% ISB File: Bobby_1973.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{baahar se koii andar na aa sake ... ham tum ik kamare me.n}%
\film{Bobby}%
\year{1973}%
\starring{Rishi Kapoor, Dimple Kapadia}%
\singer{Shailendra Singh, Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: Kesav Kaliyaperumal
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

baahar se koii andar na aa sake
andar se koii baahar na jaa sake
socho kabhii aisaa ho to kyaa ho
socho kabhii aisaa ho to kyaa ho

ham tum, ik kamare me.n band ho.n
aur chaabhii kho jaaye
tere naino.n ke bhuul bhulaiyyaa me.n
ba.cbii kho jaaye
ham tum   \threedots

aage ho ghanaghor andheraa
    - baabaa mujhe Dar lagataa hai
piichhe koii Daakuu luTeraa
    - u.N, kyo.n Daraa rahe ho
aage ho ghanaghor andheraa
piichhe koii Daakuu luTeraa
upar bhii jaanaa ho mushakil
niiche bhii aanaa ho mushakil
socho kabhii aisaa ho to kyaa ho
socho kabhii aisaa ho to kyaa ho
ham tum kahii.n ko jaa rahe ho.n
aur rastaa bhuul jaaye
tere bai.nyyaa ke jhuule me.n si.nyyyaa
ba.cbii jhuul jaaye
ham tum   \threedots

bastii se duur, parabat ke piichhe
mastii me.n chuur ghane pe.Do.n ke niiche
an_dekhii an_jaanii sii jagah ho
bas ek ham ho aur duujii havaa ho
socho kabhii aisaa ho to kyaa ho
socho kabhii aisaa ho to kyaa ho
ham tum ek ja.ngal se guzare
aur sher aa jaaye
sher se kahuu.N tumako cho.D ke
mujhe khaa jaaye
ham tum   \threedots

aise kyo.n khoye hue ho
jaage ho ki soye hue ho
kyaa hogaa kal kisako khabar hai
tho.Daa saa mere dil me.n ye Dar hai
socho kabhii aisaa ho to kyaa ho
socho kabhii aisaa ho to kyaa ho
ham tum, yuu.N hii ha.Ns khel rahe ho.n
aur aa.Nkh bhar aaye
tere sar kii qasam tere Gam se
ba.cbii mar jaaye
ham tum   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{beshaq ma.ndir masjid to.Do}%
\film{Bobby}%
\year{1973}%
\starring{Rishi Kapoor, Dimple Kapadia}%
\singer{Chanchal}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Transliterator: Venkatasubramanian K. G (gopala@cs.wisc.edu)
% Credits: rec.music.indian.misc 
%          Vishwanath Karra (karra@cs.wisc.edu)
%          Venkatasubramanian K G (gopala@cs.wisc.edu)
%          Ashish S Bokil (abokil@hubcap.clemson.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

(beshaq ma.ndir masjid to.De, bulleshaa ye kahataa) \- 2
par pyaar bharaa dil kabhii na to.Do\threedots
is dil me.n dilavar rahataa
jis pala.De me.n tule mohabbat\threedots
jis pala.De me.n tule mohabbat
usame.n chaa.Ndii nahii.n taulanaa
taubaa merii naa Dolanaa mai.n nii bolanaa
o nahii.n bolanaa jaa, mai.n nahii.n bolanaa jaa
o mai.n nahii.n bolanaa jaa, Dolanaa mai.n nii bolanaa
taubaa merii na Dolanaa mai.n nii bolanaa

aag te ishq baraabar dono, par paanii aag bujhaae \- (2)
aashiq ke jab aa.Nsuu nikale, aur agan lag jaae
tere saamane baiThake ronaa\threedots
o tere saamane baiThake ronaa dil kaa dukha.Daa nahii.n Tolanaa
Dolanaa mai.n nii bolanaa
o nahii.n bolanaa jaa, mai.n nahii.n bolanaa jaa
ve mai.n nahii.n bolanaa jaa, bolanaa mai.n nii bolanaa
taubaa merii na Dolanaa mai.n nii bolanaa
ve mai.n nahii.n bolanaa, o ve mai.n nahii.n bolanaa
ve mai.n nahii.n bolanaa, te mai.n nahii.n bolanaa
nahii.n bolanaa, Dolanaa mai.n nii bolanaa
nahii.n bolanaa, nahii.n bolanaa\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n shaayar to nahii.n, magar ai hasii.n}%
\film{Bobby}%
\year{1973}%
\starring{Rishi Kapoor, Dimple}%
\singer{Shailendra Singh}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Credits: Baiju "Bawara" Shah (gt8269b@prism.gatech.edu)
%          Amit N. Agarwal (aagarwal@leland.Stanford.EDU)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

mai.n shaayar to nahii.n
magar ai ha.nsii.n
jabase dekhaa, mai.nne tujhako, mujhako
shaayarii, aa gaI

main.n aashiq to nahI.n
magar ai hasI.n
jabase dekhaa, mai.nne tujhako, mujhako
AshiqI, aa gaI

pyaar kaa naam mai.nne sunaa thaa magar
pyaar kyaa hai ye mujhako nahii.n thii khabar
mai.n to ulajhaa rahaa ulajhano.n kii tarah
dosto.n me.n rahaa dushmano.n kii tarah
mai.n dushman to nahii.n
magar ai ha.nsii.n
jab se dekhaa, mai.n ne tujhako, mujhako
dostii aa gaI

sochataa huu.N agar mai.n duaa maa.Ngataa
haath apane uThaakar mai.n kyaa maa.Ngataa
jab se tujhase muhabbat mai.n karane lagaa
tab se aise ibaadat mai.n karane lagaa
mai.n qaafir to nahii.n
magar ai ha.nsii.n
jab se dekhaa, mai.n ne tujhako, mujhako
ba.ndagii aa gaI

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{TuuT ke dil ke ... akhiyo.n ko rehane de}%
\film{Bobby}%
\year{1973}%
\starring{Rishi Kapoor, Dimple Kapadia, Raj Kapoor, Premnath}%
\singer{Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: Surajit A. Bose <bose.2@nd.edu>
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>
% Date: 03/30/1997

\printtitle
#indian

TuuT ke dil ke Tuka.De Tuka.De ho gae mere siine me.n
aa gale laga ke mar jaae.n, kyaa rakhaa hai jiine me.n

a.Nkhiyo.n ko rahane de, a.Nkhiyo.n ke aas paas
duur se dil kii bujhatii rahe pyaas

dard zamaane me.n kam nahii.n milate
sab ko mohabbat se Gam nahii.n milate
TuuTane vaale dil hote hai.n kuchh Kaas
duur se dil kii bujhatii rahe pyaas

rah ga_ii.n duniyaa me.n naam kii Kushiyaa.N
tere mere kis kaam kii Kushiyaa.N
saarii umar hamako rahanaa hai yuu.N udaas
duur se dil kii bujhatii rahe pyaas

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
