% ISB File: Caaravaan_1971.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ab jo mile hai.n to baa.Nho.n ko baa.Nho.n me.n}%
\film{Caravan}%
\year{1971}%
\starring{}%
\singer{Asha}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Achyut Joshi
% Transliterator: Achyut Joshi 

\printtitle 
#indian 

(ab jo mile hai.n to baaho.n ko baaho.n me.n rahane de saajanaa
sachche ke jhooThe hai.n, ho.nTho.n ko ho.nTho.n se kahane de saajanaa
naa naa) \-2 
haay re, haay re, haay re, saajana

(yuu.N hii nashaa cha.Dhataa rahe) \-2
ke teraa pyaar ba.Dhataa rahe
ye jhoomataa saayaa teraa tan pe mere pa.Dataa rahe
tuu aa gayaa jo hosh me.n
(kyaa hogaa phir, ye bhool jaa) \-2

(tuu hai havaa, sholaa huu.N mai.n) \-2
mil ke bhii jo mil naa sake
bujh naa sake tere binaa
tere binaa jal na sake
majaboor huu.N terii qasam
(jhooThii nahii.n merii vafaa) \-2

ab jo mile hai.n to mujhako nigaaho.n me.n rahane de saajanaa
sachche ke jhooThe hai.n, naino.n ko naino.n se kahane de saajanaa
naa naa

ab jo mile hai.n to mujhako nigaaho.n me.n rahane de saajanaa
sachche ke jhooThe hai.n, naino.n ko naino.n se kahane de saajanaa \threedots 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{are ho, goriyaa kahaa.N teraa des re}%
\film{Caravan}%
\year{1971}%
\starring{Jeetendra, Asha Parekh, Aruna Irani}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: C.S. Sudarshan Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) 
% Transliterator: Ravi Kant Rai
% Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
%          Ikram Ahmed Khan (iak1111@tamaix.tamu.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

ra: he goriyaa jal{}dii aa re  \threedots

are ho, goriyaa kahaa.N teraa des re, goriyaa kahaa.N teraa des
are ho, tohe dekhU.N to laage Thes re, goriyaa kahaa.N teraa des

A: ##mmm## \threedots laal laal laal chunar o.Dhe, ban me.n phire bahaar
ra: hai gaal gaal sulage re teraa, jiyaa jale hamaar
A: ho \threedots chhaiyaa.n pa.De jahaa.N torI re
ho \threedots Dagar vahii.n saajan morii re
##mmm## \threedots aahe ##mmm## \threedots aahe
yayayaya yayaya naahI
ra: are ho badalaa kaise tUne bhes re, goriyaa kahaa.N teraa des
ko: hurr aa haa, takadhin 
A: oy oy oy oy oy oy oy oy

ghUm ghUm ke galii galii, jaanaa piyaa ke dvaar
ra: o mo.D mo.D pe gorii terii, paayal kare pukaar
A: ho \threedots raah me.n paayal morii baajegii
o \threedots  dharatii gagan tale naachegii
##mmm## \threedots aahe m \threedots aahe
yayayaya yayaya aahe
ra: are ho mukh pe u.De kaale kes re, goriyaa kahaa.N teraa des

A: nain nain me.n kaajal Daale, DhU.nDhU.n DhU.nDhU.n piyaa kaa haath
o dekh dekh re u.Dataa baadal, naa din ruke na raat
o \threedots ujiyaarA hai kahii.n a.ndheraa
aa \threedots saa.Njh kahii.n kahii.n saveraa
##mmm## \threedots aahe m \threedots aahe
yayayaya yayaya aahe
ra: are ho ba.njaaro.n kaa nahii.n des re, goriyaa kahaa.N teraa des

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dilabar dil se pyaare dilabar, dil kii sunataa jaa re}%
\film{Caravan}%
\year{1971}%
\starring{Jeetendra, Asha Parekh}%
\singer{Lata}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Himanshu Gupta <hgupta@DB.Stanford.EDU>
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@hendrix.coe.neu.edu>
% Date: 07/11/1996
% Comments:  Another great, not so popular lata solo.
%            From Lata GC-II (CD - Golden Collection Series)

\printtitle
#indian

(dilbar, haa.N dilbar)	\-3

dilbar, dil se pyaare, dilbar
dil kii sunataa jaa re
saarii duniyaa haarii hamase, ham tujhape dil haare
dilbar dil se pyaare \threedots

gaharii nahi.n vaale, laharii\-laharii naino.n vaale
(gaharii nahi.n vaale, naino.n vaale
 laharii\-laharii naino.n vaale, naino.n vaale)	\-2
dilabar dil se pyaare \threedots

are, haa.N haa.N, yak yak din ginatii rahuu.N sadaa
jabase mai.n tujhape tujhape fidaa
o sunataa hai re babuaa tuu hii meraa na huaa
nahii.n jag me.n kyaa nahii.n hotaa ye, he
dilabar dil se pyaare \threedots

o tak\-tak rahuu.N chunarii bharii\-bharii
o dikhalaauu.N bai.nyaa.N bharii\-bharii
o mohe chhuu le sajanaa, sajanaa, gussaa hai kyo.n itanaa
jo mar rahii usako kyo.n maare
dilabar dil se pyaare \threedots

o nas\-nas merii sulage aise piiyaa, sadaa\-sadaa
o jalii banake laka.Dii jaise piiyaa
o kyo.n sulagaae mujhako, mujhako, merii lag jaae tujhako, tujhako
rahe tuu bhii jalataa bujhataa re
dilabar dil se pyaare \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ham to hai.n raahii dil ke}%
\film{Caaravaan}%
\year{1971}%
\starring{Jeetendra, Asha Parekh, Aruna Irani}%
\singer{Kishor}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10753 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ham to hai.n raahii dil ke pahu.nche.nge rukate\-chalate
ma.nzil hai kisako pyaarii ho
are ham to man ke raajaa raajaa kii chalii savaarii \-2
ho suno zaraa ham to hai.n raahii \threedots

ham do alabele hai.n saarii duniyaa se jhele hai.n
apane to sapane laakho.n kahane ko akele hai.n
are sabakaa bojhaa le_ii ke chalatii hai apanii laarii
are ho suno zaraa ham to hai.n raahii \threedots

jab tak chalate jaa_e.N sabakaa dil ho apanaa_e.N
jab ro_e ko_ii duujaa nainaa apane chhalak aa_e.N
pyaare kaam aa_egii sun taazaa baat hamaarii
are ho suno zaraa ham to hai.n raahii \threedots

hare hare sha.nkar jay shiv sha.nkar bhuuShaN vallabh jay maheshvar
pa.nDit mullaa Daa.NTe.n par ham sabakaa dukh baa.NTe.n
saare hai.n apane pyaare bolo kisakaa galaa kaaTe.n
raamuu yaa ramajaanii apanii to sabase yaarii
are o suno zaraa ham to hai.n raahii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o soNiye ... kitanaa pyaaraa vaadaa hai in matavaalii}%
\film{Caaravaan}%
\year{1971}%
\starring{Jeetendra, Asha Parekh, Aruna Irani}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10754 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	o soNiye maar suTiyaa
	( kitanaa pyaaraa vaadaa ) \-2 hai in matavaalii aa.Nkho.n kaa
	is mastii me.n suujhe naa kyaa kar Daaluu.N haal mohe sa.mbhaal
	o saathiyaa o beliyaa

la \:	kitanaa pyaaraa vaadaa \threedots

	ho ujaalaa yaa a.Ndheraa kahii.n naa chhuuTe haath teraa
	ko_ii meraa naa tere bin piyaa nibhaanaa saath meraa
ra \:	are koraa\-koraa goraa\-goraa ye a.ng toraa
	haay paagal mohe banaa diyaa
	kitanaa pyaaraa vaadaa \threedots

	baraso.n maine man jalaayaa milii palako.n kii tab ye chhaayaa
	kaa.NTe mere tan me.n TuuTe gale se tuune jab lagaayaa
la \:	o sai.nyaa pyaare chalataa jaa re bai.nyaa Daare
	haay garavaa tohe lagaa liyaa
	kitanaa pyaaraa vaadaa \threedots

	roz uThaa ke ye nayanavaa chhu_aa karuu.Ngii toraa manavaa
	jaise pahalii baar chaahaa sadaa chaahuu.Ngii mai.n sajanavaa
ra \:	haay tere nainaa mere nainaa phir kyaa kahanaa
	haay kyaa\-kyaa na maine paa liyaa
	kitanaa pyaaraa vaadaa \threedots

la \:	o saathiyaa o beliyaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{piyaa tuu ab to aa jaa}%
\film{Caaravaan}%
\year{1971}%
\starring{Jeetendra, Asha Parekh, Aruna Irani}%
\singer{Asha, R D Burman}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor:  C.S. Sudarshan Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) 
% Transliterator: Ravi Kant Rai 
% Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

A: piyaa tuu\threedots ab to aa jaa he he he he
rA: moniikaa \threedots
A: vo aa gayaa \threedots dekho \threedots dekho \threedots vo aa gayaa
rA: moniikaa moniikaa \threedots

A: piyaa tU ab to aa jaa
sholaa saa man dahake aa ke bujhaa jaa
tan kii jvaalaa Tha.nDii ho jaa
aise gale lagaa jaa
ah ha.n hah hahaa
ah ha.n hah hahaa
rA: moniikaa, mAi DArling \threedots

pyaase pyaase in mere labo.n ke liye
tere hoTho.n ne hazaar vaade kiye
bhUlane vaale koii jiye to kaise jiye
are haa.n are haa.n are haa.n haa
laa laa la laa laa la laa laa la laa laa la laa aa aa
piyaa tuu \threedots

merI haalat pe rahe jo teraa karam
vo baat bhii mujhako qubUl hai o sanam
jisakI khaatir ruk liye the mere kadam
are haa.n are haa.n are haa.n haa
laa laa la laa laa la laa laa la laa laa la laa aa aa
piyaa tuu \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
