% ISB File: Bindiyaa_1960.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{mai.n apane aap se ghabaraa gayaa huu.N}%
\film{Bindiya}%
\year{1960}%
\starring{Balraj Sahni, Padmini, Jagdeep}%
\singer{Rafi}%
\music{Iqbal Qureshi}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: Sanjeev Rambhadran
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

mai.n apane aap se ghabaraa gayaa huu.N
mujhe ai zi.ndagii diivaanaa kar de

kahaa.N se ye fareb\-e\-aarazuu mujhako kahaa.N laayaa
jise mai.n puujataa thaa aaj tak nikalaa vo ik saayaa
Kataa dil kii hai mai.n sharamaa gayaa huu.N
mai.n apane aap se   \threedots

ba.De hii shauq se ik Kvaab me.n khoyaa huaa thaa mai.n
ajab mastii bharii ik nii.nd me.n soyaa huaa thaa mai.n
khulii jab aa.Nkh to thar.raa gayaa huu.N
mai.n apane aap se   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
