% ISB File: CID_1956.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa.Nkho.n hii aa.Nkho.n me.n ishaaraa ho gayaa}%
\film{C.I.D.}%
\year{1956}%
\starring{Dev Anand, Shakeela, Waheeda Rahman}%
\singer{Rafi, Geeta}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Jaan Nisar Akhtar}%

% Contributor:  Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)
% Transliterator:  Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)
% Comments: First film of Waheeda Rehman

\printtitle
#indian

ra: (A.Nkho.n hI A.Nkho.n me.n ishArA ho gayA
baiThe baiThe jIne kA sahArA ho gayA ) \- 2
A.Nkho.n hI A.Nkho.n me.n \threedots

gI: gAte ho gIt kyU.N, dil pe kyU.N hAth hai
khoe ho kis liye, aisI kyA bAt hai
ye hAl kab se tumhArA ho gayA

ra: A.Nkho.n hI \threedots \- 2

gI: chalate ho jhUm ke, badalI hai chAl bhI
nai.nno.n me.n ra.ng hai, bikhare hai.n bAl bhI
kis dilarubA kA nazArA ho gayA

ra: A.Nkho.n hI \threedots \- 2

gI: ab nA vo zor hai, ab nA vo shor hai
hamako hai sab patA, dil me.n kyA chor hai
ye chor kab se gavArA ho gayA

ra: A.Nkho.n hI \threedots \- 2

gI: kaisA ye pyAr hai, kaisA ye nAz hai
ham bhI to kuchh sune.n, hamase kyA rAz hai
achchhA to ye dil hamArA ho gayA

ra: A.Nkho.n hI \threedots \- 2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ai dil hai mushakil jiinaa yahaa.N}%
\film{C.I.D.}%
\year{1956}%
\starring{Dev Anand, Shakeela, Waheeda Rehman}%
\singer{Rafi, Geeta}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar 
% Credits: Satish Subramaniam

%\printtitle
#indian

r : ai dil hai mushakil jiina yahaa.N
    zaraa haT ke zaraa bach ke
    ye hai bamba_ii merii jaa.N

    kahii.n #building# kahii.n Traame, kahii.n #motor# kahii.n #mill#
    milataa hai yahaa.N sab kuchh ik milataa nahii.n dil
    insaa.N kaa nahii.n kahii.n naam\-o\-nishaa.N

    kahii.n satta, kahii.n patta kahii.n chorii kahii.n res
    kahii.n Daaka, kahii.n phaa.Nka kahii.n Thokar kahii.n Thes
    bekaaro ke hai.n ka_ii kaam yahaa.N

    beghar ko aavaaraa yahaa.N kahate ha.Ns ha.Ns
    khud kaaTe gale sabake kahe isako #business#
    ik chiiz ke hai.n ka_ii naam yahaa.N

gii:buraa duniyaa jo hai kahataa aisaa bholaa tuu na ban
    jo hai karataa vo hai bharataa ye jahaa.N kaa hai chalan
    tadabiir nahii.n milane kii yahaa.N
    suno #mister#, suno bandhu
    ye hai bamba_ii merii jaa.N

    ai dil hai aasaa.N jiinaa yahaa.N
    suno #mister#, suno bandhu
    yeh hai bamba_ii merii jaa.N

r : ai dil hai mushakil jiinaa yahaa.N
    zaraa haT ke zaraa bach ke
    ye hai bamba_ii merii jaa.N

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{buujh meraa kyaa naam re}%
\film{C.I.D.}%
\year{1956}%
\starring{Dev Anand, Shakeela}%
\singer{Shamshad}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Mahesh Saptarshi
% Transliterator: K Vijay Kumar
% Credits: Neha Desai

\printtitle
#indian

buujh meraa kyaa naam re, nadii kinaare gaa.Nv re
piipal jhuume more aa.Nganaa ThaNDii ThaNDii chhaa.Nv re

log kahe mujhe baa.Nvarii mere ulajhe ulajhe baal
meraa kaalaa kaalaa til hai mere gore gore gaal
mai.n chalii jis galii jhuume saaraa gaa.Nv re

dil vaalo.n ke biich me.n merii akhiyaa.N hai.n badanaam
huu.N ek pahelii phir bhii koii buujhe meraa naam
mai.n chalii man_chalii sabakaa man lalachaa_uu.N re

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jaataa kahaa.N hai diiwaane}%
\film{C.I.D.}%
\year{1956}%
\starring{Dev Anand, Shakeela, Waheeda Rehman}%
\singer{Geeta}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12194 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

jaataa kahaa.N hai diiwaane
sab kuchh yahaa.N hai sanam
baakii ke saare fasaane
jhuuThe hai.n terii qasam

##fifty## ?
kuchh tere dil me.n ##fifty##
kuchh mere dil me.n ##fifty##
zamaanaa hai buraa

pahaluu badalane lage
ghabaraa ke chalane lage
aa.Nkhe.n milii.n bhii nahii.n
yuu.N hii sambhalane lage
ai jii suniye huzuur
jaanaa hamase na duur
ai jii suniye huzuur
dekho dil hai kisii kaa jalaanaa buraa

jaataa kahaa.N hai diiwaane
sab kuchh yahaa.N hai sanam
baakii ke saare fasaane
jhuuThe hai.n terii qasam

##fifty##
kuchh tere dil me.n ##fifty##
kuchh mere dil me.n ##fifty##
zamaanaa hai buraa

saiyaad hai tuu magar
mujhako na yuu.N tan ke dekh
naadaa.N zaraa ek baar
qaidii meraa ban ke dekh
maano\-maano merii baat
hai ye pahalii mulaaqaat
maano\-maano merii baat
dekho pahaluu se uTh ke hai jaanaa buraa

jaataa kahaa.N hai diiwaane
sab kuchh yahaa.N hai sanam
baakii ke saare fasaane
jhuuThe hai.n terii qasam

##fifty## ?
kuchh tere dil me.n ##fifty##
kuchh mere dil me.n ##fifty##
zamaanaa hai buraa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kahii.n pe nigaahe.n kahii.n pe nishaanaa}%
\film{C.I.D.}%
\year{1956}%
\starring{Dev Anand, Shakeela, Waheeda Rehman}%
\singer{Shamshad}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10021 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

kahii.n pe nigaahe.n kahii.n pe nishaanaa \-2
jiine do zaalim banaa_o na diiwaanaa
kahii.n pe nigaahe.n kahii.n pe nishaanaa \-2

ko_ii na jaane iraade hai.n kidhar ke \-2
maar na denaa tiir nazar kaa kisii ke jigar pe \-2
naazuk ye dil hai bachaanaa o bachaanaa
kahii.n pe nigaahe.n kahii.n pe nishaanaa \-2

taubaa jii taubaa nigaaho.n kaa machalanaa \-2
dekh\-bhaal ke ai dilawaalo.n pahaluu badalanaa \-2
qaafir adaa kii adaa hai mastaanaa
kahii.n pe nigaahe.n kahii.n pe nishaanaa \-2

zaKmii hai.n tere jaaye.n to kahaa.N jaaye.n \-2
tere tiir ke maare huye dete hai.n sadaaye.n \-2
kar do jii ghaayal tumhaaraa hai zamaanaa
kahii.n pe nigaahe.n kahii.n pe nishaanaa \-2

aayaa shikaarii o panchhii tuu sambhal jaa \-2
dekh jaal hai zulfo.n kaa tuu chupake se nikal jaa \-2
u.D jaa o panchhii shikaarii hai diiwaanaa
kahii.n pe nigaahe.n kahii.n pe nishaanaa \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics


\startsong
\stitle{le ke pahalaa pahalaa pyaar}% 
\film{C.I.D.}%
\year{1956}%
\starring{Dev Anand, Shakeela, Waheeda Rehman}%
\singer{Shamshad, Asha, Rafi}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Majrooh}% 

% Contributor: Preeti Ranjan Panda (ppanda@openlab-10.ICS.UCI.EDU)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)

\printtitle 
#indian 

leke pahalaa pahalaa pyaar 
bharake aa.Nkho.n mai.n khumaar 
jaaduu nagarI se aayaa hai koI jaaduugar 
leke pahalaa pahalaa pyaar \threedots 

usakii dIvaanii haay kahuu.N kaise ho gaI 
jaaduugar chalaa gayaa mai.n to yahaa.N kho gaI
nainaa jaise hue chaar 
gayaa dil kA qaraar 
jaaduu nagarI se AyA hai koI jaaduugar 
leke pahalaa pahalaa pyaar \threedots

tumane to dekhaa hogaa usako sitaaro.n 
aao zaraa mere sa.ng milake pukaaro 
dono hoke beqaraar 
Dhuu.NDhe tujhako meraa pyaar 
jaaduu nagarI se AyA hai koI jaaduugar 
leke pahalaa pahalaa pyaar \threedots

jab se lagaayaa tere pyaar kA kaajal 
kaalii kaalii birahaa kii ratiyaa.n hai.n bekal 
aajaa man ke shrR^i.ngaar 
kare bindiyaa pukaar 
jaaduu nagarI se AyA hai koI jaaduugar 
leke pahalaa pahalaa pyar \threedots

mukha.De pe Daale hue zulfo.n kii badalii 
chalii balakhaatii kahaa.N ruk jaa o pagalii 
naino.n vaalii tere dvaar 
leke sapane hazaar 
jaaduu nagarI se AyA hai koI jaaduugar 
leke pahalaa pahalaa pyaar \threedots

chaahe koI chamake jii chaahe koI barase 
bachanaa hai mushkil piyaa jaaduugar se 
degaa aisA mantar maar 
aakhir hogii terI haar 
jaaduu nagarI se AyA hai koI jaaduugar 
leke pahalaa pahalaa pyaar \threedots

sun sun baate.n terI gorii muskaaI re 
aa_ii aa_ii dekho dekho aa_ii ha.Nsii aa_ii re 
khele hoTho.n pe bahaar 
nikalaa gusse se bhI pyaar 
jaaduu nagarI se AyA hai koI jaaduugar 
leke pahalaa pahalaa pyaar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
