% ISB File: Bhaabhi_1938.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
%stat{vsrb12801, 1.00, 11/01/2004}%
\stitle{jhuki aa_ii re badariyaa saawan kii}%
\film{Bhaabhi}%
\year{1938}%
\starring{Renuka Devi, P Jairaj, Meera, Maya Devi, M Nazir}%
\singer{Renuka Devi}%
\music{Saraswati Devi}%
\lyrics{Meerabai}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11979 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

jhuki aa_ii re badariyaa saawan kii \-2

saawan kii manabhaawan kii \-2
jhuki aa_ii re badariyaa saawan kii
jhuki aa_ii re badariyaa

nanhii.n\-nanhii.n bu.ndiyaa.N meharaa barase
pii\-pii papiihaa raaj kare
alii jaaye kaho piyaa aawan kii

jhuki aa_ii re badariyaa saawan kii
jhuki aa_ii re badariyaa

sun re haThii papiihaa paapii
pii ko naam na le

sun paave ko_ii birahaa kii naarii
pii kaaran kiije (?)

ye do_u nainaa kaho naa maane.n
nadiyaa bahe jaise saawan kii

ko_ii jaaye kaho piyaa aawan kii
jhu
jhuki aa_ii re badariyaa saawan kii
jhuki aa_ii re badariyaa

saawan kii manabhaawan kii \-2
jhuki aa_ii re badariyaa saawan kii
jhuki aa_ii re badariyaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
