% ISB File: Bandish_1955.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{haiyaa re haiyaa ... ye duniyaa ek saagar hai}%
\film{Bandish}%
\year{1955}%
\starring{Ashok Kumar, Meena Kumari, Daisy Irani, Bipin Gupta, Mehmood, Nazir Hussain, Shammi}%
\singer{Hemant, Chorus}%
\music{Hemant}%
\lyrics{Prem Dhawan}%

% Audio on: HMV cassette Bandish/Anjaan sdtrk
% Contributor: Prithviraj Dasgupta
% Transliterator: Prithviraj Dasgupta
% Date: 17 Aug 2004
% Series: GEETanjali
% Comments: Background (Akashvani) song. Movie was Hindi version
% of Bengali film 'chhele kaar'.
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

ko: haiyaa re haiyaa haiyaa ho
    haiyaa re haiyaa haiyaa ho

he: (ye duniyaa ek saagar hai
    ye jiivan hai ek naiyaa
    tuufaano.n se kyaa Darataa
    jab teraa raam rakhaiyaa) \-2
ko: haiyaa re haiyaa haiyaa ho
    haiyaa re haiyaa haiyaa ho

he: (ek lahariyaa ek jaa_e
    kabhii ruke na paanii
    rukanaa maut kaa naam jagat me
    chalanaa zi.ndagaanii) \- 2
ko: haiyaa ho re ho
    haiyaa ho re ho
he: jab tak saa.Ns hai tere tan me
    chalataa jaa re bhaiyaa
ko: haiyaa re haiyaa haiyaa ho
    haiyaa re haiyaa haiyaa ho \threedots

he: (pag do pag ik saath chale.n
    phir bichha.D jaa_e.N sab saathii
    aaKir apanii himmat hii bas
    apane saath rah jaatii) \- 2
ko: haiyaa ho re ho
    haiyaa ho re ho
he: do baazu patavaar banaake
    ba.Dataa jaa re khevaiyaa
ko: haiyaa re haiyaa haiyaa ho
    haiyaa re haiyaa haiyaa ho \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mohe apanaa banaa lo saajan}%
\film{Bandish}%
\year{1955}%
\starring{Ashok Kumar,  Meena Kumari}%
\singer{Asha}%
\music{Hemant}%
\lyrics{Prem Dhawan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Oct 22, 2004
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com

\printtitle
#indian

mohe apanaa banaa lo saajan mohe apanaa banaa lo \-2
mere nanhe se naazuk man kii dekho batiyaa.N naa Taalo
ho o ho o
mohe apanaa banaa lo saajan mohe apanaa banaa lo

( sambhale na aaj piyaa jaane kyuu.N meraa jiyaa
gir\-gir mai.n jaa_uu.N haay tumane kyaa jaaduu kiyaa ) \-2
ho o ho o
zaraa aa ke sambhaalo saajan zaraa aa ke sambhaalo 
mohe apanaa banaa lo saajan mohe apanaa banaa lo

( baa.Nho.n me.n terii piyaa jhuulaa mai.n jhuuluu.N
tuu mujhako na bhuule naa mai.n tujhako bhuuluu.N ) \-2
ho o ho o
ye qasam aaj khaa lo saajan ye qasam aaj khaa lo 

mohe apanaa banaa lo saajan mohe apanaa banaa lo
mere nanhe se naazuk man kii dekho batiyaa.N naa Taalo
ho o ho o
mohe apanaa banaa lo saajan mohe apanaa banaa lo \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tumhaarii yaad me.n ... dil meraa beqaraar hai}%
\film{Bandish}%
\year{1955}%
\starring{Ashok Kumar,  Meena Kumari}%
\singer{Lata}%
\music{Hemant}%
\lyrics{Ravi Shankar}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11943 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

( tumhaarii yaad me.n
mere balamaa
o mere saajanaa
dil meraa haay beqaraar hai
dil meraa beqaraar hai
ho o o
dil meraa beqaraar hai ) \-2
tumhaarii

( qisamat ke maare jaaye.n kahaa.N
milataa nahii.n hai teraa nishaa.N
haay teraa nishaa.N ) \-2
aa ke mujhe tuu de jaa sahaare \-2
iltazaa baar\-baar hai

dil meraa beqaraar hai
ho o o
dil meraa beqaraar hai
tumhaarii yaad me.n
mere balamaa
o mere saajanaa
dil meraa haay beqaraar hai
dil meraa beqaraar hai
ho o o
dil meraa beqaraar hai
tumhaarii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
