% ISB File: BhaagamBhaag_1956.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{chale ho kahaa.N karake jii bekaraar}%
\film{Bhaagam Bhaag}%
\year{1956}%
\starring{Kishore Kumar, Shashikala, Smriti Biswas}%
\singer{Asha, Rafi}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Oct 22, 2004
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com

\printtitle
#indian

% The following prelude mentioned in kosh was not in the version I have

	masiihaa ban ke biimaaro.n ko

aa \:	chale ho kahaa.N 
	chale ho kahaa.N karake jii bekaraar \-2
	o saiyaa.N raajaa
	o saiyaa.N raajaa dil me.n samaa ke
	chale ho kahaa.N karake jii bekaraar

	o piyaa na jaa re merii qasam \-2
	o mai.n to mar jaa_uu.Ngii re sanam \-2
	o saiyaa.N raajaa
	o saiyaa.N raajaa dil me.n samaa ke

ra \:	bhuulane waalii, dekh liyaa teraa pyaar

	o jhuuThii\-jhuuThii tuu qasame.n na khaa \-2
	o gorii jaane de dil naa jalaa \-2
	nikaalaa hame.n
	nikaalaa hame.n ghar me.n bulaa ke

aa \:	chale ho kahaa.N karake jii bekaraar \-2

	o aajaa tujhape luTaa duu.N ye pyaar \-2
	o dil kii bagiyaa nazar kii bahaar \-2
	o saiyaa.N raajaa
	o saiyaa.N raajaa dil me.n samaa ke

ra \:	bhuulane waalii, dekh liyaa teraa pyaar

	agar ye sach hai to raazii hai.n ham \-2
	tuu merii gorii mai.n teraa balam \-2
	nikaalaa hame.n
	nikaalaa hame.n ghar me.n bulaa ke

aa \:	chale ho kahaa.N karake jii bekaraar \-2
ra \:	bhuulane waalii, dekh liyaa teraa pyaar \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{cho.D chale ... cha.Dh jaa beTaa suulii par}%
\film{Bhaagam Bhaag}%
\year{1956}%
\starring{Kishore Kumar, Shashikala, Smriti Biswas}%
\singer{Kishore, Rafi}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 23, 2005

\printtitle
#indian

	bhaguu
	kishuu
	bh bh bh bhaguu
	ki ki ki kishuu
	chho.D chale ba.ndhuu
	haa.N chho.D chale 

	cho.D chale pyaarii duniyaa ko 
	cho.D chale jhuuThii duniyaa ko 
	bhaguu
	cho.D chale pyaarii duniyaa ko 
	kishuu
	cho.D chale jhuuThii duniyaa ko 
	ho bhagguu ho
	cho.D chale pyaarii duniyaa ko 
	haa.N
	cho.D chale jhuuThii duniyaa ko 
	ho kishuu ho
	cho.D chale pyaarii duniyaa ko 
	aa.N haa.N
	cho.D chale jhuuThii duniyaa ko 

	e he he he he
	haa haa haa haa haa
	huu huu huu huu huu
	ho ho ho ho ho
	nahii.n rahaa wo jiine kaa mazaa
	binaa Kataa mujhe milii sazaa
	ye zi.ndagii kii riit hai bhalii
	ke dostii me.n jaan bhii chalii
	e cha.Dh jaa beTaa suulii par
	tuu raam jii bhalii kare.n

	cho.D chale pyaarii duniyaa ko 
	haa
	cho.D chale jhuuThii duniyaa ko 
	bhagguu
	cho.D chale pyaarii duniyaa ko 
	kishuu
	cho.D chale jhuuThii duniyaa ko 

	he he he he he
	he he he he ho
	haa haa haa haa haa
	haa haa haa haa haa
	wo dil hii kyaa jo Kauf se bhare
	wo mard kyaa jo maut se Dare
	kise milii hai zi.ndagii sadaa
	jawaa.N hai tuu shahiid ho bhii jaa
	ham to yaar dosto.n ke waate yuu.N hii mare	

	cho.D chale pyaarii duniyaa ko 
	cho.D chale jhuuThii duniyaa ko 
	bhagguu
	cho.D chale pyaarii duniyaa ko 
	kishuu
	cho.D chale jhuuThii duniyaa ko 

	aa ha haa haa ho
	aa ha haa haa haa
	shahiid ham to aaj ho chale
	to ham bhii tumase haath dho chale
	hamaare baad baarii hai terii
	e are haa.N ye to baat hai kharii
	aage aage chal zaraa ke ham bhii piichhe hai.n tere
	waah

	cho.D chale pyaarii duniyaa ko 
	haa.N
	cho.D chale jhuuThii duniyaa ko 
	bhagguu
	cho.D chale pyaarii duniyaa ko 
	kishuu
	cho.D chale jhuuThii duniyaa ko 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil diyaa daulat ko ... aa.Nkho.n ko milaa yaar se}%
\film{Bhaagam Bhaag}%
\year{1956}%
\starring{Kishore Kumar, Shashikala, Smriti Biswas}%
\singer{Rafi, S D Batish}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 23, 2005

\printtitle
#indian

ra:	dil diyaa daulat ko ai i.nsaan tuune kyaa kiyaa
	bhuul baiThaa pyaar ko naadaan tuune kyaa kiyaa

	aa
	aa.Nkho.n ko milaa yaar se
	aa.Nkho.n ko milaa yaar se piine kaa mazaa le \-2
baa:	are miT kar kisii diladaar pe jiine kaa mazaa le
	miT kar kisii diladaar pe jiine kaa mazaa le

	daulat kii hawas chho.D kahii.n pyaar me.n so jaa
	aur jalawo.n kii barasaat me.n hastii ko Dubo jaa
	phir
	are phir jhuum ke aa.n
	phir jhuum ke saawan ke mahiine kaa mazaa le \-2
	aahe
ra:	aa.Nkho.n ko milaa yaar se piine kaa mazaa le
baa:	miT kar kisii diladaar pe jiine kaa mazaa le

ra:	aa
	Gaafil kabhii paise ke tuu nazadiik na jaanaa
	Ka.nzar hai ye Ka.nzar kaleje se na lagaanaa
	aa
	ye zi.ndagii do din kii hai
	aa
	ye zi.ndagii do din kii hai jiine kaa mazaa le \-2
	aa.Nkho.n ko milaa yaar se piine kaa mazaa le
baa:	miT kar kisii diladaar pe jiine kaa mazaa le

ra:	( aa
	daulat se chalaa pyaas bujhaane tuu jigar kii ) \-2
baa:	aa
	bah jaa kahii.n maujo.n me.n kisii mast nazar kii
ra:	aa
	pyaasaa hai to is mauj se
	haa.N
	are pyaasaa hai to is mauj se piine kaa mazaa le
	pyaasaa hai to is mauj se piine kaa mazaa le
	miT kar kisii diladaar pe jiine kaa mazaa le
	aa.Nkho.n ko milaa yaar se piine kaa mazaa le
	aahe aa.Nkho.n ko milaa yaar se piine kaa mazaa le

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{hame.n ko_ii Gam hai tumhe.n ko_ii Gam hai}%
\film{Bhaagam Bhaag}%
\year{1956}%
\starring{Kishore Kumar, Shashikala, Smriti Biswas}%
\singer{Asha, Rafi}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Oct 22, 2004
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com

\printtitle
#indian

aa \:	( hame.n ko_ii Gam hai tumhe.n ko_ii Gam hai
	muhabbat kar, zaraa nahii.n Dar, kise kal kii Kabar hai ) \-2
ra \:	hame.n bha_ii Dar hai

	( yahaa.N to Gam kaa saath hai
	Kushii ik jhuuthii baat hai ) \-2
aa \:	( uThaa nazaro.n ko beKabar
	ajab jalawo.n kii raat hai ) \-2
	pahalii nazar me.n, dil me.n jigar me.n
	jalawo.n kaa ra.ng bhar le

	muhabbat kar, zaraa nahii.n Dar, kise kal kii Kabar hai
ra \:	hame.n bha_ii Dar hai

	( ha.Nsii ho.nTho.n pe kho ga_ii
	jawaanii hamako ro ga_ii ) \-2
aa \:	( balam kyuu.N duur jaaye tuu
	mohabbat me.n hai zi.ndagii ) \-2
	pahalii nazar me.n, dil me.n jigar me.n
	jalawo.n kaa ra.ng bhar le

	muhabbat kar, zaraa nahii.n Dar, kise kal kii Kabar hai
ra \:	hame.n bha_ii Dar hai

ra \:	( zaraa ko_ii hamako thaamanaa
	chhalak jaaye Gam kaa jaam naa ) \-2
aa \:	( ganiimat hai ye raat bhii
	hai dil se dil kaa saamanaa ) \-2
	pahalii nazar me.n, dil me.n jigar me.n
	jalawo.n kaa ra.ng bhar le

	muhabbat kar, zaraa nahii.n Dar, kise kal kii Kabar hai
ra \:	hame.n bha_ii Dar hai

ra \:	( kahuu.N kyaa kaisii der hai
	Kushii ko dil se bair hai ) \-2
aa \:	( mohabbat kyaa hai baalamaa
	dilo.n kaa her\-pher hai) \-2
	pahalii nazar me.n, dil me.n jigar me.n
	jalawo.n kaa ra.ng bhar le

	muhabbat kar, zaraa nahii.n Dar, kise kal kii Kabar hai
	hame.n ko_ii Gam hai tumhe.n ko_ii Gam hai
	muhabbat kar, zaraa nahii.n Dar, kise kal kii Kabar hai
ra \:	hame.n bha_ii Dar hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{he baabuu ye hai zamaanaa teraa}%
\film{Bhaagam Bhaag}%
\year{1956}%
\starring{Kishore Kumar, Shashikala, Smriti Biswas}%
\singer{Kishore, Rafi}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 23, 2005

\printtitle
#indian

u aa
e baabuu ye hai zamaanaa teraa \-2
he baabuu gaa le tuu Kushii kaa raag duniyaa hai bhaagam bhaag
e baabuu ye hai zamaanaa teraa \-2
he baabuu gaa le tuu Kushii kaa raag duniyaa hai bhaagam bhaag
e baabuu ye hai zamaanaa teraa \-2
e baabuu

( nahii.n hai darad waalii Garaz se matawaalii duniyaa
phir bhii dekho to baabuu pyaar se nahii.n hai khaalii duniyaa ) \-2
sun pyaare
kaho pyaare
matawaale
gaa le tuu Kushii kaa raag duniyaa hai bhaagam bhaag
e baabuu ye hai zamaanaa teraa \-2
e baabuu
gaa le tuu Kushii kaa raag duniyaa hai bhaagam bhaag
e baabuu ye hai zamaanaa teraa \-2
e baabuu

nahii.n kuchh mushkil itanaa lagaa ke dil sun le
teraa gulazaar hai ye terii hii bahaar kalii chun le 
nahii.n kuchh mushkil itanaa lagaa ke dil sun le
teraa gulazaar hai ye terii hii bahaar kalii chun le
sun pyaare
kaho pyaare
matawaale
gaa le tuu Kushii kaa raag duniyaa hai bhaagam bhaag
e baabuu ye hai zamaanaa teraa
e keshuu ye hai zamaanaa teraa
e keshuu
gaa le tuu Kushii kaa raag duniyaa hai bhaagam bhaag
e bhagguu ye hai zamaanaa teraa \-2
e bhagguu

kaahe tuu jale hai tere qadamo.n tale hai terii ma.nzil
chhe.D de taraanaa hai ye saaraa hii zamaanaa terii mahafil

kaahe tuu jale hai tere qadamo.n tale hai terii ma.nzil
chhe.D de taraanaa hai ye saaraa hii zamaanaa terii mahafil

sun pyaare
kaho pyaare
matawaale
gaa le tuu Kushii kaa raag duniyaa hai bhaagam bhaag
e baabuu ye hai zamaanaa teraa \-2
e baabuu
gaa le pyaare bhaagam bhaag
e baabuu ye hai zamaanaa teraa \-2
e baabuu

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tere tiir\-e\-nazar kaa balam dil nishaanaa hu_aa}%
\film{Bhaagam Bhaag}%
\year{1956}%
\starring{Kishore Kumar, Shashikala, Smriti Biswas}%
\singer{Asha, Rafi}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Oct 22, 2004
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com

\printtitle
#indian

aa \:	tere tiir\-e\-nazar kaa balam dil nishaanaa hu_aa
	terii\-merii mohabbat kaa aaj ek fasaanaa hu_aa
ra \:	naam sunate hii teraa sanam mai.n diiwaanaa hu_aa
	tujhako dil me.n basaa_e huye ek zamaanaa hu_aa

aa \:	 ( balamaa terii nazar se nazar jo milii
	phuul banane lagii mere dil kii kalii ) \-2
	tum jo hamase mile, shikawe dil ke chale, lab se niaklii sadaa
	terii\-merii mohabbat kaa aaj ek fasaanaa hu_aa
ra \:	naam sunate hii teraa sanam mai.n diiwaanaa hu_aa

	( kuchh na apanii Kabar hai na dil kaa pataa
	terii baato.n ne kaisaa ye jaaduu kiyaa ) \-2
	Daal kar ek nazar, chhiinaa meraa jigar, tuune ai dilarubaa
	naam sunate hii teraa sanam mai.n diiwaanaa hu_aa
aa \:	terii\-merii mohabbat kaa aaj ek fasaanaa hu_aa

	( mil gaye ho to phir ab na honaa judaa
	merii saa.Nso.n me.n aa mere dil me.n samaa ) \-2
	ko_ii hamase sune, haa.N ye kyaa chiiz hai, terii zaalim adaa
	terii\-merii mohabbat kaa aaj ek fasaanaa hu_aa
ra \:	naam sunate hii teraa sanam mai.n diiwaanaa hu_aa

	( jhuumataa huu.N teraa jaam\-e\-ulfat piye
	bhuul baiThaa zamaane ko tere liye ) \-2
	bhuulanaa naa mujhe ab diwaane ko hai ek teraa aasaraa

% _End_of_File