% ISB File: Bhaavnaa_1984.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{mere dil me.n tuu hii tuu hai}%
\film{Bhaavanaa}%
\year{1984}%
\starring{}%
\singer{Jagjit Singh, Chitra Singh}%
\music{Bappi Lahiri}%
\lyrics{Kaifi Azmi}%

% Contributor: Rajiv Shridhar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

chi: (mere dil me.n tuu hii tuu hai, dil kii davaa kyaa karuu.N
jag: dil bhii tuu hai jaa.N bhii tuu hai, tujhape fidaa kyaa karuu.N) \-2
do:  mere dil me.n tuu hii tuu hai, dil kii davaa kyaa karuu.N

chi: khud ko kho ke tujhako paakar kyaa\-kyaa mila kyaa kahuu.N
     terii hoke jiine me.n kyaa aaya mazaa kyaa kahuu.N
jag: kaise din hai.n kaisii raate.n kaisii fizaa kyaa kahuu.N
     merii hoke tuune mujhako kyaa kyaa diyaa kyaa kahuu.N
chi: mere pahaluu me.n jab tuu hai phir mai.n duaa kyaa karuu.N
jag: dil bhii tuu hai jaa.N bhii tuu hai tujhape fidaa kyaa karuu.N
do:  mere dil me.n tuu hii tuu hai, dil kii davaa kyaa karuu.N

jag: hai ye duniyaa dil kii duniyaa milake rahe.nge yahaa.N
     luuTe.nge ham khushiyaa.N har pal duHkh na sahe.nge yahaa.N
chi: aramaano ke cha.nchal dhaare aise bahe.nge yahaa.N
     ye to sapano kii jannat hai, sab hii kahe.nge yahaa.N
     ye duniyaa mere dil me.n basii hai, dil se judaa kyaa karuu.N
jag: dil bhii tuu hai jaa.N bhii tuu hai, tujhape fidaa kyaa karuu.N) \-2
do:  mere dil me.n tuu hii tuu hai, dil kii davaa kyaa karuu.N

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
