% ISB File: Bahaar_1951.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ai zi.ndagii ke raahii himmat na haar jaanaa}%
\film{Bahaar}%
\year{1951}%
\starring{Karan Diwan, Vyjayantimala}%
\singer{Talat}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

ai zi.ndagii ke raahii himmat na haar jaanaa
biitegii raat Gam kii badalegaa ye zamaanaa

kyo.n raat kii siyaahii tujh ko Daraa rahii hai
haare hue musaafir ma.nzil bulaa rahii hai
bas jaayegaa kisii din uja.Daa jo aashiyaanaa
biitegii raat Gam kii \threedots

haatho.n se tere daamaan ummiid kaa na chhuuTe
dam TuuT jaaye lekin himmat kabhii na TuuTe
marane me.n kyaa dharaa hai jiine kaa kar bahaanaa
biitegii raat Gam kii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{bhagavaan do gha.Dii zaraa insaan banake dekh}%
\film{Bahaar}%
\year{1951}%
\starring{Karan Diwan, Vyjayantimala}%
\singer{Geeta}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

bhagavaan do gha.Dii jaraa i.nsaan banake dekh
dharatii pe chaar din kabhii mehamaan banake dekh
mehamaan banake dekh

o o o 
hai jinako terii yaad kabhii unakii le khabar
kabhii unakii le khabar
aasamaan vaale kabhii gariibo.n pe kar nazar
gariibo.n pe kar nazar
dil me.n kisii gariib ke aramaan banake dekh
dharatii pe chaar din \threedots

o o o
jo kuchh bhii ho rahaa hai vo terii nazar me.n hai
terii nazar me.n hai
aa dekh merii aas kii naiyaa bha.nvar me.n hai, naiyaa bha.nvar me.n hai
sab jaanate hue bhii naa anajaan banake dekh
dharatii pe chaar din \threedots

o o o
tujh ko khabar nahii.n koI kitanaa niraash hai
kitanaa niraash hai
tinake kii Duubate ko maalik talaash hai, maalik talaash hai
inasaan ban sake naa to bhagavaan banake dekh
dharatii pe chaar din \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{duniyaa kaa mazaa le lo duniyaa tumhaarii hai}%
\film{Bahaar}%
\year{1951}%
\starring{Karan Divan, Vyjayantimala}%
\singer{Shamshad}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10017 [V S Rawat]
% Comments: First Hindi film of Vyjayantimala. Colored Film released in 1956

\printtitle
#indian

duniyaa kaa mazaa le lo ( duniyaa tumhaarii hai ) \-2
duniyaa tumhaarii hai ye ( duniyaa tumhaarii hai ) \-2

duniyaa ko laat maaro duniyaa salaam kare
mu.D mu.D salaam kare jhuk jhuk salaam kare
kabhii namaste kare to kabhii raam raam kare
duniyaa se Daroge to duniyaa dabaa_egii
rob jamaa_egii ha.Nsii u.Daa_egii
chain na lene degii jaan jalaa_egii
taan ke siinaa chalo
duniyaa kaa mazaa le lo \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o paradesiyaa ... pyaar kii bahaar leke ... aajaa re}%
\film{Bahaar}%
\year{1951}%
\starring{Karan Divan, Vyjayantimala}%
\singer{Shamshad}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10018 [V S Rawat]
% Comments: First Hindi film of Vyjayantimala. Colored Film released in 1956

\printtitle
#indian

o paradesiyaa
pyaar kii bahaar leke dil kaa qaraar leke
aajaa re paradesiyaa

ko_ii meraa doSh hai na ko_ii qasuur hai
kyo.n mere saajanaa nazaro.n se duur hai
nazaro.n me.n pyaar leke sapano.n ke haar leke
aajaa re paradesiyaa \threedots

kahaa.N ga_e baalamaa mujhako bisaar ke
yaad karo baalamaa vaayade vo pyaar ke
Gul\-o\-gulazaar leke baaG\-o\-bahaar leke
aajaa re paradesiyaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{qusuur aapakaa huzuur aapakaa ... ##Left Right##}% 
\film{Bahaar}%
\year{1951}%
\starring{}%
\singer{Kishore}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: Arun Verma (verma@CS.Cornell.EDU)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)

\printtitle 
#indian 

(qusuur aap kA, huzuur aap kA  
meraa naam lIjiye nA mere baap kaa) \- 3
##
left right! left right! right turn ! 
left right! left right! about turn ! 
##
gusse ko chho.Diye, dhiire dhiire boliye 
merI sarakaar jaraa aa.Nkho.n ko kholiye 
faishan ko bhuul ke, aao jaraa hosh me.n 
dhokhe me.n aao nA javaanii ke josh me.n 
fAyadaa hai kyA jhuuThii Tiip\-Taap kA 
mere naam lIjiye nA mere baap kA 
qusuur aap kA \threedots

ahaa ahaa, hai hai hai oho oho  hii hii 

koI baat kIjiye to pahale tol ke 
chaliye nA chaal aise Dol\-Dol ke 
husn kA huzuur ko ba.Daa maan hai 
husn chaar roz kA mehamaan hai 
kahaa.N jAyegaa Guruur aap kA 
mere naam lIjiye nA mere baap kA 
qusuur aap kA \threedots
##
left right! left right! about turn ! ##

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sai.nyaa dil me.n aanaa re}%
\film{Bahaar}%
\year{1951}%
\starring{Karan Divan, Vyjayantimala}%
\singer{Shamshad}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: Srinivas Ganti
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

sai.nyaa dil me.n aanaa re
aake phir na jaanaa re
o aake phir na jaanaa re
chham chhamaa chham chham
raaja ban ke aanaa re
mohe leke jaanaa re
o mohe leke jaanaa re
chham chhamaa chham chham

chaa.Ndanii raat hogii taaro.n kii baraat hogii/2
pahalii pahalii pyaar kii pahalii pahalii baat hogii/2
khushii khushii se gaae.nge ham giit suhaanaa re
sai.nyaa dil me.n aanaa re
aake phir na jaanaa re
o aake phir na jaanaa re
chham chhamaa chham chham

tho.Dii tho.Dii khel hogii tho.Daa tho.Daa pyaar hogaa/2
kabhii ikaraar hogaa kabhii inakaar hogaa/2
teraa mananaa meraa ruuTh jaanaa re
sai.nyaa dil me.n aanaa re
aake phir na jaanaa re
o aake phir na jaanaa re
chham chhamaa chham chham

tum mere paas hoge Gam bade duur hogaa/2
kehta hai jiyaa meraa hoga zaruur hogaa/2
laanaa re laanaa ? laanaa re
sai.nyaa dil me.n aanaa re
aake phir na jaanaa re
o aake phir na jaanaa re
chham chhamaa chham chham
raaja ban ke aanaa re
mohe leke jaanaa re
o mohe leke jaanaa re
chham chhamaa chham chham

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
