% ISB File: BadiMaa_1945.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa i.ntazaar hai teraa }%
\film{Badi Maa}%
\year{1945}%
\starring{Noorjehan}%
\singer{Noorjehan}%
\music{K Dutta}%
\lyrics{Zia Sarhadi}%

% Contributor: Pavan Kumar Desikan (pkd@duke.cs.duke.edu) 
% Date: 25 Jul 1996
% Comments: Noor Jehan - Magic Moments Side B song #5
% Producer: Prafulla pictures

\printtitle
#indian

aa i.ntazaar hai teraa
dil beqaraar hai meraa\-2

aajaa na sataa aur
aajaa na rulaa aur\-2

aajaa ki tuu hii hai merii ummiid kaa taaraa
ummiid kaa taaraa\-2
sa.ngam merii Kushiyo.n kaa nigaaho.n kaa sahaaraa

aa i.ntazaar hai teraa
dil beqaraar hai meraa\-2

aakar merii jaagii hu_ii raato.n ko sulaa de
kho jaauu.N,  kho jaauu.N mujhe aisaa ko_ii giit sunaa de
aa i.ntazaar hai teraa
dil beqaraar hai meraa\-2
aajaa aajaaa

ab aur sitam,
ab aur sitam ham se uThaa_e nahii.n jaate\-2
aa a a aa 
aur raaz mohabbat ke,
aur raaz mohabbat ke chhupaa_e nahii.n jaate
chhupaaye nahii.n jaate
aa i.ntazaar hai teraa
dil beqaraar hai meraa\-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{diyaa jalaakar aap bujhaayaa}%
\film{Badi Maa}%
\year{1945}%
\starring{Noorjehan}%
\singer{Noorjehan}%
\music{K Dutta}%
\lyrics{Zia Sarhadi}%

% Contributor: Pavan Kumar Desikan (pkd@duke.cs.duke.edu) 
% Date: 1 Aug 1996
% Comments: Album - NoorJehan - Magic Moments
% Producer:Prafulla pictures

\printtitle
#indian

diyaa jalaakar aap bujhaayaa\-2
tere kaam niraale, niraale
dil to.D ke jaanevaale\-2
diyaa jalaakar aap bujhaayaa

phuul pavan aur nadii kinaaraa
karat ishaare saa.Njh kaa taaraa
vyaakul hai man meraa aajaa\-3
o chho.D ke jaanevaale 
dil to.D ke jaanevaale \-2
diyaa jalaakar aap bujhaayaa

(Dol rahii hai man kii nayyaa
kahaa.N chhupe ho aao Kevayyaa) \-2
Gam kaa tuufaa.N aane ko hai
chhaaye baadal kaale \-2
o chho.D ke jaanevaale 
dil to.D ke jaanevaale 
diyaa jalaakar aap bujhaayaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kisii tarah se muhabbat me.n chain paa na sake}%
\film{Badi Maa}%
\year{1945}%
\starring{Noorjehan, Ishwarlal, Yaqub, Jog}%
\singer{Noorjehan}%
\music{K Datta}%
\lyrics{Anjum Pilibhiti}%

% Contributor: Nimish Pachapurkar
% Transliterator: Nimish Pachapurkar
% Date: 7 Sept 2002
% Producer: Prafulla pictures

\printtitle
#indian

kisii tarah se muhabbat me.n chain paa na sake
lagii vo aag hai siine me.n jo bujhaa na sake

zubaan chup rahii merii to aa.Nsuu bol uThe
chhupaa_ii laakh muhobbat magar chhupaa na sake

na jaane kis kii hai tasaviir aa.Nsuu aa.Nsuu me.n
ke apanii aa.Nkh se aa.Nsuu bhii ham giraa na sake

tabaahii puuchh na dil kii tuu ham se ai duniyaa
kuchh aisii uja.Dii hai bastii ke ham basaa na sake
kisii tarah se muhobbat me.n chain paa na sake

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tum ham ko bhulaa baiThe ho}%
\film{Badi Maa}%
\year{1945}%
\starring{Noorjehan}%
\singer{Noorjehan}%
\music{K Datta}%
\lyrics{Zia Sarhadi}%

% Contributor: Nimish Pachapurkar
% Transliterator: Nimish Pachapurkar
% Comments: NOOR-E-TARANNUM Series #5
% Producer: Prafulla Pictures
% Date: 21st September 2002

\printtitle
#indian

tum ham ko bhulaa baiThe ho \threedots
ham ko bhulaa baiThe ho \threedots

tum ham ko bhulaa baiThe ho ham tum ko bhulaaye kaise,
ham tum ko bhulaaye kaise
jo aaG lagaa_ii tum ne ham us ko bujhaaye kaise
tum ham ko bhulaa baiThe ho

ummiid pe jiite the ham ummiid nahii ab ko_ii
jiine kaa na ho jab saamaa.N to umar bitaaye kaise,
to umar bitaaye kaise
tum ham ko bhulaa baiThe ho ham tum ko bhulaaye kaise,
ham tum ko bhulaaye kaise

ro ro ke hu_ii ye haalat ab ro bhii nahii sakate ham, haaye,
ab ro bhii nahii sakate ham
aur ro na sake to apanaa afasaanaa sunaaye kaise,
afasaanaa sunaaye kaise
tum ham ko bhulaa baiThe ho

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
