% ISB File: Bhanwara_1944.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{diyaa jisane dil luT gayaa wo bechaaraa}%
\film{Bhanwara/ Harjai}%
\year{1944}%
\starring{Saigal, Arun, Kamla Chaterjii, Monika Desai}%
\singer{Saigal, Chorus}%
\music{Khemchand Prakash}%
\lyrics{Kedar Sharma}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12229 [V S Rawat], 23/01/2004

\printtitle
#indian

diyaa jisane dil \-2
luT gayaa wo bechaaraa \-2
diyaa jisane
chhoraa dil
diyaa jisane
o beTaa dil
luT gayaa wo bechaaraa \-2

jiyaa kaun jise niichii nazaro.n ne maaraa \-2
luT gayaa wo bechaaraa \-2

ko \:	diyaa jisane dil \-2
	luT gayaa wo bechaaraa \-2

nahii.n bhuulatii wo adaa kyaa adaa thii \-2
lipaTanaa tumhaaraa jhijhakanaa tumhaaraa \-2
luT gayaa wo bechaaraa \-2

ko \:	jiyaa kaun jise niichii nazaro.n ne maaraa \-2
	luT gayaa wo bechaaraa \-2

meraa aashiyaa.N phuu.Nk Daalaa gulo.n ne \-2
bahaaro.n ne aa kar meraa ghar ujaa.Daa \-2
luT gayaa wo bechaaraa \-2

ko \:	jiyaa kaun jise niichii nazaro.n ne maaraa \-2
	luT gayaa wo bechaaraa \-2

	maze luuT le chaar din chaa.Ndanii hai \-2
sai ko \:	jawaanii ko dekhaa bu.Dhaapaa pukaaraa \-2
ko \:	haa haa haa
sai ko \:	luT gayaa wo bechaaraa
sai \:	beTaa
sai ko \:	luT gayaa wo bechaaraa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ham apanaa unhe.n banaa na sake}%
\film{Bhanwara/ Harjai}%
\year{1944}%
\starring{Saigal, Arun, Kamla Chaterjii, Monika Desai}%
\singer{Saigal}%
\music{Khemchand Prakash}%
\lyrics{Kedar Sharma}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12228 [V S Rawat], 23/01/2004

\printtitle
#indian

ham apanaa unhe.n banaa na sake \-2
kho kar bhii unako paa na sake \-2
paa na sake
ham apanaa unhe.n banaa na sake \-2

( gulashan se
gulashan se ham ukataaye the ) \-2
us daam me.n pha.Nsane aaye the \-2
saiyaad ko ye samajhaa na sake \-2
samajhaa na sake
ham apanaa unhe.n banaa na sake \-2

( yaado.n pe
yaado.n pe nichhaavar karate hai.n ) \-2
marate hai.n zaalim marate hai.n \-2
do lafz zabaa.N par laa na sake \-2
laa na sake
ham laa na sake
ham apanaa unhe.n banaa na sake \-2

##female voice## \: achchhaa misTar pancham
	aapane kabhii kisii se mohabbat kii hai

wo bole
wo bole
wo bole mohabbat kii hai kabhii
wo bole
wo bole
bole mohabbat kii hai kabhii
##laugh##
wo bole
wo bole
wo bole mohabbat kii hai kabhii
kyaa jaan kisii pe dii hai kabhii \-2
dil chiir ke ham dikhalaa na sake \-2
dikhalaa na sake
samajhaa na sake
ham apanaa unhe.n banaa na sake \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kyaa hamane bigaa.Daa hai}%
\film{Bhanwara}%
\year{1944}%
\starring{Saigal}%
\singer{Saigal}%
\lyrics{Kedar Sharma}%
\music{Khemchand Prakash}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

pu. : kyaa hamane 
    kyaa hamane bigaa.Daa hai kyo.n hamako sataate ho (2)
strii : ham khele.nge jis dilase (2)
    ham khele.nge jis dilase us dil ko chhupaate ho (2)
    us dil ko chhupaate ho 
pu. : kyaa hamane bigaa.Daa hai kyo.n hamako sataate ho (2)

pu. : chhupate bhii nahii.n zaalim (2)
    chhupate bhii nahii.n zaalim, na saamane aate ho (2)
    naa saamane aate ho 
strii : ham aate hai.n to qaatil (2)
    ham aate hai.n to qaatil tum aa.nkh churaate ho (2)
    tum aa.nkh churaate ho
pu. : kyaa hamane bigaa.Daa hai kyo.n hamako sataate ho

pu. : ba.nde hai.n vafaa ke hame harjaa_ii se kyaa kaam (2)
    hame harjaa_ii se kyaa kaam (2)
strii : ham khuub samajhate hai.n (2)
    ham khuub samajhate hai.n tum hamako banaate ho (2)
    tum hamako banaate ho (2)

do. : kyaa hamane bigaa.Daa hai kyo.n hamako sataate ho (2)

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{muskaraate huye yuu.N aa.Nkh churaayaa na karo}%
\film{Bhanwara/ Harjai}%
\year{1944}%
\starring{Saigal, Arun, Kamla Chaterjii, Monika Desai}%
\singer{Saigal}%
\music{Khemchand Prakash}%
\lyrics{Kedar Sharma}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12227 [V S Rawat], 23/01/2004

\printtitle
#indian

muskaraate huye yuu.N aa.Nkh churaayaa na karo
o o o o
gul khilaate huye yuu.N
gul khilaate huye yuu.N tiir chalaayaa na karo \-3

haath dho baiThe.nge ham dil se kisii din yuu.N hii \-2
in chhalakatii hu_ii
in chhalakatii hu_ii aa.Nkho.n se pilaayaa na karo \-3

phuuT kar rote hai.n raat ko do phaphole dil ke \-2
motiyo.n ko merii jaa.N
motiyo.n ko merii jaa.N Thes lagaayaa na karo \-3

dil bahalataa hai raqiibo.n kaa mai.n jal jaataa huu.N \-2
apanii mahafil me.n ha.Nsii
apanii mahafil me.n ha.Nsii merii u.Dhaayaa na karo \-3

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{Thukaraa rahii hai duniyaa ham hai.n ki so rahe hai.n}%
\film{Bhanwara}%
\year{1944}%
\starring{Saigal}%
\singer{Saigal}%
\lyrics{Kedar Sharma}%
\music{Khemchand Prakash}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

Thukaraa rahii hai duniyaa ham hai.n kii so rahe hai.n
barbaad ho chuke the barbaad ho rahe hai.n (2)

sahamii huii.n hai.n dekho is baag kii bahaare.n (2)
phuulo.n ko rau.nd kar (2) ham kaa.nTo ko bo rahe hai.n
Thukaraa rahii hai duniyaa ham hai.n kii so rahe hai.n (2)
barbaad ho chuke the barbaad ho rahe hai.n
Thukaraa rahii hai duniyaa ham hai.n kii so rahe hai.n

yah vaqt hai kii mil kar biga.Dii huii banaale.n (2)
yah vaqt kiimatii ham (2) jhaga.Do.n me kho rahe hai.n 
Thukaraa rahii hai duniyaa ham hai.n kii so rahe hai.n (2)
barbaad ho chuke the barbaad ho rahe hai.n
Thukaraa rahii hai duniyaa ham hai.n kii so rahe hai.n

Gairo.n se na shikaayat Gairo.n se na gilaa hai (2)
hindostaa.n ki naa.Nv (2) hindii Dabo rahe hai.n
Thukaraa rahii hai duniyaa ham hai.n kii so rahe hai.n (2)
barbaad ho chuke the barbaad ho rahe hai.n
Thukaraa rahii hai duniyaa ham hai.n kii so rahe hai.n (2)

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
