% ISB File: Banjaarin_1960.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ek baar dharatii par aakar dekh zaraa bhagavaan}%
\film{Banjaarin}%
\year{1960}%
\starring{Kanchan Kamini, Manhar Desai, Lalita Kumari,  Sundar, Indira Bansal}%
\singer{Mukesh}%
\music{Pardesi}%
\lyrics{Pt. Madhur}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10306 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

mu :\	ek baar dharatii par aakar dekh zaraa bhagavaan
	tere haatho.n aaj hu_aa barabaad teraa insaan
	dekh zaraa bhagavaan
ko \:	aakar dekh zaraa bhagavaan \-2

	zulm kiyaa kyo.n paalanahaare chitaa ban ga_ii hai dvaare\-dvaare
	maa.N kii godii aaj banii hai ek jalataa shamshaan
	dekh zaraa bhagavaan
ko \:	aakar dekh zaraa bhagavaan \-2

	bichha.D gayaa hai bahan se bhaa_ii dulhan kii TuuTii shahanaa_ii
	haay pitaa ne marate dekhaa apanaa putr javaan
	dekh zaraa bhagavaan
ko \:	aakar dekh zaraa bhagavaan \-2

	ma.ndir kii ro rahii diivaare.n maszid bhii ab yahii pukaare
	vahii hai dharatii vahii gagan hai kahaa.N teraa iimaan
	dekh zaraa bhagavaan
ko \:	aakar dekh zaraa bhagavaan \-2

	teraa dekhaa Kuub tamaashaa palaT gayaa qismat kaa paasaa
	badal Daal ab naam tuu apanaa o rahabar rahamaan
	dekh zaraa bhagavaan
	ek baar dharatii par \threedots

ko \:	aakar dekh zaraa bhagavaan \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{nainaa to dukhan laage ... chandaa re morii patiyaa.n le jaa}%
\film{Banjaarin}%
\year{1960}%
\starring{Kanchan Kamini, Manhar Desai, Lalita Kumari,  Sundar, Indira Bansal}%
\singer{Mukesh, Lata}%
\music{Pardesi}%
\lyrics{Pt. Madhur}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10307 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

la \:	nainaa to dukhan laage
	chandaa re morii ( patiyaa.n le jaa ) \-2 saajan ko pahu.Nchaa de re
	vo likh sake javaab unhe.n tuu meraa pataa bataa de re
	chandaa re
mu \:	chandaa re morii ( patiyaa le jaa ) \-2 sajanii ko pahu.Nchaa de re
	vo likh sake javaab \threedots

la \:	palako.n kii hai kalam banaa_ii kaajal bah kar banii siyaahii
	kaise likhuu.N kahaanii Gam kii tuu hii mujhe bataa de re
	chandaa re \threedots

mu \:	ham Kush hai.n Gam diyaa hai tuune ye ehasaan kiyaa hai tuune
	jahaa.N raho Kush raho merii is du_aa kaa asar dikhaa de re
	chandaa re \threedots

do \:	o aakaash ke sundar darpaN tuu hii sajanii tuu hii saajan
	bichha.De dilo.n ko phir se milaa de rotaa chaman ha.Nsaa de re
	chandaa re \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
