% ISB File: BoondJoBanGayiMoti_1967.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{haa.N mai.n ne bhii pyaar kiyaa}%
\film{Boond Jo Ban Gayi Moti}%
\year{1967}%
\starring{Jeetendra, Mumtaz}%
\singer{Mukesh, Suman Kalyanpur}%
\music{Satish Bhatia}%
\lyrics{Bharat Vyas}%

% Contributor: Ashok Dhareshwar (adhareshwar@worldbank.org)
% Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)
% Date: Thu Jan 18 1996
% Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)
% Comments:

\printtitle
#indian

mu: haa.N, mai.n ne bhii pyaar kiyaa
    pyaar se kab i.nkaar kiyaa
    bhiigii\-bhiigii raate.n, miiThii\-miiThii baate.n
    aur mai.n ne dil ko nisaar kiyaa
    haa.N, mai.n ne bhii pyaar kiyaa
su: mai.n ne bhii pyaar kiyaa
mu: pyaar se kab i.nkaar kyaa
su: pyaar se kab i.nkaar kiyaa
    bhiigii\-bhiigii raate.n, miiThii\-miiThii baate.n
    aur mai.n ne dil ko nisaar kiyaa
mu: haa.N, mai.n ne bhii pyaar kiyaa

mu: pyaar kiyaa kaliyo.n ke mahakate a.ngo.n se
    pyaar kiyaa mai.n ne halake gulaabii gaalo.n se
su: aahaa haa, aahaa haa, aa
    pyaar kiyaa nargis kii nashiilii aa.Nkho.n se
    pyaar kiyaa badalii kii ra.Ngiile diipo.n se
    khulii chaa.Ndanii me.n
su: ahaa haa
    khulii chaa.Ndanii me.n mai.n ne adhikaar kiyaa
dono.n: haa.N, mai.n ne bhii pyaar kiyaa

mu: thaam liyaa siine se uchhalatii laharo.n ko
    jhuum uThaa baaho.n me.n paka.D tuufaano.n ko
su: ahaa haa, ahaa haa, aa
mu: chuum liyaa bijalii se machalate ho.NTho.n ko
    luuT liyaa mai.n ne mast ubharatii bahaaro.n ko
    raat kii dulhan kaa
su: ahaa haa
    raat kii dulhan kaa mai.n ne si.ngaar kiyaa
dono.n:  haa.N mai.n ne bhii pyaar kiyaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye kaun chitrakaar hai}%
\film{Boond Jo Ban Gayi Moti}%
\year{1967}%
\starring{Jeetendra, Mumtaz}%
\singer{Mukesh}%
\music{Satish Bhatia}%
\lyrics{Bharat Vyas}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: Chetan K. Vinchhi (vinchhi@eng.umd.edu)
%          Ranjit Konkar (konkar@bimini.stanford.edu)
%          Raj Ganesan (cpd.tandem.com!raj)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

ye kaun chitrakaar hai ye kaun chitrakaar

harii bharii vasu.ndharaa par niilaa niilaa ye gagan
ke jisape baadalo.n kii paalakii u.Daa rahaa pavan
dishaae.n dekho ra.ng bharii
dishaae.n dekho ra.ng bharii chamak rahii.n uma.ng bharii
ye kisane phuul phuul se kiyaa shrR^i.ngaar hai
ye kaun chitrakaar hai ye kaun chitrakaar

kudarat kii is pavitrataa ko tum nihaar lo
inake guNo.n ko apane man me.n tum utaar lo
chamakaa do aaj laalimaa
chamakaa do aaj laalimaa apane lalaaT kii
kaN kaN se jhanakatii tumhii.n chhabii viraaT kii
apanii to aa.Nkh ek hai,  isakii hazaar hai
ye kaun chitrakaar hai ye kaun chitrakaar

tapasviyo.n sii hai.n aTal ye pava.rto.n ki choTiyaa.N
ye barf ki ghumaradaar gheradaar ghaaTiyaa.N
dhvajaa se ye kha.De hue
dhvajaa se ye kha.De hue hai.n vR^iksha devadaar ke
galiiche ye gulaab ke bagiiche ye bahaar ke
ye kis kavi kI kalpanaa
ye kis kavi kI kalpanaa kaa chamatkaar hai
ye kaun chitrakaar hai ye kaun chitrakaar

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
