% ISB File: BaharonKeSapne_1967.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa jaa piyaa tohe pyaar duu.n}%
\film{Baharon Ke Sapne}%
\year{1967}%
\starring{Rajesh Khanna, Asha Parekh}%
\singer{Lata}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Samiuddin Mohammed at Lehigh University (sm0e@ns1.cc.lehigh.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai 
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

aa jaa piyaa tohe pyaar duu.N
gorii ba_iyaa.n tope vaar duu.N
kis liye tU, itanaa udaas
sUkhe sUkhe ho.nTh, a.Nkhiyo.n me pyaas
kis liye kis liye ho, aa jaa piyaa tohe pyaar duu.N\threedots

rahane de re, jo vo julmii hai
path tere gaao.n ke
palako.n se chun DaalU.ngii mai.n
kaa.NTe terI raaho.n ke
ho, sukh meraa lele, mai.n dukh tere lelU.N
tu bhii jiye, mai.n bhii jiyuu.N
ho, aa jaa piyaa\threedots

jal chuke, hai.n badan ka_ii
piyaa isii aag me.n
thake hue in haatho.n ko
dede mere, haath me.n
ho, laT bikharaae, chunariyaa bichhaae
baiThii hU.N, tere liye ho, aa jaa piyaa\threedots

apanii to jab a.Nkhiyo.n se
bah chalii, dhaar sii
khil pa.Dii, bas ek ha.nsii
piyaa tere, pyaar kii
ho, mai.n jo nahii.n haarii, saajan zaraa socho
kis liye, kis liye ho, aa jaa piyaa\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chunarii sambhaal gorii, u.Dii chalii jaae re}%
\film{Baharon Ke Sapne}%
\year{1967}%
\starring{Rajesh Khanna, Asha Parekh}%
\singer{Manna De, Lata}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: ShashiKant Joshi (rava0002@gold.tc.umn.edu)
% Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)
% Date: Sat Jan 27 1996

\printtitle
#indian

ma: chunarii sambhaal gorii, u.Dii chalii jaae re
    maar na de Da.nk kahii.n, nazar koii haay
    dekh dekh pag na phisal jaae re
    saaraa raaraa raaraa raah ha aah (???)

la: phisale.n nahii.n chal ke, kabhii dukh kii Dagar pe
    Thokar lage ha.Ns de.n, ham basane vaale, dil ke nagar ke
ma: are, har kadam bahak ke sambhal jaae re! (##STOP!##)
    saaraa raaraa raaraa raah ha aah

ma: kiraNe.n nahii.n apanii, to hai baaho.n kaa sahaaraa
    diipak nahii.n jin me.n, un galiyo.n me.n hai hamase ujaale
    are, bhuul hii se chaa.Ndanii khil jaae re! (##STOP!##)
    saaraa raaraa raaraa raah ha aah

la: pal chhin piyaa pal chhin, a.Nkhiyo.n kaa a.ndheraa
    rainaa nahii.n apanii, par apanaa hogaa kal kaa saveraa
ma: are, rain kaun sii jo na Dhal jaae re! (##STOP!##)
    saaraa raaraa raaraa raah ha aah 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kyaa jaanuu.N sajan, hotii hai kyaa Gam kii shaam}%
\year{1967}%
\film{Baharon Ke Sapne}%
\starring{Rajesh Khanna, Asha Parekh}%
\singer{Lata}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Vandana Venkatesan

\printtitle
#indian

kyaa jaanuu.N sajan hotii hai kyaa Gam kii shaam
jal uThe sau diye jab liyaa teraa naam
kyaa jaanuu.n saajan \threedots

kaa.NTo.n me.n mai.n kha.Dii 
naino.n ke dvaar pe
nis din bahaar ke dekhuu.N sapane
chehare kii dhuul kyaa 
cha.ndaa kii chaa.Ndanii
utarii to rah ga_ii mukh pe apane
kyaa jaanuu.N saajan \threedots

jabase milii nazar 
maathe pe ban gaye
bi.ndiyaa nayan tere dekho sajanaa
dhar lii jo pyaar se 
merii kalaayiyaa.N
piyaa terii u.Ngaliyaa.N ho ga_ii ka.nganaa
kyaa jaanuu.N saajan \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{zamaane ne maare javaa.N kaise\-kaise}%
\film{Baharon Ke Sapne}%
\year{1967}%
\starring{Rajesh Khanna, Asha Parekh}%
\singer{Rafi}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10748 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

zamaane ne maare javaa.N kaise\-kaise
zamii.n khaa ga_ii aasamaa.N kaise\-kaise
pale the jo kal ra.ng me.n dhuul me.n
hu_e dar\-ba\-dar kaaravaa.N kaise\-kaise
zamaane ne maare \threedots

hazaaro.n ke tan kaise shiishe ho.n chuur
jalaa dhuup me.n kitanii aa.Nkho.n kaa nuur
chehare pe Gam ke nishaa.N kaise\-kaise
zamaane ne maare \threedots

lahuu ban ke bahate vo aa.Nsuu tamaam
ki hogaa inhii.n se bahaaro.n kaa naam
bane.nge abhii aashiyaa.N kaise\-kaise
zamaane ne maare \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
