% ISB File: Bombay_1995.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ek ho gaye ham aur tum}%
\film{Bombay}%
\year{1995}%
\starring{Arvind Swamy, Manisha Koirala, Sonali Bendre, Prasad}%
\singer{Remo Fernandes, chorus}%
\music{A R Rahman}%
\lyrics{Mehboob}%

% Contributor: Shoba Thamma (shoba@astro.ocis.temple.edu)
% Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)
% Date: Fri Jan 19 1996
% Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)

\printtitle
#indian

ek ho gaye ham aur tum
tuu u.D ga_ii nii.nde.n re
aur khanakii paayal mastii me.n to
ka.ngan khanake re		

##chorus##:
(hammaa, hammaa
 hammaa, hammaa, hammaa)	\-2

hai pahalii baar mile
tum pe dam ye nikale
tum pe (ye) javaanii dhiire\-dhiire
maatam machale re

##chorus##:
(hammaa, hammaa
 hammaa, hammaa, hammaa)        \-2

khilii chaa.Ndanii jaisaa ye badan
janaab milaa tumako
man me.n sochataa jaisaa ruup teraa
aayaa nazar hamako
sitam khulii\-khulii ye, sanam gorii\-gorii ye
baahe.n karatii hai yuu.N
hame.n tumane jab gale lagaayaa to
kho hii gaye ham to

##chorus##:
(hammaa, hammaa
 hammaa, hammaa, hammaa)        \-2
ek ho gaye \threedots \threedots khanake re
(hammaa, hammaa
 hammaa, hammaa, hammaa)        \-2
hai pahalii baar \threedots \threedots machale re

khulii zulf me.n, terii aa.Nkho.n me.n
madahosh ho gaye
gore gaal pe, bhiige ho.nTh pe
yaaraa fidaa ho gaye
sanam pyaar me.n, bhiigii raat me.n
pyaas jagaate rahe.n
khatam na ho sanam, pyaar kaa mausam
chaahat ba.Dhatii rahe

##chorus##:
(hammaa, hammaa
 hammaa, hammaa, hammaa)        \-2
hammaa!!

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{gumasum gumasum gupachup ... kahanaa hii kyaa}% 
\film{Bombay}%
\year{1995}%
\starring{Manisha Koirala, Arvind Swamy}%
\singer{Chitra}%
\music{A R Rahman}%
\lyrics{Mehboob}%

% Contributor: Reeta Sinha (librs@emory.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)

\printtitle 
#indian 

## in the background :## gumasum gumasum gupachup

gum\-sum, gum\-sum gup\-chup
gum\-sum, gam gup\-chup 
hal\-chal, hal\-chal ho gayii terI 
ho.nTh hai tere chup 
khal\-bal, khal\-bal ho gayii terI 
baiThe.n hai.n gupachup 
pyAraa\-pyAraa cheharaa lekar degayA ishaaraa 
dekhaa terI aa.Nkho.n ne hai sapanaa koI pyAraa 
hamase gorii nA tU sharamAo, aa kah de hamase zaraa \- 2 

(kahanaa hii kyA ye nain jo ek anjaan se jo mile 
chalane lage mohabbat ke jaise ye silasile  ##(background chorus ceases)## 
aramaan naye aise dil me.n khile jinako kabhI mai.n nA jaanuu.n 
vo hamase ham unase kabhI nA mile, kaise mile dil nA jaanuu.n
ab kyA kare.n, kyA naam le.n, kaise unhe mai.n pukaaruu.n  ) \- 2

ga ma pa ga aa 
ga ma pa ni
## ravi: and i loose it here 
reeta: [all that stuff in the backgound : -) ## 

pahalii najar me.n kuchh ham kuchh tum ho jaate.n hai yuu.n gum 
naino se barasaae rim\-jhim, rim\-jhim hamape pyaar kA sAvan 
sharm tho.Dii\-tho.Dii hamako aaye to nazare.n jhuk jaae.n 
sitam tho.Daa\-tho.Daa hamape shok havaa bhI kar jaaye 
aisI chalii aa.Nchal u.De dil me.n ek tuufaan uThe 
ham to luT gaye kha.De hii kha.De 
kahanaa hii kyaa \threedots

cho: gumasum \threedots

in ho.nTho.n ne maa.Ngaa saragam, saragam tU aur terA hii pyaar hai 
aa.Nkhe.n DhU.nDhe hai jisako har dam, har dam tU aur terA hii pyaar hai 
mahafil me.n bhI tanhaa hai dil aise, dil aise 
tujhako kho nA de Darataa hai ye aise, ye aise 
aaj milii aisI khushI jhuum uThii duniyA ye merI 
tumako paayaa to paa_ii zindagii 
kahanaa hii kyA \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kuchh bhii naa socho Kush ho ke bolo}%
\film{Bombay}%
\year{1995}%
\starring{Arvind Swamy, Manisha Koirala}%
\singer{Pallavi, Anupama, Shuba, Noell, Srinivas}%
\music{A R Rahman}%
\lyrics{Mehboob}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12326 [V S Rawat], 01/02/2004
% Comments: Film & music dubbed From Tamil: Bombay

\printtitle
#indian

kuchh bhii naa socho Kush ho ke bolo 
%(don't think anything. say happily)

hay

aane vaalaa aayegaa roke naa ruk paayegaa 
%(whoever has to come, will come. he just can't be stopped) 

hay 
dil hu_aa hai diivaanaa jhuum uThaa hai mastaanaa 
%(heart has become possessed, it is dancing intoxicatedly) 

hay 
jaane kyaa\-kyaa kar jaanaa kaisii dhuum machaa jaanaa 
%(who knows what all we are going to do, what a chaos we are going to spread) 

hay 
dil hu_aa hai diivaanaa jhuum uThaa hai mastaanaa 
hay 
jaane kyaa\-kyaa kar jaanaa kaisii dhuum machaa jaanaa 
hay



kal kaa kyuu.N soche.n bhalaa ham aa_o aaj me.n hii chalo jii le.n zaraa ham
%(why need we think about tomorrow. come, let us live in today) 

uupar vaalaa jab ek hai sabakaa ek ho ke phir ye gaa le.n zaraa ham 
%(when the God is one to all. then we should become united and sing this) 

hay
hay

jiinaa usakaa jiinaa jo jiine bhii de 
%(a life worth mentioning is only his, who lets others live) 

aaye.n hai.n duniyaa me.n to is kaa mazaa bhii le le.n 
%(we have come to this world, lets feel the enjoyment of living such a life) 

jiinaa usakaa jiinaa jo jiine bhii de 
aa_e.n hai.n duniyaa me.n to is kaa mazaa bhii le le.n 

diivaar ho dilo.n me.n to aa_o ham giraaye.n 
%(if their are dividing valls in between hearts, come lets demolish those valls) 

apane Kudaa ko chalo pyaar se ham\-tum manaaye.n 
%(come, let you and we plead to our God with love) 

dil hu_aa hai diivaanaa jhuum uThaa hai mastaanaa 
hay 
jaane kyaa\-kyaa kar jaanaa kaisii dhuum machaa jaanaa 
kal kaa kyuu.N soche.n bhalaa ham aa_o aaj me.n hii chalo jii le.n zaraa ham 
uupar vaalaa jab ek hai sabakaa ek ho ke phir ye gaa le.n zaraa ham 
gullaa gullaa 
gullaa gullaa


chaahe.n kuchh bhii ho sadaa muskaraye.n 
%(come what may, we should alvays smile) 

dil me.n uma.nge.n ho.n aur mastii me.n ham naache.n\-gaaye.n 
%(there should be desires in heart, and we should dance and sing in intoxication) 

dil me.n uma.nge.n ho.n aur mastii me.n ham naache.n\-gaaye.n 
haatho.n ko milaa ke aasamaa.N ko chhuu le.n 
%(let us join our hands so that it becomes long enough to touch the sky) 

apane aramano.n ko chaa.Nd taaro.n se sajaye.n 
%(let us decorate our desires with the moon and the stars) 

hay 
hay 
hay 
hay 
jiinaa usakaa jiinaa jo jiine bhii de 
diivaar ho dilo.n me.n to aa_o ham giraaye.n 
chaahe.n kuchh bhii ho sadaa muskaraye.n 
haatho.n ko milaa ke aasamaa.N ko chhuu le.n 

dil hu_aa hai diivaanaa jhuum uThaa hai mastaanaa 
jaane kyaa\-kyaa kar jaanaa kaisii dhuum machaa jaanaa 
dil hu_aa hai diivaanaa jhuum uThaa hai mastaanaa 
jaane kyaa\-kyaa kar jaanaa kaisi dhuum machaa jaanaa 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kuchii\-kuchii rakkammaa sun lo tum}%
\film{Bombay}%
\year{1995}%
\starring{Arvind Swamy, Manisha Koirala}%
\singer{Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy, G V Prakash, Shradha}%
\music{A R Rahman}%
\lyrics{Mehboob}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12325 [V S Rawat], 01/02/2004
% Film & music dubbed From Tamil: Bombay

\printtitle
#indian

kuchii\-kuchii rakkammaa sun lo tum 
%(o lovely rakkamma, you listen) 

achchhii\-achchhii gu.Diyaa de do tum 
%(you give a good doll) 

saaraa jahaa.N so gayaa chaa.Nd kahii.n kho gayaa 
%(entire world has fallen asleep, the moon has got lost somewhere) 

kuchii\-kuchii rakkammaa
achchhii\-achchhii gu.Diyaa 
haiyaa haiyaa haiyaa haiyaa haiyaa haiyaa yaa 
haiyaa haiyaa haiyaa haiyaa haiyaa haiyaa yaa

kuchii kuchii rakkammai paas aa_o naa 
%(o lovely, lovely, rakkamma, please come near) 

ik achchhii achchhii gu.Diyaa de do naa 
%(please give a good doll) 

saaraa jahaa.N so gayaa chaa.Nd kahii.n kho gayaa
kuchii kuchii rakkammaa 
achchhii achchhii gu.Diyaa

kuchii\-kuchii rakkammaa paas aaye naa 
%(this lovely, lovely, rakkamma dare not come any nearer) 

ik pyaarii\-pyaarii gu.Diyaa naa de naa 
%(no chance of giving a good doll) 

saaraa jahaa.N soyaa nahii.n chaa.Nd kahii.n khoyaa nahii.n 
%(entire world is not asleep, the moon is not lost somewhere) 

kuchii\-kuchii rakkammaa paas aaye naa 
ik pyaarii\-pyaarii gu.Diyaa naa de naa
taraa ram taraa ram taraa taraa ram taraa ram 

nache mor paanii me.n chham\-chham gaye koyal dil chaahii saragam
%(peacock is dancing in water. cuckoo is singing the tune that its heart desires) 

chaahe khilatii kalii shabanam he ab ek beTii chaahe.n ham
%(blooming bud wants a drop of dew. now i want to become father of a daughter) 

aise mat kaho kuchh bhii tum nazar pher lo ham se tum 
%(in this way, you don't utter just anything. you turn away your eyesight away from me) 

bahut hasii.n ye nazaare hai.n bas in ko dekho tum 
%(these sceneries are quite beautiful. you rather look at them) 

aayaa pyaar kaa ye mausam raag milan kaa chhe.De.n ham 
%(this season of love has come we should sing the tune of meeting) 

Daal\-Daal pe phuul khile khaalii pa.De hai.n kyo.n saavan ke jhuule 
%(on every branch, flowers have bloomed why are the swings are lying unused even in rainy seasons) 

haa.N bas de\-de ek ku.Dii
%(yes, to use them, bear a daughter for me) 

bas raho duur yuu.N hii 
%(better, stay away from me) 

aa aa aa aa bas de\-de ek ku.Dii 
bas raho duur yuu.N hii 
paas aa ke tujh se to duur rahaa jaaye naa 
%(having come near you, it is impossible to stay away from you) 

kuchii\-kuchii rakkammaa paas aaye naa 
ik pyaarii\-pyaarii gu.Diyaa naa de naa 
saaraa jahaa.N soyaa nahii.n chaa.Nd kahii.n khoyaa nahii.n 
kuchii\-kuchii rakkammaa paas aaye naa 
ik pyaarii\-pyaarii gu.Diyaa naa de naa
saaraa jahaa.N soyaa nahii.n chaa.Nd kahii.n khoyaa nahii.n 
kuchii\-kuchii rakkammaa
achchhii\-achchhii gu.Diyaa

haiyaa haiyaa ha_y haiyaa haiyaa ha_y yaa ha_y 
haiyaa haiyaa ha_y haiyaa haiyaa ha_y yaa ha_y 
haiyaa haiyaa haiyaa haiyaa ha_y ya ha_y ha_y ha_y haiyaa 
haiyaa haiyaa haiyaa haiyaa ha_y ya ha_y ha_y ha_y haiyaa 

hu hu 

tere binaa din\-raat bhii kyaa tere binaa ye jiivan kyaa 
%(there is no purpose of day and night without you. what will be life without you) 

tuu nahii.n to mai.n kuchh bhii nahii.n par zid bolo ye kyaa 
%(without you, i am nothing at all. but, what is this insistance) 

aur yahii bas chaahuu.N mai.n tujh sii ek hasii.n gu.Diyaa mile 
%(i want only this anymore that i get a doll as beautiful as you) 

tuu hai raat diivaalii kii vo iid kaa chaa.Nd lage 
%(you are the illuminated night of dark diwali she appears like the tender, fresh moon of Eid) 

bahut pyaaraa hai teraa Kayaal tere Kayaal kaa kyaa kahanaa 
%(your thought is indeed lovely but i can not appreciate your thought) 

par zid ab ye dil se nikaal ye ham naa maane.nge chaahe.n kuchh kar le 
%(but, you remove this insistance away from your heart this i am not going to accept, whatever you do) 

chho.D de aas ye 
%(better give up this desire) 

dil na to.D ye 
%(please don't break my heart) 

are chho.D de aas ye 
dil na to.D ye 
terii aisii miiThii\-miiThii baato.n me.n ham aaye.n naa 
%(i am not going to fall for your sweet, sweet talk) 

kuchii\-kuchii rakkammaa
achchhii\-achchhii gu.Diyaa 
kuchii\-kuchii rakkammaa paas aaye naa 
ik pyaarii\-pyaarii gu.Diyaa naa de naa 
saaraa jahaa.N soyaa nahii.n chaa.Nd kahii.n khoyaa nahii.n 
kuchii\-kuchii rakkammaa paas aaye naa 
ik pyaarii\-pyaarii gu.Diyaa naa de naa
saaraa jahaa.N soyaa nahii.n chaa.Nd kahii.n khoyaa nahii.n 
kuchii\-kuchii rakkammaa 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tuu hii re, tuu hii re tere binaa mai.n kaise jiyuu.N}% 
\film{Bombay}%
\year{1995}%
\starring{Arvind Swamy, Manisha Koirala}%
\singer{}%
\music{A R Rahman}%
\lyrics{Mehboob}%

% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Credits: Mahesh Saptarshi <c1mahesh@watson.ibm.com>
% Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)

\printtitle 
#indian 

tuu hii re, tuu hii re tere binaa mai.n kaise jiyuu.n
aajaa re, aajaa re, yuu.n hii ta.Dapaa naa tuu mujhako
jaan re, jaan re, in saa.nso.n me.n bas jaa tuu
chaa.Nd re, chaa.Nd re, aajaa dil kii zamiin pe tuu

chaahat hai agar aake mujhase mil jaa tuu
yaa phir aisaa kar, dharatii se milaa de mujhako
tU hii re, tuu hii re tere binaa mai.n kaise jiyuu.n
aajaa re, aajaa re, yuu.n hii ta.Dapaa naa tuu mujhako

in saa.nso.n kaa dekho tum paagalapan ke
aaye nahii.n inhe.n chain
mujhase ye bolii mai.n raaho.n me.n terii 
apane bichhaa duu.n ye nain
in uu.Nche pahaa.Do.n se jaa.n de duu.ngaa mai.n 
gar tuum naa aaii kahii.n
tum udhar jaan ummiid merii jo to.Do
idhar ye jahaa.N chho.Duu mai.n
maut aur, jindagii, tere haatho.n me.n de diyaa re

aaii re, aaii re, le mai.n aaii huu.N tere liye
to.Daa re, to.Daa re, har ba.Ndhan ko pyaar ke liye
jaan re, jaan re, aajaa tujhame.n samaa jaauu.n mai.n
dil re dil re, terI saa.nso.n me.n bas jaauu.n mai.n

chaahat hai agar aake mujhase mil jaa tuu
yaa phir aisaa kar, dharatii se milaa de mujhako
tU hii re, tuu hii re tere binaa mai.n kaise jiyuu.n
aajaa re, aajaa re, yuu.n hii ta.Dapaa naa tuu mujhako

aa \threedots

sau baar bulaae mai.n sau baar aauu.n, 
ik baar jo dil diyaa
ik aa.Nkh roye to dUjii bolo, 
soyegii kaise bhalaa,
in pyaar kii raaho.n me.n patthar hai.n kitane 
un sab ko hii paar kiyaa
ik nadii huu.N mai.n chaahat bharii aaj milane 
saagar ko aaii yahaa.N
sajanaa, sajanaa, aaj aa.Nsuu bhii mIThe lage

tU hii re, tuu hii re tere binaa mai.n kaise jiyuu.n
aajaa re, aajaa re, yuu.n hii ta.Dapaa naa tuu mujhako
jaan re, jaan re, in saaso.n me.n bas jaa tuu
chaa.Nd re, chaa.Nd re, aajaa dil kii zamiin pe tuu

pal pal pal pal vakt to bItaa jaaye re
zaraa bol zaraa bol vaqt se ke vo tham jaaye re
aaii re, aaii re, le mai.n aaii huu.N tere liye
jaan re, jaan re, aajaa tujhame.n samaa jaauu.n mai.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
