% ISB File: AyeDinBahaarKe_1966.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ab ke baras bhii ... Kat likh de saa.nvariyaa ke naam}%
\film{Aaye Din Bahaar Ke}%
\year{1966}%
\starring{Dharmendra, Asha Parekh}%
\singer{Asha}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: Anurag Shankar <anurag@astro.indiana.edu>
% Transliterator: Anurag Shankar <anurag@astro.indiana.edu>
% Credits: Vandana Venkatesan <vvenkate@pcocd2.intel.com>
% Editor: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>

\printtitle
#indian

\threedots ab ke baras bhii biit na jaaye 
ye saavan kii raate.n
dekh le merii ye bechainii 
aur likh de do baate.n \threedots

khat likh de saa.nvariyaa ke naam baabuu
kore kaagaz pe likh de salaam baabuu
(vo maan jaae.nge, pahachaan jaae.nge
kaise hotii hai subah se shaam baabuu ) \- 2
khat likh de \threedots

saare vaade nikale jhuuThe
saamane ho to koii unase ruuThe
le gaI bairan shahar piyaa ko
raam kare ki aisii naukarii chhuuTe 
unhe.n jisane banaayaa gulaam baabuu
kore kaagaz pe likh de salaam baabuu
vo jaan jaae.nge, pahachaan jaae.nge
kaise hotii hai subah se shaam baabuu

jab aae.nge sajanaa mere
khan khan khanake.nge ka.Nganaa mere
paas galI me.n ghar hai merA
us din tU bhI AnA a.Nganaa mere
kuchh tujhako mai.n dU.NgI InAm bAbU
kore kAgaz pe likh de salAm bAbU
vo jAn jaae.nge, pahachaan jaae.nge
kaise hotii hai subah se shaam baabuu
khat likh de \threedots

aur bahut kuchh hai likhavaanaa
kaise bataa duu.N tujhe tuu begaanaa
sharm se aa.Nkhe.n jhuk jaae.ngii
dha.Dak uThegaa moraa dil diivaanaa
bas aage nahii.n teraa kaam baabuu
kore kaagaz pe likh de salaam baabuu
vo maan jaae.nge, pahachaan jaae.nge
kaise hotii hai subah se shaam baabuu
khat likh de \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mere dushman tuu merii dostii ko tarase}%
\film{Aaye Din Bahaar Ke}%
\year{1966}%
\starring{Asha Parekh, Dharmendra, Balraj Sahni}%
\singer{Rafi}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)

\printtitle
#indian

mere dushman tuu merii dostii ko tarase
mujhe Gam dene vaale tuu khushii ko tarase

tuu phuul bane patajha.D kaa, tujh pe bahaar na aae kabhii
merii hii tarah tuu ta.Dape tujhako qaraar na aae kabhii
jiye tuu is tarah kii zi.ndagii ko tarase

itanaa to asar kar jaae.n merii vafaae.n o bevafaa
jab tujhe yaad aae.n apanii jafaae.n o bevafaa
pashemaan hoke roe, tuu ha.nsii ko tarase

tere gulashan se zyaadaa viiraan koI viiraanaa na ho
is duniyaa me.n teraa jo apanaa to kyaa, begaanaa na ho
kisii kaa pyaar kyaa tuu beruKii ko tarase

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{phuulo.n se mukha.De vaalii ... Kudaayaa Kair}%
\film{Aasra}%
\year{1966}%
\starring{Asha Parekh, Dharmendra, Balraj Sahni}%
\singer{Rafi}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11001 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

phuulo.n se mukha.De vaalii nikalii hai ek matavaalii
gulashan kii karane sair
( Kudaayaa Kair ) \-2

le thaam le merii baa.Nhe.n uu.Nchii\-niichii hai.n raahe.n
kahii.n phisal na jaa_e pair
Kudaayaa Kair \threedots

kyaa haal nazaaro.n kaa hogaa kyaa ra.ng bahaaro.n kaa hogaa
ye husn agar muskaayaa to kyaa ishq ke maaro.n kaa hogaa
matavaale nain hai.n aise taalaab me.n jaise
do phuul rahe ho.n tair
Kudaayaa Kair \threedots

ye ho.nTh nahii.n afasaane hai.n afasaane nahii.n maiKaane hai.n
na jaane kisakii qismat me.n ye pyaar bhare paimaane hai.n
in ho.nTho.n kaa mastaanaa in zulfo.n kaa diivaanaa
ban jaa_e na ko_ii Gair
Kudaayaa Kair \threedots

har ek adaa mastaanii hai ye vaqt kii raanii hai
jo pahalii baar sunii maine vo ra.ngiin kahaanii hai
maujo.n kii tarah chalatii hai shabanam sii ye jalatii hai
kaliyo.n se hai bair
Kudaayaa Kair \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{suno sajanaa papiihe ne kahaa sabase}%
\film{Aye Din Bahaar Ke}%
\year{1966}%
\starring{Dharmendra, Asha Prekh, Balraj Sahni, Sulochana, Rajendra Nath}%
\singer{Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11966 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

aa
suno sajanaa papiihe ne
suno sajanaa papiihe ne kahaa sabase pukaar ke
sambhal jaa_o chaman waalo.n
sambhal jaa_o chaman waalo.n ke aaye din bahaar ke
suno sajanaa \-2

phuulo.n kii Daaliyaa.N bhii yahii giit gaa rahii hai.n
gha.Diyaa.N piyaa milan kii nazadiik aa rahii hai.n
nazadiik aa rahii hai.n
hawaa_o.n ne jo chhe.De hai.n
hawaa_o.n ne jo chhe.De hai.n fasaane hai.n wo pyaar ke
sambhal jaa_o chaman waalo.n ke aaye din bahaar ke
suno sajanaa \-2

dekho na aise dekho marazii hai kyaa tumhaarii
bechain kar na denaa tumako qasam hamaarii
tumako qasam hamaarii
hamii.n dushaman na ban jaaye.n
hamii.n dushaman na ban jaaye.n kahii.n apane qaraar ke
sambhal jaa_o chaman waalo.n ke aaye din bahaar ke
suno sajanaa \-2

baaGo.n me.n pa.D gaye hai.n saawan ke mast jhuule
aisaa samaa.N jo dekhaa raahii bhii raah bhuule
raahii bhii raah bhuule
ke jii chaahaa yahii.n rakh de.n
ke jii chaahaa yahii.n rakh de.n umar saarii Guzaar ke
sambhal jaa_o chaman waalo.n ke aaye din bahaar ke
suno sajanaa \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye kalii jab talak phuul ban ke khile}% 
\film{Aaye Din Bahaar Ke}%
\year{1966}%
\starring{Asha PArekh, Dharmendra, Balraj Sahni}%
\singer{Lata, Mahendra Kapoor}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: ShashiKant Joshi (rava0002@gold.tc.umn.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)

\printtitle 
#indian 

l: ye kalii jab talak phuul ban ke khile, 
intazaar, intazaar, intazaar karo, intazaar karo 
rafii: intazaar vo bhalaa kyaa kare, tum jise 
bekaraar, bekaraar, bekaraar karo, 
l: intazaar karo 

m: pyaar me.n pyaar kii bhii izaazat nahii.n \-2 
berukhii hai ajii ye muhaubbat nahii.n 
l: aa rahaa hai mazaa, tum shikaayat yahii, 
baar baar, baar baar, baar baar karo, intazaar karo 

l: husn pe to asar hone vaalaa nahii.n \-2 
ishq tum ko nA kar de dIvaanaa kahii.n 
m: hai ye diivaanagii bhii qubuul, tum agar 
hamase pyaar, hamase pyaar, hamase pyaar karo, 
l: intazaar karo 

m: roz hamane bayaan ye fasaanaa kiyaa \-2 
roz tumane nayaa ek bahaanaa kiyaa 
l: ye bahaanaa magar, aakhirii hai sanam 
aitabaar, aitabaar, aitabaar karo, intazaar karo 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
