% ISB File: CID909_1967.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{jaan\-e\-tamannaa kyaa kar Daalaa}%
\film{C.I.D. 909}%
\year{1967}%
\starring{Firoz Khan, Mumtaz, Helen}%
\singer{Asha, Mahendra Kapoor}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{S H Bihari}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11967 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

ma \:	( jaan\-e\-tamannaa kyaa kar Daalaa
	aa.Nchal me.n muskaa ke ) \-2
	dil kii dha.Dakan aur ba.Dhaa dii
	yuu.N dekhaa sharmaa ke
	jaan\-e\-tamannaa kyaa kar Daalaa

aa \:	aa aa
	ahaa aa haa

ma \:	kitanaa hasii.n hai terii aa.Nkho.n kaa jaaduu
aa \:	haay oy hoy hoy hoy
ma \:	kitanaa hasii.n hai terii aa.Nkho.n kaa jaaduu
	Kushabuu me.n Duubii hu_ii saa.Nso.n kaa jaduu
	dil ko lubhaane waalii baato.n kaa jaaduu
	baato.n kaa jaaduu
aa \:	haar ga_ii mai.n sab kuchh apanaa in qadamo.n me.n aa ke \-2
ma \:	dil kii dha.Dakan aur ba.Dhaa dii
	yuu.N dekhaa sharmaa ke
	jaan\-e\-tamannaa kyaa kar Daalaa

aa \:	o ho

ma \:	o ho

aa \:	aa haa

ma \:	betaab dil hai meraa madahosh aa.Nkhe.n
aa \:	haay oy hoy hoy hoy
ma \:	betaab dil hai meraa madahosh aa.Nkhe.n
	karataa huu.N dil se apane terii hii baate.n
	kaise Guzaaruu.N apanii bechain raate.n
	bechain raate.n
aa \:	mere dil me.n aa jaa_o tum duniyaa ko Thukaraa ke \-2

ma \:	jaan\-e\-tamannaa kyaa kar Daalaa
	aa.Nchal me.n muskaa ke
	dil kii dha.Dakan aur ba.Dhaa dii
	yuu.N dekhaa sharmaa ke
	jaan\-e\-tamannaa kyaa kar Daalaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
