% ISB File: AzadiKiRaahPar_1948.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{vijayii vishw tira.ngaa pyaaraa jhaNDaa uu.Nchaa rahe hamaaraa}%
\film{Azadi Ki Raah Par}%
\year{1948}%
\starring{Prathviraj, Vanmala, Jayraj}%
\singer{B S Nanji, Chorus}%
\music{J D Kapur}%
\lyrics{Shyamlal Gupta "Parshad"}%

% Contributor: Kalyan, Ashok Dhareshwar
% Transliterator: V S Rawat
% Date: 11 Mar 2005

% The poet is Sham Lal Gupta 'Parshaad' of Kanpur.  He wrote 
% it at the instance of Ganesh Shankar Vidyarthi, the editor of 
% Dainik Prataap.  It was set to music by Shekhar Kalyan.  It 
% was first sung at the Kanpur meeting of Congress, where 
% Nehru was the president. The singer was Nightingale of India,
% Sarojini Naidu.

\printtitle
#indian

( jhaNDaa uu.Nchaa rahe hamaaraa
vijayii vishw tira.ngaa pyaaraa ) \-2
jhaNDaa uu.Nchaa rahe hamaaraa

sadaa shakti barasaanewaalaa
prem sudhaa sarasaanewaalaa
viiro.n ko harShaanewaalaa
maatRbhuumi kaa tan\-man saaraa \-2
jhaNDaa uu.Nchaa \threedots

swatantrataa ke bhiiShaN raN me.n
rakh (lakh?) kar josh ba.Dhe kshaN kshaN me.n
kaa.Npe shatru dekh kar man me.n
miT jaawe bhay sa.nkaT saaraa \-2
jhaNDaa uu.Nchaa \threedots

is jhaNDe ke niiche nirbhay
ho swaraaj janataa kaa nishchay
bolo bhaarat maataa kii jay
swatantrataa hii dhyey hamaaraa \-2
jhaNDaa uu.Nchaa \threedots

shaan na is kii jaane paawe
chaahe jaan bhale hii jaawe
vishw vijay kar ke dikhalaawe
tab howe praN puurN hamaaraa \-2
jhaNDaa uu.Nchaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
