% ISB File: Baaghi_2000.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{chaahaa hai tujhe paayaa hai tujhe}%
\film{Baaghi}%
\year{2000}%
\starring{Sanjay Dutt, Manisha Koirala}%
\singer{Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan}%
\music{Sajid Wajid}%
\lyrics{Faiz Anwar}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

chaahaa hai tujhe paayaa hai tujhe
kuchh bhii na chaahi_e aur ab mujhe
chaahaa hai tujhe \threedots

tuu hii hai tuu hii hai in aa.Nkho.n me.n
tuu hii hai tuu hii hai in baaho.n me.n
yuu.n tuune mujhako chhu_aa ke jaagii ko_ii pyaas hai pyaas hai
tuu aa ke lag jaa gale diivaanaa tere paas hai haa.n paas hai

tuu saath ho to mile zi.ndagii tere binaa kyaa hai jiinaa
har pal sharaabii nigaahe.n terii mujhako sikhaatii hai.n piinaa
yuu.n tuune mujhako \threedots

shole bha.Dakane lage pyaar ke aajaa ye shole bujhaa de.n
banake mai.n saavan baras jaa_uu.ngaa dil me.n tuu aramaa.n jagaa de
yuu.n tuune mujhako \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{husn pe itanaa ... ek kabhii do kabhii}%
\film{Baaghi}%
\year{2000}%
\starring{Sanjay Dutt, Manisha Koirala}%
\singer{Kavita Subramaniam, Chorus}%
\music{Sajid Wajid}%
\lyrics{Faiz Anwar}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

haay
husn pe itanaa magaruur kyuu.n hai chaar din kii hai ye zi.ndagaanii
ek cha.Dhatii utaratii nadii hai jisako samajhaa hai tuune javaanii
he he he laa la laa
ek kabhii he do kabhii he he
ek kabhii do kabhii tiin kabhii chaar chaar aane lage merii galii haay
hoy hoy he
ek kabhii do kabhii \threedots

bha.nvare bahut mai.n akelii kalii
ko_ii kahe he lailaa mujhe he he
ko_ii kahe lailaa mujhe
ko_ii kahe ##sweety## mujhe ko_ii kahe manachalii
haay bha.nvare bahut \threedots

shokh adaa_e.n ye tiikhii nigaahe.n gulaab saa mahakaa badan
ruup kii mastii ye aa.Nkho.n kaa jaaduu diivaano.n kaa diivaanaapan ho
dekh luu.n mai.n he ha.Ns ke jise he he
ha.Ns ke jise dekh luu.n mai.n
samajho ke bas machane lage dil me.n usake khalabalii
haay bha.nvare bahut \threedots

aa_ii hai kaisii nigo.Dii javaanii ke pha.ns ga_ii mushkil me.n jaa.n
ghar se nikalanaa muhaal ho gayaa hai mai.n jaa_uu.n to jaa_uu.n kahaa.n ho
sabase hasii.n he sabase judaa he he
sabase judaa sabase hasii.n
mujhasii yahaa.n ko_ii nahii.n la.Dakii huu.N mai.n chulabulii
haay bha.nvare bahut \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mil ke judaa_ii ... piyaa tuu kahaa.N hai}%
\film{Baaghi}%
\year{2000}%
\starring{Sanjay Dutt, Manisha Koirala}%
\singer{Shubha Mudgal, Chorus}%
\music{Sajid Wajid}%
\lyrics{Faiz Anwar}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

mil ke judaa_ii kyuu.n aaye kaun ye samajhe kaaran
ho apane piyaa kii yaad me.n ta.Dape ko_ii prem pujaaran
haay judaa_ii haay
piyaa tuu kahaa.N hai ho piyaa piyaa tuu kahaa.N hai

rone lagaa dil aa.Nkh bhar aa_ii haay
ta.Dapaa rahii hai ab ye judaa_ii
barase yuu.n hii din raat haay
a.Nsu_an kii ye barasaat haay
piyaa tuu kahaa.N hai \threedots

ho dil kii jo maanuu.n jag ruuTh jaa_e
jag kii jo maanuu.n dil TuuT jaa_e
haa.n ye pyaar kyaa hai pahale na jaanaa
maha.ngaa pa.Daa hai dil kaa lagaanaa
barase yuu.n hii \threedots

ho khel hai.n kaise dil kii lagan ke
TuuT ke bikhare sapane milan ke
haa.n phir yaad terii aane lagii hai
phir jaan merii jaane lagii hai
barase yuu.n hii \threedots

ho pyaar me.n ye to honaa thaa
ha.Nsanaa thaa yaa ronaa thaa

judaa_ii ho

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{milate milate ham dono.n yuu.n ho baiThe diivaane}%
\film{Baaghi}%
\year{2000}%
\starring{Sanjay Dutt, Manisha Koirala}%
\singer{Kumar Sanu, Kavita Subramaniam}%
\music{Sajid Wajid}%
\lyrics{Faiz Anwar}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

milate milate ham dono.n yuu.n ho baiThe diivaane
ik duuje ke pyaar me.n kho_e duniyaa se begaane
ab kyaa ho a.njaam hamaaraa ye to rab hii jaane
khaa_ii hai kasam ai hamasafar
mar jaa_e.nge tumhe.n na paa sake ham agar
o khaa_ii hai kasam \threedots

kahane lagii ye zi.ndagii sapane bahaaro.n ke bun lo
lag kar mere siine se tum is dil kaa paigaam sun lo
hosh khone lage dil me.n tuufaa.n jage
aaj hamase to kuchh naa kaho
ma.nzile.n pyaar kii de rahii hai.n sadaa
bas yuu.n hii saath chalate raho
ab kyaa ho a.njaam \threedots

naazuk hai dil kaa.Nch saa patthar ke jaisii hai.n rasme.n
tum saath ho jab tak sanam rasme.n hai.n sab apane bas me.n
ik ho jaa_e.nge rasmo.n ko to.Dakar
is jahaa.n se Dare.nge naa ham
pyaar ke vaaste jaan jaa_e magar bevafaa_ii kare.nge naa ham
ab kyaa ho a.njaam \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{pyaar pyaar pyaar teraa pyaar chaahiye}%
\film{Baaghi}%
\year{2000}%
\starring{Sanjay Dutt, Manisha Koirala}%
\singer{Abhijit, Jaspindar Narula}%
\music{Sajid Wajid}%
\lyrics{Faiz Anwar}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

Tu Tu ru ru
pyaar pyaar pyaar teraa pyaar chaahiye
bekaraar dil ko karaar chaahiye
tujhe jo maine dekhaa to dil ne ye pukaaraa ke zi.ndagii me.n ek yaar chaahiye
pyaar pyaar tuu de de mujhako pyaar pyaar
pyaar pyaar pyaar teraa \threedots

kahataa hai dil meraa terii aa.Nkho.n me.n Duub jaa_uu.n
chaahat hai ye apanii mai.n dulhan tujhe banaa_uu.n
aise hii kuchh sapane mere dil ne bhii dekh Daale
karatii huu.N khush ho kar mai.n khud ko tere havaale
hosh meraa khone lagaa ye kyaa mujhe hone lagaa
kaise tujhe yaar mai.n bataa_uu.n
mai.n huu.N terii jaan\-e\-adaa dil pe teraa chhaayaa nashaa
aajaa tujhe dil me.n basaa_uu.n
tujhe jo maine dekhaa \threedots

paagal kar Daaluu.ngii tujhe itanaa pyaar mai.n duu.ngii
in baaho.n me.n rah kar ye jiivan guzaar duu.ngii
dekhe naa ye duniyaa kahii.n dil me.n chhupaa de mujhako
jiine ko tarasaa huu.N tuu jiinaa sikhaa de mujhako
paas aa jaa yaar mere baahe.n merii thaam zaraa
samaa.n hai ye pyaar kaa suhaanaa
jaan merii tere li_e pyaar meraa tere li_e
teraa hii to mai.n huu.N diivaanaa
tujhe jo maine dekhaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sapane me.n ku.Dii vo ... ki dil meraa naal le ga_ii jo}%
\film{Baaghi}%
\year{2000}%
\starring{Sanjay Dutt, Manisha Koirala}%
\singer{Abhijit, Chorus}%
\music{Sajid Wajid}%
\lyrics{Faiz Anwar}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

kyaa hu_aa zaraa ye to bataa
kisake pyaar me.n diivaanaa tuu banaa oy hoy
sapane me.n ku.Dii vo aa_uu.ndii e aaho
akkhaa.n dii nii.nd churaa_uu.ndii e aahoo
he oy oy hoy hoy

sapane me.n ku.Dii vo aa_uu.ndii e
akkhaa.n dii nii.nd churaa_uu.ndii e
mai.n to usape pyaar luTaavaa.n ho
mai.n to usape pyaar luTaavaa.n
yaad usakii dil me.n basaavaa.n
Dhuu.nDhuu.n kahaa.n usako
ki dil meraa naal naal naal le ga_ii jo

phuulo.n sii khilii khilii chaa.Nd sii ujalii
vo mere li_e banatii sa.nvaratii thii
pariyo.n dii raanii ku.Dii o diivaanii
chupake se dil me.n utaratii thii
hoy hoy

usake hii to giit mai.n gaavaa.n ho
usake hii to giit mai.n gaavaa.n
pyaar osadaa bhuul na paavaa.n
Dhuu.nDhuu.n kahaa.n usako
he oy oy hoy hoy
ki dil meraa \threedots

moranii sii chaal hai ha.Nsii to kamaal hai
mast adaa_e.n suhaanii ve
hiranii sii Dole jaaduu saa ghole
shokh ra.ngiilii javaanii ve
hoy hoy
kaise dil kaa dard miTaavaa.n ho
kaise dil kaa dard miTaavaa.n
haal apanaa kisako sunaavaa.n 
Dhuu.nDhuu.n kahaa.n usako
ki dil meraa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tumhii.n ko chaahataa hai dil tumhii.n se pyaar hai}%
\film{Baaghi}%
\year{2000}%
\starring{Sanjay Dutt, Manisha Koirala}%
\singer{Kumar Sanu, Kavita Subramaniam}%
\music{Sajid Wajid}%
\lyrics{Faiz Anwar}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

tumhii.n ko chaahataa hai dil tumhii.n se pyaar hai
tumhaarii in adaa_o.n me.n ba.Daa khumaar hai
khafaa na ho o jaanaa.n ke dekhe ye zamaanaa
mai.n ho gayaa diivaanaa dil bekaraar hai
tumhii.n ko chaahataa hai \threedots

Daal ke nazar nazar kii mastiyaa.N
mujh pe yuu.n giraa_ii.n tuune bijaliyaa.N
madahosh mai.n huu.N ke hosh kho gayaa
dil kii lagii me.n ye haal ho gayaa
ab to dil pe bas tumhaaraa ikhtiyaar hai
tumhii.n ko chaahataa hai \threedots

aur bhii kariib aane do mujhe
dha.Dakane.n zaraa churaane do mujhe
ta.Dapaa ke aise na jaa_o jaan\-e\-man
mujhako gale se lagaa_o jaan\-e\-man
kyaa khilaa khilaa samaa.n hai kyaa bahaar hai
tumhii.n ko chaahataa hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
