% ISB File: Bela_1947.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{bhiigii\-bhiigii palake.n hai.n}%
\film{Bela}%
\year{1947}%
\starring{Nigar, Jairam, Shrinath Tripathi, Krishna Kumari}%
\singer{Zohrabai Ambalewali}%
\music{Bulo C Rani}%
\lyrics{D N Madhok}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11365 [V S Rawat]
% Credits: This lyrics were printed in Listeners' Bulletin Vol #92 under Geetanjali #82

\printtitle
#indian

bhiigii\-bhiigii palake.n hai.n
aur dil me.n yaad tumhaarii hai
is pe bhii o bedardii
pyaar kii baazii haarii hai

tumhe.n chaahaa ye kyaa kiyaa maine
dukh zamaane kaa le liyaa maine
kabhii dushman kii bhii na ho
jo haalat aaj hamaarii hai
is pe bhii o bedardii \threedots

are o chaa.Nd baadalo.n me.n jaa
ki meraa chaa.Nd bhii hai chhip gayaa
ujaalaa kyo.n rahe jahaa.N me.n
merii to uja.Dii duniyaa saarii hai
is pe bhii o bedardii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mohe baa.Nkaa balam lage piyaaraa}%
\film{Bela}%
\year{1947}%
\starring{Nigar, Jairam, Shrinath Tripathi, Krishna Kumari}%
\singer{Zohra Bai, Chorus}%
\music{Bulo C Rani}%
\lyrics{D N Madhok}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12018 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

ko \:	mohe baa.Nkaa balam lage piyaaraa \-2
zo \:	( nanadii parades na jaane de
ko \:	baa.Nkaa balam lage piyaaraa ) \-2
zo \:	mohe baa.Nkaa balam lage piyaaraa

	kaalii\-kaalii raat jiyaa Dag\-mag Dolegaa
	ho kaalii\-kaalii raat jiyaa Dag\-mag Dolegaa
ko \:	Dag\-mag Dolegaa
zo \:	ho miiThe\-miithe bol un bin kaun bolegaa
	miiThe\-miithe bol un bin kaun bolegaa
	suunaa diikhegaa jag saaraa
ko \:	suunaa diikhegaa jag saaraa

zo \:	nanadii parades na jaane de
ko \:	baa.Nkaa balam lage piyaaraa
zo \:	mohe baa.Nkaa balam lage piyaaraa
ko \:	mohe baa.Nkaa balam lage piyaaraa

zo \:	saa.Nwalii ghaTaaye.n jab ghir\-ghir aaye.ngii
	ho saa.Nwalii ghaTaaye.n jab ghir\-ghir aaye.ngii
	bhesh biiraane (?) le ke man kaa jagaaye.ngii \-2
	aise me.n unakaa ba.Daa sahaaraa
ko \:	aise me.n unakaa ba.Daa sahaaraa

zo \:	nanadii parades na jaane de
ko \:	baa.Nkaa balam lage piyaaraa
zo \:	mohe baa.Nkaa balam lage piyaaraa
ko \:	mohe baa.Nkaa balam lage piyaaraa
zo \:	nanadii parades na jaane de
ko \:	baa.Nkaa balam lage piyaaraa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
