% ISB File: Baadbaan_1954.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{kaise ko_ii jiye zahar hai zi.ndagii uThaa tuufaan}%
\film{Baadbaan}%
\year{1954}%
\starring{Ashok Kumar,  Meena Kumari, Dev Anand, Sheikh Mukhtar}%
\singer{Geeta Dutt}%
\music{Timir Baran-S K Pal}%
\lyrics{Indeevar}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11930 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

kaise ko_ii jiye \-2
zahar hai zi.ndagii
uThaa tuufaan wo
uThaa tuufaan naach ke
sab bujh gaye diye
kaise ko_ii jiye

baadal hai.n yaa dhu_aa.N
aaG lagii kahaa.N
jalataa na ho kahii.n
meraa hii aashiyaa.N
angaare the aa.Nsuu nahii.n wo
dil ne jo piye

kaise ko_ii jiye
zahar hai zi.ndagii
uThaa tuufaan wo
uThaa tuufaan naach ke
sab bujh gaye diye
kaise ko_ii jiye

taare naa jaane.n
uu.Nchaa_ii gagan kii
aa.Nkhe.n naa samajhe.n
gaharaa_ii man kii \-2
taare naa jaane.n
pyaase papiihe ne
aas thii baa.Ndhii
u.D gaye baadal
aa ga_ii aa.Ndhii
Gam ne jo chhe.Daa
dil ne ha.Nsii se
ho.NTh sii liye

kaise ko_ii jiye
zahar hai zi.ndagii
uThaa tuufaan wo
uThaa tuufaan naach ke
sab bujh gaye diye
kaise ko_ii jiye

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
