% ISB File: BhaktaRamadasu_1960s(TELUGU).txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{darshan denaa raamaa}%
\film{Bhakta Ramadasu (Telugu-Film)}%
\year{1960s}%
\starring{}%
\singer{Rafi, Chorus}%
\music{}%
\lyrics{}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

raamaa, raamaa,
darshan denaa raamaa \-2
taras rahe hai.n ham
darshan denaa raamaa

( taashar ?? the tumare charaN\-ka.Nval ke
jaanakii\-naathaa dayaa karo ) \-2
raamaa maano hamaaraa bhad jan ??
darshan denaa raamaa

saare jag ke paalanahaare
( saare jag ke paalanahaare
maataa\-pitaa\-annadaataa tum ho ) \-2
ham hai.n tumhaare hamako bachaa_o \-2
na_iyaa hamaarii paar lagaa_o \-2
duur karo sa.nkaT ko hamaare
bhadr giriishaa
siitaa raamaa

ko \:	raam\-raam siitaa\-raam jaanakii\-nandan siitaa\-raam
	jay\-jay raam siitaa\-raam

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil ko hamaare chain nahii.n hai}%
\film{Bhakta Ramadasu (Telugu-Film)}%
\year{1960s}%
\starring{}%
\singer{Rafi}%
\music{}%
\lyrics{}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

dil ko hamaare chain nahii.n hai
dekhe binaa raam kaise jaaye.n \-2
dil ko hamaare chain nahii.n hai

aa.Nkh bhii dii hai akl bhii dii hai.n
ab ham kaise a.ndhe ban jaaye.n
o
dil ko hamaare chain nahii.n hai
dekhe binaa raam kaise jaaye.n \-2
dil ko hamaare chain nahii.n hai

hinduu muslim sikh isaa_ii
sab hii musaafir sab hii raahii
aa
rastaa sabakaa alag\-alag hai
ma.nzil lekin ek hai baabaa
o
dil ko hamaare chain nahii.n hai

raam rahegaa saath hamaare
ham jaaye.n jis jaa bhii baabaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kaahe kaa ronaa\-dhonaa hai}%
\film{Bhakta Ramadasu (Telugu-Film)}%
\year{1960s}%
\starring{}%
\singer{Rafi, Chorus}%
\music{}%
\lyrics{}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

kaahe kaa ronaa
kaahe kaa ronaa\-dhonaa hai
ho ke rahegaa jo honaa hai

ho ke rahegaa jo honaa hai \-2
kaahe kaa ronaa\-dhonaa hai \-2
jab tak hamako jiinaa hai \-2
dukh sahanaa aa.Nsuu piinaa hai
kaahe kaa ronaa\-dhonaa hai

dukh me.n hii aaraam milegaa \-2
dukh me.n hii bhagawaan milegaa
raam\-bhagat ban jaane hii se
shaktii kaa saamaan milegaa
kaahe kaa ronaa\-dhonaa hai

naam raam kaa bol re baabaa \-4

ko \:	raam\-raam siitaa\-raam \-2

naam raam kaa bol re baabaa \-4

ko \:	raam\-raam siitaa\-raam \-9

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{naam raam se zyaadaa bhaa_ii}%
\film{Bhakta Ramadasu (Telugu-Film)}%
\year{1960s}%
\starring{}%
\singer{Rafi, Chorus}%
\music{}%
\lyrics{}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

ra \:	naam raam se zyaadaa bhaa_ii naam raam se zyaadaa
ko \:	naam raam se zyaadaa bhaa_ii naam raam se zyaadaa
ra \:	saagar uupar patthar taare raghuvir paave.n khedaa
ko \:	saagar uupar patthar taare raghuvir paave.n khedaa

ra \:	raam naam kii dhuum uThii jab ja.ngal hu_ aa makkaa \-2
	raam rahiim se duur nahii.n hai ye jo hai so wo bhii hai \-2

ra \:	naam raam se zyaadaa bhaa_ii naam raam se zyaadaa
ko \:	naam raam se zyaadaa bhaa_ii naam raam se zyaadaa
ra \:	saagar uupar patthar taare raghuvir paave.n khedaa
ko \:	saagar uupar patthar taare raghuvir paave.n khedaa

ra \:	naam liyaa jaj raam milegaa jamahii hu_aa raajii \-2
	kahat kabiiraa sun bha_i saadhuu vaiku.nTh naubat baajii \-2
	vaiku.nTh naubat baajii \-2

% _End_of_File