% ISB File: Barkhaa_1959.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ek raat me.n do do chaa.Nd khile}%
\film{Barkhaa}%
\year{1959}%
\starring{}%
\singer{Mukesh, Lata}%
\music{Salil Choudhary}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: Alfaaz
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

ek raat me.n do\-do chaa.Nd khile
ek ghuu.NghaT me.n, ek badalii me.n
apanii apanii ma.nzil se mile
ek ghuu.NghaT me.n, ek badalii me.n
ek raat me.n do\-do chaa.Nd khile   \threedots

badalii kaa vo chaa.Nd to sabakaa hai
ghuu.NghaT kaa vo chaa.Nd to apanaa hai
mujhe chaa.Nd samajhane vaale vataa
ye sach hai yaa sapanaa hai
ek raat me.n do\-do chaa.Nd khile   \threedots

maaluum nahii.n do an_jaane
raahii kaise mil jaate hai.n
phuulo.n ko agar khilanaa ho
viiraane me.n bhii khil jaate hai.n
ek raat me.n do\-do chaa.Nd khile   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{pyaar kiyaa nahii.n jaataa ho jaataa hai}%
\film{Barkhaa}%
\year{1959}%
\starring{Anant Kumar, Jagdip Nanda, Shobha Khote,  Leela Chitnis, Achala Sachdev}%
\singer{Rafi}%
\music{Chitragupt}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10107 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

pyaar kiyaa nahii.n jaataa ho jaataa hai merii jaa.N
pahalii pahalii naa kaa hotaa hai matalab haa.N
pyaar kiyaa nahii.n jaataa \threedots

ye raat bhii hai kuchh aaj garm mere dilabar kaa bhii mijaaz garm
( haay kyaa kahanaa ) \-2 husn agar hai garm garm hai.n ishq ke aramaa.N

har dil kaa qaatil ishq ishq phir bhii ma.nzil ishq ishq ( haay ishq ishq ) \-2
ishq agar naa ho to duniyaa kii mahafil hai viiraa.N
pyaar kiyaa nahii.n jaataa \threedots

dil aataa hai bas ek baar phir kyo.n naa kar le.n pyaar pyaar
bas ek baar phir kyo.n naa kar le.n pyaar pyaar
bas ek baar haay pyaar pyaar
Daal ke aa.Nkhe.n aa.Nkho.n me.n mujhe pyaar se kah de balamaa
pyaar kiyaa nahii.n jaataa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sur badale kaise\-kaise dekho qismat kii shahanaa_ii}%
\film{Barkhaa}%
\year{1959}%
\starring{Anant Kumar, Jagdip Nanda, Shobha Khote,  Leela Chitnis, Achala Sachdev}%
\singer{Rafi}%
\music{Chitragupt}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10106 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

sur badale kaise\-kaise dekho qismat kii shahanaa_ii
haath me.n aayaa naa haath piyaa kaa kaahe ko me.nhadii rachaa_ii

bikhar ga_ii.n sehare kii kaliyaa.N haar si.ngaar bhii pa.D gayaa phiikaa
ghuu.NghaT hii kii oT se paayaa chaar gha.Dii bas darshan pii kaa
TuuT ga_e sab sundar sapane raat milan kii na aa_ii
sur badale kaise\-kaise \threedots

kal tak thii.n ra.ngiin bahaare.n aaj qafas hai aur za.njiire.n
taaro.n kii gardish ke aage kaam na aa_ii.n kuchh tadabiire.n
hasarat thii dil ko melo.n kii aur milii hai tanhaa_ii
sur badale kaise\-kaise \threedots

phuul chaman se aise nikalaa phuul na ho ko_ii dhuul ho jaise
dii bhii sazaa to aisii sazaa dii phuul kaa khilanaa bhuul ho jaise
jitanaa sa.mbhal ke paa.Nv uThaayaa utanii hii Thokar khaa_ii
sur badale kaise\-kaise \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ta.Dapaa_oge ta.Dapaa lo ham ta.Dap ta.Dap kar}%
\film{Barkhaa}%
\year{1959}%
\starring{Anant Kumar, Jagdip Nanda, Shobha Khote,  Leela Chitnis, Achala Sachdev}%
\singer{Lata}%
\music{Chitragupt}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10105 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ta.Dapaa_oge ta.Dapaa lo ham ta.Dap ta.Dap kar bhii tumhaare giit gaa_e.nge
Thukaraa_ogo Thukaraa lo ham Thokar khaa kar bhii tumhaare giit gaa_e.nge

kab tak jaanegaa naa chandaa dard chakorii kaa
ek din to ye phuul sunegaa bulabul kaa shikavaaa
bevafaa pyaar me.n kab talaq ye paradaa
ta.Dapaa_oge ta.Dapaa lo \threedots

jinakii Kaatir ham phirate hai.n diivaane ban ke
vo hamase jab milate hai.n to begaane ban ke
ishq me.n rah ga_e ham fasaanaa ban ke
ta.Dapaa_oge ta.Dapaa lo \threedots

dekh nishaane par rakhaa hai kab se maine dil
tiir chalaa kyaa soch rahaa hai o bhole qaatil
kyaa pataa maut hii pyaar kii ho ma.nzil
ta.Dapaa_oge ta.Dapaa lo \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{vo duur jo nadiyaa bahatii hai}%
\film{Barkhaa}%
\year{1959}%
\starring{Anant Kumar, Jagdip Nanda, Shobha Khote,  Leela Chitnis, Achala Sachdev}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{Chitragupt}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10108 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	vo duur jo nadiyaa bahatii hai vahaa.N ik alabelii rahatii hai
la \:	sun bhaiyaa vahii merii bhaabhii hai goraa mukha.Daa hai gaal gulaabii hai.n

	dekho us piipal ke niiche ko_ii mast kha.Daa hai a.Nkhiyaa.N mii.nche
ra \:	mat dekh uThaa ke le jaa_egaa tujhe apanaa banaa ke le jaa_egaa

	dekho baadal aavaaraa phirataa hai kyo.n maaraa maaraa
la \:	mai.n jaan ga_ii ye bechaaraa hai mere bhaiyaa jaisaa ku.Nvaaraa hai

ra \:	vo pa.nchhii jo u.Dataa jaataa hai miiThii dhun me.n kuchh gaataa hai
la \:	kahataa hai tuu pii ghar jaa_egii phir bhaiyaa ko yaad na aa_egii

ra \:	chal aisii zubaa.N par baat na laa ha.Nsate ha.Nsate pii ke ghar jaa
	terii raakhii kii laaj nibhaa_uu.Ngaa jiite jii na tujhako bhulaa_uu.Ngaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
