% ISB File: Basant_1942.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{hu_aa kyaa qusuur jo hamase ho duur}%
\film{Basant}%
\year{1942}%
\starring{Mumtaaz Shanti, Ulhas, Pramila, Suresh, Mumtaz Ali, Baby Mumtaz (Madhubala)}%
\singer{Parul Ghosh}%
\music{Pannalal Ghosh}%
\lyrics{P L Santoshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11996 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

( hu_aa kyaa qusuur
jo hamase ho duur
jaan\-jigar
aa.Nkho.n ke nuur ) \-2
hu_aa kyaa qusuur

jaam\-e\-mohabbat hamaarii galii me.n \-3
chhalakaate chale
chhalakaate chale tum luTaate chale
haa.N chhalakaate chale tum luTaate chale
hamaaraa hii dil Tarakaate chale
bas hamaaraa hii dil Tarakaate chale
kaisii sazaa hai ye mere huzuur

hamase ho duur
jaan\-jigar
aa.Nkho.n ke nuur
hu_aa kyaa qusuur
jo hamase ho duur
jaan\-jigar
aa.Nkho.n ke nuur
hu_aa kyaa qusuur

( auro.n ne pii aur lage jhuumane
haa.N lage jhuumane ) \-2
hamane bhii pii
hamane bhii pii par na aayaa suruur \-2
( aisii pilaavo ki piite rahe.n ham
ki piite rahe.n ham ) \-2
ki piite rahe.n ham
nashe me.n ho chuur \-2

aa.Nkho.n ke nuur
( hu_aa kyaa qusuur
jo hamase ho duur
jaan\-jigar
aa.Nkho.n ke nuur ) \-2
hu_aa kyaa qusuur

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kaa.NTaa laago re sajanavaa mose raah chalii na jaaye}%
\film{Basant}%
\year{1942}%
\starring{}%
\singer{Parul Ghosh, Khan Mastana}%
\music{Pannalal Ghosh}%
\lyrics{P L Santoshi}%

% Contributor: Neha Desai
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

kaa.NTaa laago re sajanavaa mose raah chalii na jaaye
uii maa.N raah chalii na jaaye
kaa.NTaa laago re   \threedots

saajan kaa.NTaa priit banii hai morii galii me.n aaye
ek chupake se chubhe badan me.n duujii ha.Nsii u.Daaye
raah chalii na jaaye raamaa, raah chalii na jaaye daiyyaa
raah chalii na jaaye   \threedots

kaa.NTaa laago haa.N haa.N
kaa.NTaa laago re sajanavaa mose raah chalii na jaaye
kaliyaa.N chunane chalii, kaa.NTo.n se ghabaraaye
sukh vo kaise paaye baa.Nvarii duHkh se jo Dar jaaye
aao sajan haath paka.D lo sa.ng sa.ng dono.n jaaye.n
galii galii me.n kaa.NTe hai.n jo kalii kalii ban jaaye.n
phir mat kahanaa kabhii sajaniyaa raah chalii na jaaye
mose raah chalii na jaaye   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ummiid unase kyaa thii aur kar wo kyaa rahe hai.n}%
\film{Basant}%
\year{1942}%
\starring{Mumtaaz Shanti, Ulhas, Pramila, Suresh, Mumtaz Ali, Baby Mumtaz (Madhubala)}%
\singer{Parul Ghosh}%
\music{Pannalal Ghosh}%
\lyrics{P L Santoshi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 21, 2005

\printtitle
#indian

ummiid unase kyaa thii aur kar wo kyaa rahe hai.n \-2
khud hii banaa rahe the khud hii miTaa rahe hai.n \-2
ummiid unase kyaa thii

aaye the ishq ban ke
aaye the ishq ban ke ab rashk ban gaye wo
khud hii ha.Nsaa rahe the
khud hii ha.Nsaa rahe the khud hii rulaa rahe hai.n \-2
ummiid unase kyaa thii

ye bekasii kaa aalam ye bebasii kii duniyaa
dil jal rahaa hai phir bhii
dil jal rahaa hai phir bhii ham muskuraa rahe hai.n \-2
ummiid unase kyaa thii

kisakii sadaa ye aa_ii kisane mujhe pukaaraa
ko_ii mujhe bataa de
ko_ii mujhe bataa de kyaa wo bulaa rahe hai.n \-3

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
