zaraa sa.mbhaalanaa merii jaa.N apanii nigaahe.n
	ki teraa\-meraa nayaa\-nayaa pyaar hu_aa hai \-2
la \:	( na chhe.D aaj hai.n ) \-2 aur hii dil kii adaa_e.N
la ka \:		ki teraa\-meraa \threedots

la \:	chaa.Nd utar aayaa jaise zamii.n pe
	duniyaa nazar aa_ii hamako yahii.n pe
mu \:	tujhe apanii bahaaro.n kii Kabar hai ki nahii.n
	terii apane ishaaro.n pe nazar hai ki nahii.n
la \:	terii nazar jaane hayaa apanii hame.n kyaa Kabar
ka \:	ra.ng nikhar aayaa hai aaj tumhe.n dekhakar
mu \:	yahii.n pe rok le merii jaa.N apanii nigaahe.n
	ki teraa\-meraa \threedots
la ka \:		ki teraa\-meraa \threedots

mu \:	tere qadam aa_e dil ke chaman me.n
	bijalii sii laharaa_ii saare badan me.n
la \:	chalo chuukaa nahii.n tiir kuchh to hu_aa
ka \:	mere dil kaa tere dil par asar kuchh to hu_aa
mu \:	dekh mere sapano.n kaa shiish\-mahal to.D ke
	ab na kahii.n jaanaa tuu saath meraa chho.D ke
la \:	abhii na aazamaa
la ka \:	abhii na aazamaa saajanaa merii vafaa_e.N
	ki teraa\-meraa \threedots
tii \:		ki teraa\-meraa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{zindagii me.n aayaa tuufaan}%
\film{Aya Toofan}%
\year{1964}%
\starring{Dara Singh, Helen, Anwar}%
\singer{Rafi}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Farooq Kaisar}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10948 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

zindagii me.n aayaa tuufaan \-2
hu_e aaj sab paraa_e
din ye kaise aa_e
zindagii me.n \threedots

phailii Gamo.n kii siyaahii mai.n huu.N meraa hamaraahii
maa.Ngii na thii tujhase duniyaa mai.ne mohabbaat chaahii
pyaar banake aayaa tuufaan
zindagii me.n \threedots

yaad karegaa zamaanaa qismat kaa ye ta.Dapaanaa
hiiro.n ko Thukaraane vaale chunate hai.n daanaa
haay kaisaa aayaa tuufaan
zindagii me.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
