% ISB File: Bemisaal_0000(NON-FILM).txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{sharaab\-e\-naab ko do\-aatishaa banaa ke pilaa}%
\film{Bemisaal (Non-Film)}%
\year{}%
\starring{}%
\singer{Begum Akhtar}%
\music{}%
\lyrics{Shakeel}%

% Audio: HMV compilations of her AIR recordings - this one is titled "Bemisaal".
% Contributor: Abhay Phadnis
% Transliterator: Abhay Phadnis
% Credits: Manohar Bodas 
% Date: 26 Nov 2004
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

sharaab\-e\-naab ko do-aatishaa banaa ke pilaa
pilaanewaale nazar se nazar se milaa ke pilaa

jhalak rahaa thaa tabassum bhii saaGar\-e\-may me.n
phir ek baar usii tarah muskuraa ke pilaa

pilaa har ek ko har ek par navaazish kar
magar ye shart hai pahale mujhe pilaa ke pilaa

kuchh imtiyaaz rahe maikade me.n maikash kaa
labo.n se apane har ek jaam ko lagaa ke pilaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
