% ISB File: ChaachaaBhatijaa_1977.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ko_ii maane yaa naa maane ... kyo.n bha_ii chaachaa}%
\film{Chaachaa Bhatijaa}%
\year{1977}%
\starring{Dharmendra, Hema Malini, Randhir Kapoor, Yogita Bali, Rahman}%
\singer{Rafi, Shailendra Singh}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11580 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ko_ii maane yaa naa maane sach kah ga_e hai.n log puraane
bure kaam kaa buraa natiijaa kyo.n bha_ii chaachaa haa.N bhatiije

tote se bolii mainaa bujurgo.n kaa hai kahanaa pyaare sach hai naa bol
jisane ek rishtaa to.Daa vo sau rishte bhii to.Degaa
tuune kisii ko chho.Daa hai tujhe bhii ko_ii chho.Degaa \-2
jo apano.n ko Thukaraa_e aur Gairo.n se pyaar kare
apane haatho.n se apanii vo qabr taiyaar kare
isiili_e to kahaa hai ki
us badanaam kaa
bure kaam kaa \threedots

tote se bolii mainaa \threedots
ham is ghar ke naukar hai.n maalik kaa maal bachaa_e.Nge
jo bhii jahaa.N se aayaa hai use vahii.n pahu.Nchaa_e.Nge
par kitane roz chalegaa dhokhe se jo bhii kaam banaa
puuchho to is dauluu se ye kaise daulataraam banaa
to daulataraam kaa
bure kaam kaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{piinaa zaruurii hai jiine ke li_e}%
\film{Chaachaa Bhatijaa}%
\year{1977}%
\starring{Dharmendra, Hema Malini, Randhir Kapoor, Yogita Bali, Rahman}%
\singer{Kishor}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11272 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

piinaa zaruurii hai jiine ke li_e jiinaa zaruurii hai piine ke li_e
Kair ham to sharaab piite hai.n jo nahii.n piite Kaaq jiite hai.n

he jiinaa zaruurii hai \-2
jiine ke li_e piinaa oh zaruurii hai piinaa zaruurii hai
piine ki li_e jiinaa\-jiinaa taubaa jiinaa zaruurii hai
jiine ke li_e \threedots

ham ko to bas kaam hai apane hii kaam se
kabhii pii lii botal se kabhii pii lii jaam se \-2
farq nahii.n pa.Dataa ko_ii dil kisii naam se
lekin ik hasiinaa zaruurii hai
jiine ke li_e \threedots

haa.N haa.N bevajah nahii.n Gussaa janaab kaa
naam hai ba.Daa buraa is KaanaaKaraab kaa \-2
achchhaa nahii.n piinaa har mausam me.n sharaab kaa
saavan kaa mahiinaa zaruurii hai
piine ke li_e \threedots

TuuTate hai.n shaq se rishte dil\-o\-jaan ke
sachche pyaar ko jo chho.D de jhuuThaa pyaar maan ke \-2
kahate hai.n ki chehare pe aise insaan ke
sharm kaa pasiinaa zaruurii hai
jiine ke li_e \threedots
piine ke li_e \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
