% ISB File: BasItnaSaKhvabHai_2001.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ai ga.ngaa mayyaa ... hai dil me.n mere mere raam}%
\film{Bas Itna Sa Khvab Hai}%
\year{2001}%
\starring{Abhishek Bachchan, Jackie Shroff, Rani Mukerji, Sushmita Sen}%
\singer{Sonu Nigam}%
\music{Aadesh Srivastava}%
\lyrics{Nida Fazli}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ai ga.ngaa mayyaa ai ga.ngaa mayyaa
tuu jaanaa hame.n naahii.n re he ga.ngaa mayyaa
saarii dharatii saaraa ambar ga.ngaa jii ke naam
saarii dharatii are saaraa ambar
saarii dharatii saaraa ambar ga.ngaa jii ke naam
hai dil me.n mere mere raam sabako meraa salaam

vaah vaah aap kyaa bajaa_e rahe bha_iyaa

chaa.Nd merii raato.n kaa sapanaa suuraj din kaa yaar
meraa safar yaa meraa iraadaa har siimaa ke paar
ek hii ruup ke naam ka_ii raam kaho yaa shyaam
hai dil me.n mere \threedots

aage mere sapano.n kaa melaa piichhe mere bahaar
hare bhare pe.Do.n ke niiche har mausam malhaar
ai bha_iyaa
mere hii sapano.n kii puujaa merii hii sapano.n kii puujaa
mere subah\-o\-shaam
hai dil me.n mere \threedots

duur bhale ho ma.nzil merii paas hai lekin khvaab
aane vaale kal kii lagan me.n har pal hai betaab
rastaa chaahe.n jaisaa ho chalanaa meraa kaam
hai dil me.n mere \threedots

bas itanaa saa khvaab hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chhoTaa saa man hai ... ye ishq ishq hai}%
\film{Bas Itna Sa Khvab Hai}%
\year{2001}%
\starring{Abhishek Bachchan, Jackie Shroff, Rani Mukerji, Sushmita Sen}%
\singer{Roop Kumar Rathod, Alka Yagnik, KayKay}%
\music{Aadesh Srivastava}%
\lyrics{Mona Anwar, Goldy Behl}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

chhoTaa saa man hai man me.n sanam hai
sanam ik khvaab hai khvaab hai bas khvaab hai
kyaa yahii ishq hai kyaa yahii ishq hai
ishq ik bahataa dariyaa jo kabhii naa thamaa
ishq ik aisaa sapanaa jo na haasil hu_aa
gar ishq hai khudaa to khudaa dard detaa hai kyuu.n
ishq ishq ye ishq ishq hai kyaa yahii hai ishq ishq hai
chhoTaa saa man hai \threedots

aa.Nkho.n me.n jo sapanaa thaa
lagataa kitanaa apanaa thaa
dil kii nagarii me.n rahataa thaa
saa.Nso.n me.n phuulo.n saa khilataa thaa
chhoTaa saa man hai \threedots

ishq pattaa patajha.D kaa jo kahii.n naa Tikaa
ishq aa.Nsuu aa.Nkho.n kaa jo rukaa_e naa rukaa
gar ishq hai Kudaa \threedots
chhoTaa saa man hai \threedots

ye zi.ndagii kal tere naam thii
khushii kaa paigaam thii
aaj na tuu hai naa teraa saath hai
teraa chho.Daa hu_aa har lamhaa paas hai
chhoTaa saa man hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dilanashii.n har adaa chhaa rahaa hai ik nashaa}%
\film{Bas Itna Sa Khvab Hai}%
\year{2001}%
\starring{Abhishek Bachchan, Jackie Shroff, Rani Mukerji, Sushmita Sen}%
\singer{Sukhvindar Singh, Shaan, Hema Sardesai}%
\music{Aadesh Srivastava}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

huu.n dilanashii.n har adaa chhaa rahaa hai ik nashaa
dekh le jo tujhe tujhape ho jaa_e fidaa
sun le zaraa dil kii sadaa sabase judaa merii adaa
chalane lagaa jaaduu meraa mai.n baa.ndh ke rakh duu.n havaa
haay dilanashii.n har adaa \threedots

dil ye teraa hai tuu hii na jaane
pyaar are jaan\-e\-jigar tuu na maane
kyuu.n piichhe pa.De hai.n diivaane
maan jaa jaan\-e\-jaanaa.n chalegaa nahii.n bahaanaa
nazar ke tiir chale.nge zaraa khud ko bachaanaa 
dilanashii.n har adaa \threedots

tuu churaane lagii chain meraa
mai.n piichhaa na chho.Duu.Ngaa teraa
jaa jaaduu chalegaa na teraa
he nazar se mujhe pilaa ke kiyaa mujhako mastaanaa
kahaa.N aataa hai mujhako kisii kaa hosh u.Daanaa
dilanashii.n har adaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jhuume ye zamii.n jhuume aasamaa.n}%
\film{Bas Itna Sa Khvab Hai}%
\year{2001}%
\starring{Abhishek Bachchan, Jackie Shroff, Rani Mukerji, Sushmita Sen}%
\singer{Roop Kumar Rathod, Chorus}%
\music{Aadesh Srivastava}%
\lyrics{Goldy Behl}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

jhuume ye zamii.n jhuume aasamaa.n
dono.n hai.n merii baaho.n ke daramiyaa.n
kaisaa mazaa hai ye kaisaa hai nashaa
kadamo.n me.n hai jaise mere ye jahaa.n
jo maine chaahaa hai vo hii paayaa hai
aaj mastii me.n jaam uThaayaa hai
jhuume ye zamii.n \threedots

ho terii zamii.n teraa aasamaa.n
bas itanaa saa teraa khvaab thaa
ho ab hai vahii zamii.n aasamaa.n
vahii aa.Nkh khulii teraa kuchh bhii nahii.n
aayaa jahaa.n se chal de vahii.n
ab ye nahii.n terii ye mahafil nahii.n
ho terii zamii.n \threedots

ho ga.ngaa mayyaa he ga.ngaa mayyaa
tuu jaanaa hame.n naahii.n re he ga.ngaa mayyaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kuchh aisaa jahaa.N ham banaa_e.n ... jahaa.n pahalaa ho}%
\film{Bas Itna Sa Khvab Hai}%
\year{2001}%
\starring{Abhishek Bachchan, Jackie Shroff, Rani Mukerji, Sushmita Sen}%
\singer{Alka Yagnik, Shaan}%
\music{Aadesh Srivastava}%
\lyrics{Goldy Behl}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

kuchh aisaa jahaa.N ham banaa_e.n
jahaa.n pahalaa ho har vo nazaaraa
pahalaa saavan kaa baadal pahalaa laharaataa aa.Nchal
pahalaa bha.nvaraa vo paagal
jahaa.n pahalaa pyaar ho
kuchh aisaa jahaa.N \threedots

huu.n pahalii kalii ne pahalii ghaTaa se kyaa kahaa hai sun zaraa
baarish kii pahalii buu.nde.n tum
suuraj kii pahalii kiraNe tum
aur meraa pahalaa pahalaa pyaar tum
kuchh aisaa jahaa.N \threedots

huu.n pahalii tamannaa pahalii vo khvaahish tuu hii tuu hai jaa.n merii
pyaar kaa pahalaa vaadaa tum aa.Nkho.n kaa pahalaa sapanaa tum
har khushii kaa pahalaa pahalaa khvaab tum
kuchh aisaa jahaa.N \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye havaae.n zulfo.n me.n terii gum ho jaaye.n}%
\film{Bas Itna Sa Khvab Hai}%
\year{2001}%
\starring{Abhishek Bachchan, Rani Mukherjee}%
\singer{Alka Yagnik, Shaan}%
\music{Aadesh Srivastav}%
\lyrics{Goldie Behl}%

% Contributor: Neha Desai
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

ye havaae.n zulfo.n me.n terii gum ho jaaye 
ye havaae.n zulfo.n me.n terii gum ho jaaye 
ho chuume.n nigaaho.n se cheharaa teraa 
ho.nTho.n se chhuu le phir daaman teraa 
apanii panaaho.n me.n tujhako bhare 
merii aarazuu ko pareshaa.N kare
ye havaae.n zulfo.n me.n terii gum ho jaaye 
ye havaae.n zulfo.n me.n merii gum ho jaaye 
chuume.n nigaaho.n se cheharaa meraa 
ho.nTho.n se chhuu le phir daaman meraa
apanii panaaho.n me.n mujhako bhare 
terii aarazuu ko pareshaa.N kare
ye havaae.n zulfo.n me.n merii gum ho jaaye 
ye havaae.n zulfo.n me.n merii gum ho jaaye 

chho.Do bhii ab dillagii 
Kvaabo.n kii ye zi.ndagii 
dekho merii aa.Nkho.n me.n 
chaahat kii diivaanagii 
mahakii uma.nge.n jaagii tara.nge
dil me.n mere
ye havaae.n zulfo.n me.n terii gum ho jaaye
ye havaae.n zulfo.n me.n terii gum ho jaaye

chhukar tujhako hii aayii hai
dil pe jo leharaayii hai
cha.nchal naTakhaT ye havaa
Kushabuu terii hii laayii hai
ra.ngo.n ke mele baaho.n me.n khele
sa.ng sa.ng tere

ye havaae.n zulfo.n me.n merii gum ho jaaye 
ye havaae.n zulfo.n me.n merii gum ho jaaye 
chuume.n nigaaho.n se cheharaa teraa 
ho.nTho.n se chhuu le phir daaman teraa 
apanii panaaho.n me.n tujhako bhare 
merii aarazuu Ko pareshaa.N kare
ye havaae.n zulfo.n me.n terii gum ho jaaye 
ye havaae.n zulfo.n me.n terii gum ho jaaye 
bas itanaa saa Kvaab hai
bas itanaa saa Kvaab hai
bas itanaa saa Kvaab hai
bas itanaa saa Kvaab hai 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye kyaa ho gayaa hai ... kyaa hu_aa kaho naa}%
\film{Bas Itna Sa Khvab Hai}%
\year{2001}%
\starring{Abhishek Bachchan, Jackie Shroff, Rani Mukerji, Sushmita Sen}%
\singer{Alka Yagnik, Shaan}%
\music{Aadesh Srivastava}%
\lyrics{Goldy Behl}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ye kyaa ho gayaa hai ye kyuu.n ho gayaa
ab tak ye meraa thaa ab dil kho gayaa
kise kahuu.N naa kahuu.N kisako pataa
kaise kahuu.N naa kahuu.N ye tuu hii bataa

kyaa hu_aa kaho naa kaho tujhe kyaa hu_aa mere yaar
he hame.n bataa kuchh naa chhupaa ab hame.n bataa mere yaar
ye kyaa ho gayaa \threedots

usane paas aa ke kuchh bhii naa kahaa
phir bhii sun sakaa mai.n har vo daastaa.n
kyaa usane bhii vo sun liyaa jo maine bhii to naa kahaa
he usake paas jaa ke mujhako yuu.N lagaa
jaise vo meraa hai kab se jaanuu.n naa
kyaa usane bhii kuchh aisaa kahaa
ke tuu merii hai o jaan\-e\-jaa.n
kyaa hu_aa \threedots

yaa vo ik parii hai yaa hai meraa khvaab
palake.n ba.nd karake dekhuu.n baar baar
huu.n pahalii baar mujhako ye kyaa ho gayaa
har pal ab meraa ye usakaa ho gayaa
kyaa mai.n karuu.N naa karuu.N mai.n bekaraar
raate.n jaaguu.n naa so_uu.N naa aa_e karaar
pyaar hu_aa tujhe to pyaar hu_aa pyaar hu_aa mere yaar
he pyaar hu_aa tujhe \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
