% ISB File: BhaaiBhaai_1956.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ai dil mujhe bataa de tuu kisa pe aa gayaa hai}%
\film{Bhai Bhai}%
\year{1956}%
\starring{Ashok Kumar, Nirupa Roy, Kishore, Shyama, Nimmi}%
\singer{Geeta}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu)
% Transliterator: Mani Upadhyaya (mani@eng.utoledo.edu)

\printtitle
#indian

ai dila mujhe bataa de, tuu kisa pe aa gayaa hai
vo kauna hai jo aakara, khvaabo.n pe chhaa gayaa hai

mastii bharaa taraanaa, kyo.n raata gaa rahii hai
aa.nkho.n me.n nii.nda aakara, kyo.n duura jaa rahii hai
dila me.n koI sitamagara, aramaa.n jagaa gayaa hai
vo kauna hai jo aakara, khavaabo.n pe chhaa gayaa hai
ai dila mujhe bataa de, tuu kisa pe aa gayaa hai
vo kauna hai jo aakara, khvaabo.n pe chhaa gayaa hai

betaaba ho rahaa hai, ye dila machala machala ke
shAyada ye raata biite, karavaTa badala badala ke
lala laa lala laa\threedots
betaaba ho rahaa hai, ye dila machala machala ke
shaayada ye raata biite, karavaTa badala badala ke
ai dila zaraa sambhala jaa, shaayada vo aa gayaa hai
vo kauna hai jo aakara, khvaabo.n pe chhaa gayaa hai
ai dila mujhe bataa de \threedots

bhiigii huii havAe.n, mausama bhii hai gulaabii
jaa chaa.Nda jaa sitaare, hara tiira hai sharaabii
dhiire se ek naGamaa, koii sunaa gayaa hai
vo kauna hai jo aakara, khvaabo.n pe chhaa gayaa hai

ai dila mujhe bataa de, tuu kisa pe aa gayaa hai
vo kauna hai jo aakara, khvaabo.n pe chhaa gayaa hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{apanaa hai phir bhii apanaa ba.Dhakar gale lagaa le}%
\film{Bhaai Bhaai}%
\year{1956}%
\starring{Ashok Kumar, Nirupa Roy, Kishore, Shyama, Nimmi}%
\singer{Rafi}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10558 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

apanaa hai phir bhii apanaa ba.Dhakar gale lagaa le
achchhaa hai yaa buraa hai apanaa use banaa le

mat soch tere dil me.n ye kaisii kash\-ma\-kash hai
jo khii.nchatii hai tujhako vo Kuun kii qashish hai
pardaa pa.Daa hu_aa hai jo daramiyaa.N uThaa le
apanaa hai phir bhii \threedots

chup hai zubaan phir bhii apanaa lahuu pukaare
tum ek aasamaa.N ke TuuTe hu_e ho taare
nazare.n to mil ga_ii hai.n ab dil se dil milaa le
apanaa hai phir bhii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{meraa naam abdul rahamaan pistaa vaalaa}%
\film{Bhaai Bhaai}%
\year{1956}%
\starring{Ashok Kumar, Nirupa Roy, Kishore, Shyama, Nimmi}%
\singer{Kishor, Lata}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10557 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ki \:	meraa naam abdul rahamaan pistaa vaalaa mai.n huu.N paThaan
	khaane vaale kaa dil hotaa gul\-gul vaah re vaah\-vaah

	lo jii bhaa_ii saahab hamaaraa pistaa bahut achchhaa
	lo jii mem saahab hamaaraa pistaa bahut achchhaa
	khaa ke dekho ##very very good## meraa chaaralii baadaam pistaa

la \:	abdul rahamaan kii mai.n abdul rahamaniyaa
	yahii meraa sonaa\-chaa.Ndii yahii merii duniyaa
	Kush huu.N mai.n chaahe mujhe rakhe jis haal me.n
	ba.ngale me.n koThii me.n yaa TuuTii\-phuuTii chaal me.n
	chaa.Nd hai ye meraa mai.n huu.N isakii cha.ndaniyaa

	hinduu khaa_e muslim khaa_e khaa_e sikh iisaa_ii
	meraa pistaa khaane vaale hindii bhaa_ii\-bhaa_ii
	ma.ndir ho maszid ho yaa sikho.n kaa gurudvaaraa
	sabako allaah kaa ghar samajhe kaabul kaa banjaaraa

ki \:	lo bhaa_ii pistaa lo baadaam achchhaa maal aur sastaa daam
	apanii jaanii duniyaa faanii baaqii hai allaah kaa naam
	meraa naam abdul rahamaan \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{Tha.nDii Tha.nDii hawaa khaane ... raajaa jaanii pyaare chor hamaare}%
\film{Bhaai Bhaai}%
\year{1956}%
\starring{Ashok Kumar, Kishore Kumar, Nimmi, Nirupa Roy}%
\singer{Lata, Chorus}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Rajendra Krishan}%

% Audio on: LP LKDA 267 (EMI Pakistan)
% Contributor: Satish Kalra
% Transliterator: Satish Kalra
% Date: 25 Mar 2003
% Series: LATAnjali
% Credits: Naniwadekar
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

lataa: Tha.nDii Tha.nDii hawaa khaane raajaa gayaa gaa.nv me.n
jaate jaate muii suii chubh gayii paa.nv me.n
raajaa ne waziir bhejaa raanii dau.Dii aa_ii
raajaa kii sawaarii ko kaalii ghoDii laa_ii
ho aage aage baiThaa raajaa piichhe baiThii raanii
raanii ne sunaa_ii aake munne ko kahaanii
raajaa jaanii pyaare chor hamaare luk chhup luk chhup jaanaa
chaahe ko_ii jiite chaahe ko_ii haare luk chhup luk chhup jaanaa

ko : raajaa jaanii pyaare chor hamaare luk chhup luk chhup jaanaa

ko: aa.aa
lataa:  (dhuup banii bebii to baabaa banaa saayaa
dhuup ke piichhe dekho saayaa dau.Daa aayaa) 2
dau.Daa aayaa dau.Daa aayaa
ko:  dekho aayaa aayaa aayaa
la:  ho duniyaa se nyaare khel hamaare luk chhup luk chhup jaanaa
ko: raajaa jaanii pyaare chor hamaare luk chhup luk chhup jaanaa

la:  phuul se ik din bulabul bolii aajaa khele.n aa.Nkh michaulii
ko:  aa .a.a
la:  phuul ye kahane lagaa tuu uD jaa_egii haath na aa_egii
ghuum ke Daalii Daalii giit ye gaa_egii
ho  raajaa jaanii pyaare chor hamaare luk chhup luk chhup jaanaa
ko:  chaahe ko_ii jiite chaahe ko_ii haare luk chhup luk chhup jaanaa

la: (badalii ke piichhe jo chhup gayaa taaraa
Dhuu.NDh Dhuu.NDh haaraa cha.ndaa maamaa bechaaraa) 2
dekho haaraa haaraa haaraa
ko: cha.ndaa maamaa bechaaraa
la:  ho piichhe piichhe cha.ndaa aage aage taare luk chhup luk chhup jaanaa
raajaa jaanii pyaare chor hamaare luk chhup luk chhup jaanaa
ko:  chaahe ko_ii jiite chaahe ko_ii haare luk chhup luk chhup jaanaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
