% ISB File: Baarood_1960.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aTakan baTakan dahii chaTokan raajaa ga_e dillii}%
\film{Baarood}%
\year{1960}%
\starring{Sheikh Mukhtar, Kum Kum, Honey Irani}%
\singer{Lata, Honey Irani}%
\music{Khayyam}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], 07/08/2004
% Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/

\printtitle
#indian

aTakan baTakan dahii chaTokan raajaa ga_e dillii
saat kaTorii laaye
ek kaTorii TuuT ga_ii
munne kaa dil luuT ga_ii \-2

chandaa kii ge.nd tujhe laa duu.Ngii munaa
laa duu.Ngii munaa
bijalii kaa ballaa ma.Ngaa duu.Ngii munnaa
ma.Ngaa duu.Ngii munnaa
munnaa meraa le legaa
phir to ghar me.n khelegaa \-2

ge.nd loge yaa balaa
ballaa
jug\-jug jiyo mere lallaa
aTakan baTakan dahii chaTokan raajaa ga_e dillii
saat kaTorii laaye
ek kaTorii TuuT ga_ii
munne kaa dil luuT ga_ii \-2

baadal kaa haathii hawaa_o.n kaa gho.Daa
hawaa_o.n kaa gho.Daa
baiThegaa munnaa lgaayegaa ko.Daa
lgaayegaa ko.Daa
haathii phir to jhuumegaa
desh desh me.n ghuumegaa \-2

gho.Daa loge yaa haathii
haathii
mai.n munne kii saathii
aTakan baTakan dahii chaTokan raajaa ga_e dillii
saat kaTorii laaye
ek kaTorii TuuT ga_ii
munne kaa dil luuT ga_ii \-2

taaro.n kii jhilamil Topii banaa ke
Topii banaa ke
shabanam ke motii usame.n lagaa ke
usame.n lagaa ke
tujhako mai.n pahanaa_uu.Ngii
teraa byaah rachaa_uu.Ngii \-2

motii loge yaa taaraa
taaraa
meraa laal ba.Daa hii pyaaraa
aTakan baTakan dahii chaTokan raajaa ga_e dillii
saat kaTorii laaye
ek kaTorii TuuT ga_ii
munne kaa dil luuT ga_ii \-2

aTakan baTakan dahii chaTokan raajaa ga_e dillii
saat kaTorii laaye
ek kaTorii TuuT ga_ii
munne kaa dil luuT ga_ii \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{likho\-pa.Dhoge to aage ba.Dhoge}%
\film{Baarood}%
\year{1960}%
\starring{Sheikh Mukhtar, Kum Kum, Honey Irani}%
\singer{Lata, Rafi, Sheikh Mukhtar, Honey Irani, Chorus}%
\music{Khayyam}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], 07/08/2004
% Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/

\printtitle
#indian

% Part I

b se bolo kyaa hotaa hai
bahaadur

( likho\-pa.Dhoge to aage ba.Dhoge
sitaaro.n se uu.Nchaa tumhaaraa hogaa naam ) \-2
samajhe naa

chhuTTii mile to khilauno.n se khelo \-2
jaldii se phir tum kitaabo.n ko le lo \-2
jii naa churaa_o
baate.n naa banaa_o
jaahil rahoge to hoge badanaam

likho\-pa.Dhoge to aage ba.Dhoge
sitaaro.n se uu.Nchaa tumhaaraa hogaa naam

alif se bolo kyaa hotaa hai
ulluu
a.n a.n imaan
duniyaa me.n dekho imaanadaar rahanaa \-2
jhuuTh nahii.n achchhaa sadaa sach kahanaa \-2
dil ko kisii ke tum na dukhaanaa
aisii hii nekii karo subah\-shaam

likho\-pa.Dhoge to aage ba.Dhoge
sitaaro.n se uu.Nchaa tumhaaraa hogaa naam

achchhaa bolo b se kyaa hotaa hai
bandar
bahaadur
banake bahaadur tum apane vatan ke \-2
nigehabaa haa.N rahanaa tum apane chaman ke \-2
isako sambhaalo gale se lagaa lo
ho aazaad ab to na honaa phir Gulaam

likho\-pa.Dhoge to aage ba.Dhoge
sitaaro.n se uu.Nchaa tumhaaraa hogaa naam

achchhaa munnaa bolo te se kyaa hotaa hai
tiitar
taqadiir
taqadiir kyaa hai tum isako bhulaa do \-2
ilm hunar se a.ndhere miTaa do \-2
ba.Dhate chalo tum qadam ko milaa ke
phir aayegii ma.nzil karegii salaam

likho\-pa.Dhoge to aage ba.Dhoge
sitaaro.n se uu.Nchaa tumhaaraa hogaa naam

m se bolo kyaa hotaa hai
murgaa
mazaduur
mazaduur nikale hai.n taan ke siinaa \-2
tum bhii karo kuchh aur siikh lo jiinaa \-2
mehanat karoge samajhe haa.N
to phal bhii milegaa
ba.Do.n ne kahaa hai aaraam hai haraam

( likho\-pa.Dhoge to aage ba.Dhoge
sitaaro.n se uu.Nchaa tumhaaraa hogaa naam ) \-2

% Part II

kuchh to bataa_o kahaa.N kho gaye ho \-2
baat kyaa hu_ii jo Kafaa ho gaye ho \-2
mu.Nh na chhipaa_o suratiyaa dikhaa_o
sun lo hamaare ye dil kaa payaam

shiin se bolo kyaa hotaa hai
munnaa jawaab do
sher

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{musiibat ik khilaunaa hai ... chalaa chal gar hai andheraa}%
\film{Baarood}%
\year{1960}%
\starring{Sheikh Mukhtar, Kum Kum, Honey Irani}%
\singer{Rafi}%
\music{Khayyam}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], 07/08/2004
% Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/

\printtitle
#indian

musiibat ik khilaunaa hai terii maasuum raaho.n me.n
guzar jaa haa.N guzar jaa khelataa dharatii kii baa.Nho.n me.n

chalaa chal chalaa chal gar hai andheraa \-2
teraa sahaaraa bhagawan teraa
chalaa chal chalaa chal gar hai andheraa \-2

jag hai saagar tuu hai tinakaa
bahataa chalaa jaa
baa.Ndh le himmat chho.D de ronaa
ha.Nsataa chalaa jaa
Dhale.ngii ye raate.n milegaa saveraa \-2

teraa sahaaraa bhagawan teraa
chalaa chal chalaa chal gar hai andheraa \-2

aa.Ndhii aaye tuufaa.N aaye
phir bhii la.De jaa
wo rakhawaalaa saath hai tere
aage ba.Dhe jaa
banegaa ujaalaa yahii to a.ndheraa \-2

teraa sahaaraa bhagawan teraa
chalaa chal chalaa chal gar hai andheraa \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ra.ng ra.ngiilaa saa.Nvaraa mohe mil gayo jamunaa paar}%
\film{Barood}%
\year{1960}%
\starring{Sheikh Mukhtar, Kum Kum, Honey Irani}%
\singer{Lata, chorus}%
\music{Khaiyyam}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: Tanvi Chawla <tanvi@ccwf.cc.utexas.edu>
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>
% Date: 08/02/1996
% Credits: Ashok Dhareshwar <ADhareshwar@worldbank.org>
%          Vandana Venkatesan <vvenkate@pcocd2.intel.com>

\printtitle
#indian

ra.ng ra.ngiilaa saa.Nvaraa
mohe mil gayo jamunaa paar
hoe vaase nainaa chaar
ib mai.n kaa boluu.N sarkaar
ib mai.n kaa boluu.N \threedots

niir bharan ko jab\-jab jaauu.N 
taake cha.ndra chakor
aate\-jaate rok le rastaa, na maane chit\-chor
dhaagaa ho to tor bhii Daaruu.N
priit pe kisa kaa jor
sai.nyaa chh.De biich bazaar
ib mai.n kaa boluu.N sarkaar
ib mai.n kaa boluu.N \threedots

naTakhaT mohan baaj na aayaa
diinii gaagar to.D
phuul sii naajuk  naram kalaa_ii
jaalim ne dii mo.D
pha.Ns ga_ii morii jaan gajug me.n
bhaagii chunarii chho.D
sai.nyaa chh.De biich bazaar
ib mai.n kaa boluu.N sarkaar
ib mai.n kaa boluu.N \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{terii aa.Nkho.n kaa ra.ng niraalaa hai}%
\film{Baarood}%
\year{1960}%
\starring{Sheikh Mukhtar, Kum Kum, Honey Irani}%
\singer{Lata, Rafi}%
\music{Khayyam}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], 07/08/2004
% Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/

\printtitle
#indian

ra \:	terii aa.Nkho.n kaa ra.ng niraalaa hai \-2
la \:	merii aa.Nkho.n me.n tuu matawaalaa hai \-2
ra \:	 terii ulfat se dil me.n ujaalaa hai \-2
la \:	dil kii na_iyaa kaa tuu rakhawaalaa hai \-2

ra \:	phuul saa cheharaa ho.NTh gulaabii
	hosh ga.Nvaa de.n nain sharaabii
la \:	tuu hai dil me.n aa.Nkh ke til me.n
	jaise raahii ho ma.nzil me.n
	tuu hai dil me.n aa.Nkh ke til me.n
	ho ho ho

ra \:	terii aa.Nkho.n kaa ra.ng niraalaa hai
la \:	merii aa.Nkho.n me.n tuu matawaalaa hai
ra \:	 terii ulfat se dil me.n ujaalaa hai \-2
la \:	dil kii na_iyaa kaa tuu rakhawaalaa hai \-2

ra \:	chaa.Nd gagan me.n phuul chaman me.n
	lekin tuu hai mere man me.n
la \:	pyaar ke badaraa aa.Nkho.n ke kajaraa
	Daal gale me.n baa.Nho.n ke gajaraa
	pyaar ke badaraa aa.Nkho.n ke kajaraa
	ho ho ho

ra \:	terii aa.Nkho.n kaa ra.ng niraalaa hai
la \:	merii aa.Nkho.n me.n tuu matawaalaa hai
ra \:	 terii ulfat se dil me.n ujaalaa hai \-2
la \:	dil kii na_iyaa kaa tuu rakhawaalaa hai \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{terii duniyaa me.n nahii.n ko_ii hamaaraa apanaa}%
\film{Baarood}%
\year{1960}%
\starring{Sheikh Mukhtar, Kum Kum, Honey Irani}%
\singer{Lata, Chorus}%
\music{Khayyam}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], 07/08/2004
% Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/

\printtitle
#indian

la \:	terii duniyaa me.n nahii.n ko_ii hamaaraa apanaa
	besahaaro.n ko zaraa de de sahaaraa apanaa
	de de sahaaraa apanaa

	terii duniyaa me.n nahii.n ko_ii hamaaraa apanaa
ko \:	besahaaro.n ko zaraa de de sahaaraa apanaa
	de de sahaaraa apanaa

la \:	ruup laakho.n hai.n tere huu.N ko_ii majabuur nahii.n
	ko_ii zarraa nahii.n jisame.n ke teraa nuur nahii.n
	apane bando.n se kisii haal me.n	
	tuu duur nahii.n \-2
	tuune har kaam jo biga.Daa wo sa.Nwaaraa apanaa
ko \:	besahaaro.n ko zaraa de de sahaaraa apanaa
	de de sahaaraa apanaa

la \:	aaye tuufaa.N jo Gariibo.n ko miTaane ke liye
ko \:	aaye tuufaa.N
la \:	aaye tuufaa.N jo Gariibo.n ko miTaane ke liye
	aaye mushkil jo yatiimo.n ko sataane ke liye
ko \:	apane bachcho.n ko tuu aa jaanaa bachaane ke liye \-2
	bachaane ke liye \-2

ko \:	apane bachcho.n ko tuu aanaa bachaane ke liye \-2

% Part II

% mukha.Daa as above

la \:	tuu hii himmat de inhe.n chaahane waale hai.n tere
	tuu hii apanaa le hame.n gaate hai.n terii rachanaa

ko \:	besahaaro.n ko zaraa de de sahaaraa apanaa
	de de sahaaraa apanaa

la \:	roz lete hai.n teraa naam jiye jaate hai.n
	pyaas lagatii hai to aa.Nsuu hii piye jaate hai.n
	ham bure hii sahii lekin tere kahalaate hai.n
	tuu dayaa kii hai nadii tuu hai kinaaraa apanaa

ko \:	besahaaro.n ko zaraa de de sahaaraa apanaa
	de de sahaaraa apanaa

% then stanzaa "ruup laakho.n hai tere"

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
