% ISB File: BheegiPalkein_1982.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{janam janam kaa saath hai tumhaaraa hamaaraa}%
\film{Bheegi Palkein}%
\year{1982}%
\starring{Smita Patil, Raj Babbar}%
\singer{Lata, Rafi}%
\music{Jugal Kishore-Tilak Raj}%
\lyrics{M G Hashmat}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 30, 2005
% There is a sad version also, a Lata solo

\printtitle
#indian

ra:	janam janam kaa saath hai tumhaaraa hamaaraa, tumhaaraa hamaaraa \-2
la:	agar na milate is jiiwan me.n lete janam dubaaraa
	janam janam kaa saath hai tumhaaraa hamaaraa, tumhaaraa hamaaraa \-2
ra:	agar na milate is jiiwan me.n lete janam dubaaraa
do:	janam janam kaa saath hai tumhaaraa hamaaraa, tumhaaraa hamaaraa \-2

ra:	jabase ghuume dharatii suuraj chaa.Nd sitaare
la:	ho.a
ra:	jabase ghuume dharatii suuraj chaa.Nd sitaare
la:	tabase merii nigaahe.n samajhe.n tere ishaare
	ruup badal kar saajan mai.nne phir se tumhe.n pukaaraa
	janam janam kaa saath hai tumhaaraa hamaaraa, tumhaaraa hamaaraa

la:	pyaar ke pa.Nkh lagaa ke duur kahii.n u.D jaaye.n
	ho.a
	pyaar ke pa.Nkh lagaa ke duur kahii.n u.D jaaye.n
ra:	jahaa.N hawaaye.n Gam kii ham tak pahu.Nch na paaye.n
la:	Kushiyo.n kii Kushbuu se mahake ghar sa.nsaar hamaaraa
ra:	janam janam kaa saath hai tumhaaraa hamaaraa, tumhaaraa hamaaraa
la:	agar na milate is jiiwan me.n lete janam dubaaraa
do:	janam janam kaa saath hai tumhaaraa hamaaraa, tumhaaraa hamaaraa
	tumhaaraa hamaaraa \-4

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
