% ISB File: BeeweeKiraayeKi_1975.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{tamannaa\-e\-pareshaa.n\-dil ne phir tumako pukaaraa hai}%
\film{Beewee Kiraaye Ki}%
\year{1975}%
\starring{Sona, Indar Kumar, Durga Khote, Anita Guha, Mohan Choti}%
\singer{Mukesh, Asha}%
\music{H Parashuram}%
\lyrics{Anjum Jaipuri}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10206 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

mu \:	tamannaa\-e\-pareshaa.n\-dil ne phir tumako pukaaraa hai
	zaraa aakar to dekho haal\-e\-dil ye dil tumhaaraa hai
aa \:	bhalaa aa_uu.N to kaise jiite jii duniyaa ne maaraa hai
	jahaa.N vaalo.n ke aage kyaa karuu.N dil besahaaraa hai
do \:	tamannaa\-e\-pareshaa.n \threedots

mu \:	sitaare merii haalat dekh ke chupachaap rote hai.n
	yahii raato.n kaa aalam aur yahii din kaa nazaaraa hai
	tamannaa\-e\-pareshaa.n \threedots

aa \:	mujhe tum bhuul jaa_o Kvaab to TuuTaa hii karate hai.n
	sivaa mere jahaa.N me.n aaj bhii sab kuchh tumhaaraa hai
	tamannaa\-e\-pareshaa.n \threedots

do \:	raho chaahe jahaa.N bhii dil se tum jaane na paa_oge
	bhalaa ho is jahaa.n kaa har ko_ii dushman hamaaraa hai
	bhalaa ho is jahaa.n kaa
mu \:	har ko_ii dushman hamaaraa hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
