% ISB File: Baadal_1951.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ai dil na mujhase chhupaa, sacha bataa, kyaa huaa}%
\film{Badal}%
\year{1951}%
\starring{Premnath, Bina Rai}%
\singer{Mukesh, Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: Neha Desai (umdesai@cc.umanitoba.ca)
% Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)
% Date: Mon Jan 29 1996

\printtitle
#indian

la: ai dil na mujhase chhupaa
    sach bataa, kyaa huaa
mu: jaane bhii do dilarubaa
    jo huaa, so huaa

la: taare gine raat bhar
    jaane kab yaad me.n so ga_ii
    vo Kaab thaa madabharaa
    jis me.n behosh mai.n kho ga_ii
    koii nii.nd me.n, hamase ruuTh ke
    hamako luuT ke chal diyaa
mu: jaane bhii do dilarubaa
    jo huaa, so huaa

mu: khi.Dakii na chho.Do khulii
    pyaar ke chor hai.n taak me.n
    kitano.n kii chorii huii
    madabharii chaa.Ndanii raat me.n
    aise marz kii, dil ke dard kii
    dil kaa dard hii hai davaa
la: ai dil na mujhase chhupaa
    sach bataa, kyaa huaa

la: baate.n banaao na jii
    raaz to aapake khul gae
mu: aa.Nkhe.n churaao na jii
    nain se nain to mila gae
la: kyaa buraa huaa, dil machal gayaa
    ghar badal gayaa aapakaa
mu: jaane bhii do dilarubaa
    jo huaa, so huaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{do din ke liye mahamaan yahaa.N}%
\film{Badal}%
\year{1951}%
\starring{Premnath, Madhubala}%
\singer{Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: Preeti Ranjan Panda
% Transliterator: K Vijay Kumar
% Credits:Hrishi Dixit, Hrishi Dixit

\printtitle
#indian

do din ke liye mahamaan yahaa.N
maaluum nahii.n ma.nzil hai kahaa.N
aramaan bharaa dil to hai magar
jo dil se mile vo dil hai kahaa.N

ek phuul jalaa ek phuul khilaa
kuchh apanaa luTaa kuchh unako milaa
kaise kare.n qisamat se gilaa
ham kaise kare.n qisamat se gilaa
ra.ngiin har ek mahafil hai kahaa.N
do din ke liye   \threedots

duniyaa me.n saveraa hone lagaa
is dil me.n a.ndheraa hone lagaa
har zakhm sisak ke rone lagaa
kis mu.Nh se kahe qaatil hai kahaa.N
do din ke liye   \threedots

jalataa hai jigar uThataa hai dhuaa.N
aa.Nkho.n se merii aa.Nsuu hai ravaa.N
marane se ho jaaye dafaa
jo marane se ho jaaye dafaa
aisii ye merii mushkil hai kahaa.N
do din ke liye   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{duniyaa badal rahii hai aa.Nsuu bahaane waale}%
\film{Baadal}%
\year{1951}%
\starring{Premnath, Madhubala, Purnima}%
\singer{Lata}%
\music{Shankar Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11896 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

duniyaa badal rahii hai aa.Nsuu bahaane waale
aa.Nsuu bahaane waale
tuufaan aa.Nsu_o.n kaa palako.n me.n ab chhupaa le
aa.Nsuu bahaane waale

( dil meraa tujh se bole
aa.Nsuu banaa le shole ) \-2
ummiid kii kiraN se ye dil kaa daaG dho le
in Gam kii aa.Ndhiyo.n me.n man ke diye jalaa le
aa.Nsuu bahaane waale
tuufaan aa.Nsu_o.n kaa palako.n me.n ab chhupaa le
aa.Nsuu bahaane waale

( ab duur kar a.ndheraa
chamakegaa phir saveraa ) \-2
tujhase nazar milaa kar bhar aayaa dil bhii meraa
uja.Dii jawaaniyo.n se biga.Dii ko tuu banaa le
aa.Nsuu bahaane waale
tuufaan aa.Nsu_o.n kaa palako.n me.n ab chhupaa le
aa.Nsuu bahaane waale

( tuu bhii to ab badal jaa
ye vaqt hai sambhal jaa ) \-2
rokegaa kaun tujhako ek tiir ban ke chal jaa
mai.n dil kaa saaz chhe.Duu.N tuu sukh ke giit gaa le
aa.Nsuu bahaane waale
tuufaan aa.Nsu_o.n kaa palako.n me.n ab chhupaa le
aa.Nsuu bahaane waale

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{Kushii to qaid me.n hai ... rotaa hai meraa dil}%
\film{Baadal}%
\year{1951}%
\starring{Premnath, Madhubala, Purnima}%
\singer{Lata}%
\music{Shankar Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11897 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

Kushii to qaid me.n hai ye ko_ii jiinaa bhii jiinaa hai
are zaalim zamaane tuu ne dil kaa chain chhiinaa hai

rotaa hai meraa dil
kisako pukaaruu.N kyaa karuu.N
jiinaa bhii hai mushqil
kisako pukaaruu.N kyaa karuu.N
kisako pukaaruu.N kyaa karuu.N
kyaa karuu.N kyaa karuu.N
rotaa hai meraa dil
kisako pukaaruu.N kyaa karuu.N

( taqadiir ne mujhako luuT liyaa
har aas kaa suuraj Duub gayaa
har aas kaa suuraj Duub gayaa ) \-2
ye Gam kii ghaTaaye.n aisii uThii.n
ummiid pe paanii pher diyaa \-2
ab duur hu_ii manzil
kisako pukaaruu.N kyaa karuu.N

ye phuul Kushii ke kaa.NTe hai.n
ham chupake\-chupake rote hai.n
chupake\-chupake rote hai.n
ai maut gavaahii denaa tuu
ham pyaar pe qurbaa.N hote hai.n \-2
duniyaa hai ba.Dii qaatil
kisako pukaaruu.N kyaa karuu.N
kisako pukaaruu.N kyaa karuu.N
kyaa karuu.N kyaa karuu.N
rotaa hai meraa dil
kisako pukaaruu.N kyaa karuu.N

mar jaaye.n to itanaa kar denaa
do aa.Nsuu aa ke cha.Dhaa denaa \-2
is pyaar kii uja.Dii bastii me.n
ik yaad kaa diip jalaa denaa \-2
tum ho naa sake haasil
kisako pukaaruu.N kyaa karuu.N
kisako pukaaruu.N kyaa karuu.N
kyaa karuu.N kyaa karuu.N
rotaa hai meraa dil
kisako pukaaruu.N kyaa karuu.N
rotaa hai meraa dil

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n raahii bhaTakane vaalaa huu.N}%
\film{Baadal}%
\year{1951}%
\starring{Premnath, Madhubala}%
\singer{Mukesh}%
\music{Shankar Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10812 [V S Rawat]
% Credits: Ashok Dhareshwar

\printtitle
#indian

mai.n raahii bhaTakane vaalaa huu.N
ko_ii kyaa jaane matavaalaa huu.N

ye mast ghaTaa merii chaadar hai
ye dharatii meraa bistar hai
mai.n raat me.n din kaa ujaalaa huu.N
ko_ii kyaa jaane \threedots

ye bijalii raat dikhaatii hai
ma.nzil pe mujhe pahu.Nchaatii hai
mai.n tuufaano.n kaa paalaa huu.N
ko_ii kyaa jaane \threedots

mai.n machaluu.N to ik aag bhii huu.N
mai.n jhuumuu.N to ik raag bhii huu.N
duniyaa se duur niraalaa huu.N
ko_ii kyaa jaane \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o anamol pyaar bin mol bike}%
\film{Baadal}%
\year{1951}%
\starring{Premnath, Madhubala, Purnima}%
\singer{Lata}%
\music{Shankar Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11898 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

o anamol pyaar bin mol bike \-2
is duniyaa ke baazaar me.n \-2
o insaan aur iimaan bike \-2
is duniyaa ke baazaar me.n \-2
o anamol pyaar bin mol bike

khilate hii is phulawaarii me.n
pyaar kii kaliyaa.N jal jaatii hai.n \-2
dil kii dil me.n rah jaatii hai
chaa.Ndanii raate.n Dhal jaatii hai.n \-2
kitane hii sansaar uja.D jaate hai.n is sansaar me.n \-2
is duniyaa ke baazaar me.n
o anamol pyaar bin mol bike

din ke ujaale me.n bhii ko_ii
hamako luuT ke chal detaa hai \-2
pyaar bharaa aramaan bharaa ye
dil pairo.n se kuchal detaa hai \-2
chaman hamaarii ummiido.n ke suukhe bharii bahaar me.n \-2
is duniyaa ke baazaar me.n
o anamol pyaar bin mol bike

dhan daulat ke duudh pe hamane
paap ke saa.Np ko palate dekhaa \-2
ulaTii riit ki is duniyaa me.n
subah ko suuraj Dhalate dekhaa \-2
bol yahii insaaf hai kyaa maalik tere darabaar me.n \-2
is duniyaa ke baazaar me.n
o anamol pyaar bin mol bike
is duniyaa ke baazaar me.n \-2
o anamol pyaar bin mol bike

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{unase pyaar ho gayaa}%
\film{Baadal}%
\year{1951}%
\starring{Premnath, Madhubala, Purnima}%
\singer{Lata}%
\music{Shankar Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11899 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

( unase pyaar ho gayaa
unase pyaar ho gayaa
dil meraa kho gayaa
dil unakaa kho gayaa
dil dil se mil gayaa ) \-2

unase pyaar ho gayaa

dard miTaaye tuune tiir chubhaa ke \-2
aaG bujhaa_ii ik aaG lagaa ke \-2
unase pyaar ho gayaa
unase pyaar ho gayaa
dil meraa kho gayaa
dil unakaa kho gayaa
dil dil se mil gayaa

unase pyaar ho gayaa

naino.n se nain mile badale zamaane \-2
samajhe samajhane waale aur naa jaane
aur naa jaane ko_ii aur naa jaane \-2
unase pyaar ho gayaa
unase pyaar ho gayaa
dil meraa kho gayaa
dil unakaa kho gayaa
dil dil se mil gayaa

unase pyaar ho gayaa

ulfat kii dekho kaisii ajab kahaanii \-2
aaye naa baadal phir bhii barasaa hai paanii \-2
( unase pyaar ho gayaa
unase pyaar ho gayaa
dil meraa kho gayaa
dil unakaa kho gayaa
dil dil se mil gayaa ) \-2

unase pyaar ho gayaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
