% ISB File: Bedaagh_1965.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa.Nkho.n aa.Nkho.n me.n na jaane kyaa ishaare ho ga_e}%
\film{Bedaagh}%
\year{1965}%
\starring{Manoj Kumar, Nanda, Shashikala, Mehmood, Soniya Lee, Mumtaz}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10485 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	aa.Nkho.n aa.Nkho.n me.n na jaane kyaa ishaare ho ga_e
	muskuraa kar tumane dekhaa ham tumhaare ho ga_e
	aa.Nkho.n aa.Nkho.n me.n \threedots

su \:	raat\-din kii beqaraarii umr bhar kii bekhudii \-2
	dil lagaa kar kuchh to jiine ke sahaare ho ga_e
	aa.Nkho.n aa.Nkho.n me.n \threedots

ra \:	haay ye maasuum cheharaa ye adaa ye baa.Nkapan \-2
	tujhase mil ke ra.ng dil ke aur pyaare ho ga_e
	aa.Nkho.n aa.Nkho.n me.n \threedots

su \:	tumako paa kar is jahaa.N me.n hamane sab kuchh paa liyaa
ra \:	tumako paa kar is jahaa.N me.n hamane sab kuchh paa liyaa
do \:	ab hame.n kyaa chaahi_e jab tum hamaare ho ga_e
	aa.Nkho.n aa.Nkho.n me.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.nne ai jaan\-e\-vafaa tumase mohabbat kii hai}%
\film{Bedaagh}%
\year{1965}%
\starring{Manoj Kumar, Nanda, Shashikala, Mehmood, Soniya Lee, Mumtaz}%
\singer{Rafi, Suman}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10486 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	maine ai jaan\-e\-vafaa tumase mohabbat kii hai
	tumane ik dard mujhe de ke qayaamat kii hai

su \:	is bharose pe ki mil jaa_e sahaaraa mujhako
	( tumape qurabaan ) \-2 dil\-o\-jaan kii daulat kii hai
	maine ai jaan\-e\-vafaa \threedots

ra \:	husn sadake ho kisii par ye kahaa.N mumakin thaa \-2
	( tumane mujh par ) \-2 meraa dil le ke inaayat kii hai
	maine ai jaan\-e\-vafaa \threedots

su \:	dil jo apanaa thaa kabhii aaj tumhaaraa hai sanam \-2
	( ye tumhaarii hii ) \-2 nigaaho.n ne sharaarat kii hai
do \:	maine ai jaan\-e\-vafaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{zindagii ke mo.D par jo ko_ii raastaa milaa}%
\film{Bedaagh}%
\year{1965}%
\starring{Manoj Kumar, Nanda, Shashikala, Mehmood, Soniya Lee, Mumtaz}%
\singer{Rafi}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10484 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

zindagii ke mo.D par jo ko_ii raastaa milaa
terii galii se jaa milaa \-2

aaj khaate hai.n Thokare.n shahar me.n zindagii ke ham \-2
tujhase chale the duur\-duur Gam kii sharaab pii ke ham \-2
terii taraf bahak ga_e \-2
aisaa hame.n nashaa milaa

teraa Kyaal chho.D ke ba.Dh ga_ii.n aur ulajhane.n
tere hii naam kii sadaa detii hai dil kii dha.Dakane.n \-2
ab ye hii sochate hai.n ham ruuTh ke tujhase kyaa milaa \-2

tujhase ko_ii garaz nahii.n phir bhii hai terii aarazuu
dil ne tujhe bhulaa diyaa phir bhii hai dil me.n tuu hii tuu \-2
tujhase bichha.D ga_e to ab \-2
teraa hame.n pataa milaa \-2
terii galii se jaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
