% ISB File: BluffMaster_1963.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ai dil ab kahii.n na jaa}%
\film{Bluff Master}%
\year{1963}%
\starring{Shammi Kapoor, Saira Bano, Pran}%
\singer{Hemant}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

ai dil ab kahii.n na jaa
na kisii kaa mai.n, na koii meraa

jab chale ham, raah ulajhii pyaar duniyaa ne kiyaa
raah siidhii jab milii to sab ne Thukaraa diyaa
ai dil   \threedots

na kisii ko chaah merii na kisii ko i.ntazaar
kis liye phir mu.D ke piichhe dekhanaa baar\-baar
ai dil   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{govi.ndaa aalaa re aalaa zaraa maTakii sa.mbhaal bR^ijabaalaa}%
\film{Bluff Master}%
\year{1963}%
\starring{Shammi Kapoor, Saira Bano, Pran}%
\singer{Rafi}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Rajindra Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10929 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	govi.ndaa aalaa re aalaa zaraa maTakii sa.mbhaal bR^ijabaalaa
ko \:	govi.ndaa aalaa re \threedots
ra \:	are ek do tiin chaar sa.ng paa.Nch chhaH saat hai.n gvaalaa
ko \:	are ek do tiin \threedots

ra \:	aa_ii maakhan ke choro.n kii senaa
ko \:	aa_ii maakhan ke choro.n kii senaa
ra \:	zaraa bachake sa.mbhal ke jii rahanaa
ko \:	zaraa bachake sa.mbhal ke jii rahanaa
ra \:	ba.Dii naTakhaT hai fauj kahii.n aa_ii jo mauj
	( nahii.n bachane kaa ) \-2 ko_ii bhii taalaa taalaa
	govi.ndaa aalaa re \threedots

	ho kaisii nikalii hai jhuum ke ye Tolii
ko \:	ho kaisii nikalii hai jhuum ke ye Tolii
ra \:	aaj khelegii duudh se ye holii
ko \:	aaj khelegii duudh se ye holii
ra \:	bhiige kitanaa bhii a.ng Tha.nDii ho naa uma.ng
	( pa.De inase ) \-2 kisii kaa na paalaa paalaa
	govi.ndaa aalaa re \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{husn chalaa kuchh aisii chaal}%
\film{Bluff Master}%
\year{1963}%
\starring{Shammi Kapoor, Saira Bano, Pran}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Rajindra Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10928 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	husn chalaa kuchh aisii chaal
	diivaane kaa puuchh naa haal
	pyaar kii qasam kamaal ho gayaa \-2
la \:	dil ko ab tak hai i.nkaar
	aa.Nkhe.n kar baiThii.n ikaraar
	pyaar kii qasam kamaal ho gayaa \-2

ra \:	ho o kabhii paas aa_e.N kabhii duur jaa_e.N
	ke hai.n dil churaane kii laakho.n adaa_e.N
la \:	nahii.n tiir nikalaa abhii tak kamaa.N se
	ko_ii unase kah de ki dil ko bachaa_e.N \-2
	ki dil ko bachaa_e.N
ra \:	husn chalaa kuchh \threedots

la \:	kahaa.N tak rahoge ye daaman bachaa ke
	ke mushkil hai bachanaa nishaane pe aa ke
ra \:	hamaaraa hai kyaa ham to miT ke rahe.nge
	jahaa.N tumane dekhaa zaraa muskaraa ke \-2
	zaraa muskaraa ke
la \:	dil ko ab tak hai \threedots

ra \:	ho o din hai.n tumhaare zamaanaa tumhaaraa
	nigaahe.n idhar hai.n idhar hai ishaaraa
la \:	ye paiGaam dete hai.n zulfo.n ke saa_e
	chalaa aa_e jo hai mohabbat kaa maaraa \-2
	mohabbat kaa maaraa
ra \:	husn chalaa kuchh \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sochaa thaa pyaar ham naa kare.nge}%
\film{Bluff Master}%
\year{1963}%
\starring{Shammi Kapoor, Saira Bano, Pran}%
\singer{Mukesh}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Rajindra Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10927 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

sochaa thaa pyaar ham naa kare.nge
suurat pe yaar ham naa mare.nge
phir bhii kisii pe dil aa gayaa
sochaa thaa pyaar \threedots

bahut Kaaq duniyaa kii chhaanii thii hamane
ab tak kisii kii na maanii thii hamane \-2
dhokhe me.n dil kaise aa gayaa
sochaa thaa pyaar \threedots

yahaa.N tak to aaye the daaman bachaa ke
jaa na sake phir tere dar pe aa ke \-2
jaaduu mohabbat kaa chhaa gayaa
sochaa thaa pyaar \threedots

agar dil na dete ba.Daa naam karate
magar pyaar me.n ba.Daa kaam karate \-2
dil ko yahii kaam bhaa gayaa
sochaa thaa pyaar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
