% ISB File: Bholi_1949.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{itanaa bhii bekaso.n ko na aasamaa.N sataa_e}%
\film{Bholi}%
\year{1949}%
\starring{Geeta Bali, Prem Adeeb, Shashikala, Jeevan, Gulab, Gop}%
\singer{Lata}%
\music{Govindram}%
\lyrics{Pt. Ishwar Chandra Kapoor}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11376 [V S Rawat]
% Credits: This lyrics were printed in Listeners' Bulletin Vol #60 under Geetanjali #50

\printtitle
#indian

itanaa bhii beqaso.n ko na aasamaa.N sataa_e
ki dil kaa dard lab pe fariyaad ban ke aa_e
itanaa bhii beqaso.n \threedots

jo kuchh thaa paas apane vah ham luTaa chuke hai.n
apane hii haatho.n apanii hastii miTaa chuke hai.n
uja.De hu_e chaman me.n ab kyaa bahaar aa_e
itanaa bhii beqaso.n \threedots

kyaa shaan hai shamaa kii paravaano.n ko jalaanaa
paaravaano.n ko jalaa kar shamaa bhii jalatii jaa_e
itanaa bhii beqaso.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
