% ISB File: BambaiKaaBaabu_1960.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{chal rii sajanii ab kyaa soche}%
\film{Bambai Ka Babu}%
\year{1960}%
\starring{Dev Anand, Suchitra Sen}%
\singer{Mukesh}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Ravi Kant Rai
% Credits: Arati Deo 
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

chal rii sajanii ab kyaa soche  \- (2)
kajaraa naa baha jaaye rote rote
chal rii sajanii ab kyaa soche

(baabul pachhataae haatho.n ko mal ke 
kaahe diyaa parades Tuka.De ko dil ke  ) \- 2
aa.NsU liye, soch rahaa, duur kha.Daa re
chal rii sajanii \threedots

mamataa kaa aa.Ngan, gu.Diyo.n kaa ka.nganaa
chhoTii ba.Dii sakhiyaa.N, ghar galI a.nganA 
chhUT gayaa, chhUT gayaa, chhUT gayaa re
chal rii sajanii \threedots

(dulhan banake gorii kha.Dii hai 
koii nahii apanaa kaisii gha.Dii hai  ) \- (2)
koii yahaa.N, koii vahaa.N, koii kahaa.N re

chal rii sajanii ab kyaa soche
kajaraa naa baha jaaye rote rote
chal rii sajanii ab kyaa soche

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dekhane me.n bholaa hai, dil kaa salonaa}%
\film{Bambai Ka Babu}%
\year{1960}%
\starring{Dev Anand, Suchitra Sen}%
\singer{Asha, chorus}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Srinivas Ganti
% Transliterator: K Vijay Kumar
% Editor: Surajit Bose

\printtitle
#indian

dekhane me.n bholaa hai dil kaa salonaa
bamba_ii se aayaa hai baabuu chinnannaa

galii galii gaa.Nv kii re jaagii hai sote sote
phir se laage hai aisaa hue ham chhoTe chhoTe
sa.ng leke aayaa hai meraa bachapanaa
bamba_ii se \threedots

nikii munnii nuur beGam use na banaanaa jii
hasiino.n kaa shah_zaadaa hai ha.Nsii naa u.Danaa jii
dil u.Da le jaayegaa cho.Do bachapanaa
bamba_ii se \threedots

suno magar shah_zaade jii kahii.n bhuul mat jaanaa
burii hai.n yah naino.n vaale banaate hai.n diivaanaa
gaa.Nv hai yah pariyo.n kaa dil ko bachaanaa
bamba_ii se \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{diivaanaa mastaanaa huaa dil}%
\film{Bambai Ka Babu}%
\starring{Dev Anand, Suchitra Sen}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) 
%          Satish Subramanian (subraman@myria.cs.umn.edu)
%          C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu)
%	   Biju Parmeshwaran (paramesh@enuxsa.eas.asu.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

aashaa:  aaaa aa aa \threedots
pa ma ga ma re ga pa ma ga ma, aaaa aa \threedots
saa nii dha pa ma ga re saa nii nii nii \threedots
diivaanaa, mastaanaa, huaa dil,
jaane kahaa.N hoke bahaar aaii

tan ko chhue, chhue ghaTa kaalI
chhe.De lahar, lahar matavaalI
tan ko chhue \threedots
o ho tan ko chhue, chue ghaTa kaalI
chhe.De lahar, lahar matavaalI
baat koI anjaanaaa
diivaanaa, mastaanaa, huaa dil,
jaane kahaa.N hoke bahaar aaii

o ho ho kuchh anakahii, kahe, merii chitavan
bole jiyaa, likhe merii dha.Dakan, kuchh anakahii \threedots
o ho ho kuchh anakahii, kahe, mere chitavan
bole jiyaa, likhe merii dha.Dakan
ek nayaa afasaanaa \threedots
rafii:  diivaanaa, mastaanaa, huaa dil,
jaane kahaa.N hoke bahaar aaii
o o oo
jaane kahaa.N hoke bahaar aaii
%    pa ma ga ma ri ga pa ma ga ma.

%aashaa(mockingly:)
%    pa ma ga ma ri ga pa ma ga ma.

%rafii:   aaa aa aa aa aa..
%    sa ni da pa ma ga re sa ni ni ni
%    diivaana, mastanaa hua dil
%    jaane kahaan hoke bahaar aaii

rafii:  o ho o saavan lagaa, machal gae baadal
aashaa: dekhuu.N jise, huaa vahii paagal
rafii:  saavan lagaa, machal gae baadal
aashaa: dekhuu.N jise, huaa vahii paagal
rafii:  kaun huaa diivaanaa \threedots
aashaa:  diivaanaa, mastaanaa huaa dil
rafii:  diivaanaa mastaanaa huaa dil
aashaa:  jaane kahaa.N hoke bahaar aaii aa aa aa \threedots
rafii:  jaane kahaa.N hoke bahaar aaii
ho oo, jaane kahaa.N hoke bahaar aaii
aashaa:  aa aa aa, jaane kahaa.N hoke bahaar aaii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{pavan chale to uThe nadii me.n lahar sii}%
\film{Bambai Ka Babu}%
\year{1960}%
\starring{Dev Anand, Suchitra Sen}%
\singer{Asha, Rafi}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Audio On: EMI CD No. CDF 120120 combo with Baat Ek Raat Ki
% Contributor: aniruddha keLakar
% Transliterator: aniruddha keLakar
% Credits: Satish Kalra
% Date: 28 Mar 2005
% generated using www.giitaayan.com

\printtitle
#indian

aa: pavan chale to uThe nadii me.n lahar sii
ko: are mere beliyaa.N nadii me.n lahar sii
aa: ham jo chale.n to uThe chunnii me.n ?? lahar sii
ko: are mere beliyaa.N chunnii me.n lahar sii
aa: phir bhii ye puuchhe hai tujhase jiyaa kaise man me.n lahar uThe
bol mu.Ndeyaa
ko: kaise man me.n lahar uThe bol mu.Ndeyaa, kaise man me.n lahar
uThe aa

ra: man me.n lahar uThe kisii kii adaa_o.n se
ko: are maa.N meriiye kisiikii adaa_o.n se
ra: bijalii chamak jaa_e gaharii ghaTaa_o.n se
ko: are maa.N meriiye gaharii ghaTaa_o.n se
ra: phir bhii bataa_o bin baadal ke kaise bijalii chamak jaa_e bol
ku.Diiye
ko: kaise bijalii jaa_e bol ku.Diiye, kaise bijalii chamak jaa_e aa

aa: bijalii chamak jaa_e goriyo.n kii chaal se
ko: are merii beliyaa.N goriyo.n kii chaal se
aa: sholaa saa bha.Dak jaaye ghu.ngharuu kii taal se
ko: are mere beliyaa ghu.ngharuu kii taal se
aa: phir bhii ye puchhe hai tujhase jiyaa kaise ghu.ngaruu kii taal
pa.De bol mu.Ndeyaa
ko: kaise ghu.ngaruu kii taal pa.De bol mu.Ndeyaa, kaise ghu.ngaruu kii
taal pa.De aa

ra: ghu.ngharuu kii taal pa.De dil pe jigar pe
ko: are maa.N meriye dil pe jigar pe
ra: kisii kii nazar mile kisii kii nazar se
ko: are maa.N meriye kisii kii nazar se
ra: aage ho phir kyaa nazar mil ke
    kachhu kahaa nahii.n jaa_e tuhii bol ku.Diye
ko, ra: kachhu kahaa nahii.n jaa_e tuhii bol ku.Diye, kachhu kahaa
nahii.n jaa_e tuhii bol aa

aa: kahaa nahii.n jaa_e kachhu duniyaa ke Dar se
ko: are merii beliyaa.N duniyaa ke Dar se
aa: sun jo sako to suno kisii kii nazar se
ko: are mere beliyaa kisii kii nazar se
aa: phir bhii ye puuchhe hai tujhase jiyaa terii samajh me.n aayaa
kachhu bol mu.ndeyaa
ko: terii samajh me.n aayaa kachhu bol mu.ndeyaa, terii samajh me.n
aayaa kachhu bol aa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{saathii na koii ma.nzil}%
\film{Bambai Ka Babu}%
\year{1962}%
\starring{Dev Anand, Suchitra Sen}%
\singer{Rafi}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)

\printtitle
#indian

saathii na koii ma.nzil
diyaa hai na koii mahafil
chalaa mujhe leke ai dil, akelaa kahaa.N \threedots

hamadam mile koii kahii.n
aise nasiib hii nahii.n
bedard hai zamii.n duur aasamaa.N \threedots

galiyaa.n hai.n apane desh kii
phir bhii hai.n jaise ajanabii
kisako kahe koii apanaa yahaa.N \threedots

patthar ke inasaa.n mile
patthar ke devataa mile
shiishe kaa dil liye, jaauu.N kahaa.N \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
