% ISB File: Bachpan_1970.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aayaa re khilaune waalaa khel\-khilaune le ke aayaa re}%
\film{Bachpan}%
\year{1970}%
\starring{Sanjeev Kumar, Tanuja, Master Sachin}%
\singer{Rafi, Kids}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 17, 2005

\printtitle
#indian

( aayaa re khilaune waalaa khel\-khilaune le ke aayaa re
aayaa re ) \-2
aa_o merii aa.Nkh ke taaro, kahaa.N gaye o mere pyaaro
o o o \-3
( aayaa re khilaune waalaa khel\-khilaune le ke aayaa re
aayaa re ) \-2

shor kyo.n machaatii hai ye barakhaa diwaanii \-2
barasaa ghaTaa_o.n se laakho.n man paanii
merii tarah tum kabhii roye ho o saawan ke nazaaro
( aayaa re khilaune waalaa khel\-khilaune le ke aayaa re
aayaa re ) \-2

bharii hai kaliyo.n se har baag kii Daalii \-2
merii to jholii me.n do phuul the khaalii
chhiin liye wo bhii kaahe tumane o ba_imaan bahaaro
( aayaa re khilaune waalaa khel\-khilaune le ke aayaa re
aayaa re ) \-2

dekho mai.nne guDDe kii shaadii hai rachaa_ii \-2
merii pyaarii gu.Diyaa kii baaraat hai aa_ii
gorii chalii baabul ke ghar se Dolii le aa_o kahaaro
( aayaa re khilaune waalaa khel\-khilaune le ke aayaa re
aayaa re ) \-2
aa_o merii aa.Nkh ke taaro, kahaa.N gaye o mere pyaaro
o o o \-3

% Part 2

( aayaa re khilaune waalaa khel\-khilaune le ke aayaa re
aayaa re ) \-2
aa_o merii aa.Nkh ke taaro, kahaa.N gaye o mere pyaaro
o o o \-3

##kids##
	( aayaa re khilaune waalaa khel\-khilaune le ke aayaa re
	aayaa re ) \-2

	dekho mai.nne guDDe kii shaadii hai rachaa_ii \-2
	merii pyaarii gu.Diyaa kii baaraat hai aa_ii
ra:	gorii chalii baabul ke ghar se Dolii le aa_o kahaaro
##kids##
	( aayaa re khilaune waalaa khel\-khilaune le ke aayaa re
	aayaa re ) \-4

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{arii muniyaa rii muniyaa tuu bataa mai.n kaun huu.N}%
\film{Bachpan}%
\year{1970}%
\starring{Sanjeev Kumar, Tanuja, Master Sachin}%
\singer{Kishor}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11133 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

arii muniyaa rii muniyaa tuu bataa mai.n kaun huu.N \-2
arii duniyaa rii duniyaa tuu bataa mai.n kaun huu.N \-2
sika.ndar huu.N kala.ndar huu.N machha.ndar huu.N ke ba.ndar huu.N \-2
pahachaano jaano mai.n kaun huu.N \-2

baharuupiyo.n kaa jag Deraa hai chehare ke a.ndar cheharaa hai \-2
baahar vaalaa hai duniyaa kaa aur a.ndar vaalaa meraa hai
ju_aarii huu.N pujaarii huu.N bhikhaarii huu.N shikaarii huu.N
pahachaano jaano mai.n \threedots

mai.n ko_ii khilaune vaalaa huu.N yaa jaaduu\-Tone vaalaa huu.N \-2
dekho naa ta.ng karo mujhako varanaa mai.n rone vaalaa huu.N
mai.n jhuuThaa huu.N ke sachchaa huu.N mai.n bachchaa huu.N ke kaashii\-chachchaa huu.N
pahachaano jaano mai.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
