% ISB File: BhaaiSaaheb_1954.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{gherataa hai gar a.ndheraa ... ye sitaare ... man more haay}%
\film{Bhaai Saaheb}%
\year{1954}%
\starring{C H Atma, Poornima, Smriti Bishwas, Ratan Kumar}%
\singer{C H Atma}%
\music{Neenu Majumdar}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 23, 2005

\printtitle
#indian

gherataa hai gar a.ndheraa Gam na kar Gam na kar
do gha.Dii me.n muskuraayegii sahar tuu Gam na kar
gherataa hai gar a.ndheraa Gam na kar Gam na kar

Dhal gayaa ik aur din achchhaa hu_aa samajho
zi.ndagii jitanii kaTii Gam kam hu_aa samajho
shukr kar kuchh kam hu_aa ye zi.ndagaanii kaa safar
gherataa hai gar a.ndheraa Gam na kar Gam na kar

% Part 2

ye sitaare jal ke bhii Kush hai.n raat ke a.ngaare
ye sitaare
jal ke bhii Kush hai.n raat ke a.ngaare
giit ye ummiid kaa ro dho ke gaa rahe hai.n ye bichaare

kyaa

( man more haay tuu kaahe ghabaraaye
kaahe tuu Dare kaahe ni.ndiyaa na aaye ) \-2
( rakh do sambhaal ke dil kii ye daulat
aa.Nsu_o.n ke motii kaahe ko ga.Nwaaye ) \-2
man more haay
man more haay tuu kaahe ghabaraaye
kaahe tuu Dare kaahe ni.ndiyaa na aaye
man more haay

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{nazar ne kah diyaa afasaanaa mere pyaar kaa}%
\film{Bhaai Saaheb}%
\year{1954}%
\starring{C H Atma, Poornima, Smriti Bishwas, Ratan Kumar}%
\singer{C H Atma}%
\music{Neenu Majumdar}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 23, 2005

\printtitle
#indian

nazar ne kah diyaa
( nazar ne kah diyaa afasaanaa mere pyaar kaa
hameshaa aa.Nkh me.n dil rahataa hai diladaar kaa ) \-2

khule to raaz\-e\-ishq yuu.N khule \-2
kisii bhii gair ko Kabar na mile
samajhane waalaa samajh le
ye bhii a.ndaaz hai is baat ke izahaar kaa
hameshaa aa.Nkh me.n dil rahataa hai diladaar kaa
nazar ne kah diyaa
nazar ne kah diyaa afasaanaa mere pyaar kaa
hameshaa aa.Nkh me.n dil rahataa hai diladaar kaa

jabase hu_aa hai teraa ishaaraa \-2
bas me.n nahii.n hai dil bhii hamaaraa \-2
qasam ga_ii qaraar TuuT gayaa
khudii kaa aitabaar TuuT gayaa
ki sabar TuuTane lagaa
bahaar bolii ye maukaa nahii.n inkaar kaa
hameshaa aa.Nkh me.n dil rahataa hai diladaar kaa
nazar ne kah diyaa
nazar ne kah diyaa afasaanaa mere pyaar kaa
hameshaa aa.Nkh me.n dil rahataa hai diladaar kaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{uu.Nchii niichii ... ma.nzil to hai ba.Dii duur}%
\film{Bhaai Saaheb}%
\year{1954}%
\starring{C H Atma, Poornima, Smriti Bishwas, Ratan Kumar}%
\singer{C H Atma, Chorus}%
\music{Neenu Majumdar}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 23, 2005

\printtitle
#indian

ko:	uu.Nchii niichii uu.Nchii niichii Dagar jiiwan kii
	chalanaa sambhal ke pyaare sambhal ke chalanaa 
	ma.nzil to hai ba.Dii duur
	uu.Nchii niichii uu.Nchii niichii Dagar jiiwan kii
	chalanaa sambhal ke 

sii:	pyaare sambhal ke chalanaa 
	ma.nzil to hai ba.Dii duur \-2
	sambhal ke chalanaa
	ma.nzil to hai ba.Dii duur

	suune safar me.n laakho.n chor mile.nge tohe \-2
	karanii kare.nge zaruur
	dharm karam kii jholii kahaa.N pe ga.Nwaa_ii tuune \-2
	puuchhe.nge tere huzuur
	sambhal ke chalanaa
	ma.nzil to hai ba.Dii duur
	uu.Nchii niichii uu.Nchii niichii Dagar jiiwan kii
	chalanaa sambhal ke 
ko:	pyaare sambhal ke chalanaa 
sii:	ma.nzil to hai ba.Dii duur

	aaye ho akele jaa_oge akele \-2
	shaam Dhale uTh jaaye.nge ye mele \-2
	ma.nzil to hai ba.Dii duur \-2
	sambhal ke chalanaa 
ko:	ma.nzil to hai ba.Dii duur \-3

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
