% ISB File: Chaalbaaz_1989.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{bhuut raajaa mai.n huu.N}%
\film{Chaalbaaz}%
\year{1989}%
\starring{Sunny Deol, Sridevi, Rajnikant, Anupam Kher, Shakti Kapoor, Anu Kapoor}%
\singer{Suresh Wadekar, Kavita Subramaniam}%
\music{Laxmikant Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

o bhuut raajaa mai.n huu.N bhuut raajaa
are ko_ii bataa_e ye pahelii
bhuuto.n kii mahafil me.n ek la.Dakii pha.ns ga_ii akelii

gar se mai.n nikalii raaste me.n pha.ns ga_ii
aasamaa.n se girake khazuur me.n aTakii
achchhaa ek khajuur khaa_egii
tuu khajuur nahii.n merii maar khaa_egii
yah sach hai jhuuTh nahii.n mai.n ko_ii bhuut nahii.n
mai.n to huu.N naar navelii
pha.ns ga_ii mushkil me.n bhuuto.n kii mahafil me.n 
mai.n ek la.Dakii akelii
ko_ii bataa_e samajh me.n na aa_e na aa_e
ki kyaa mai.n karuu.n rii
pha.ns ga_ii musiibat me.n

laato.n kaa bhuut hai baato.n se nahii.n maanegaa
lagateho mujhako tum bhuut saare
yam devataa ke ho duut saare
kyaa bolii
din me.n hii raat hu_ii anahonii baat hu_ii
honii ye kyaa khel khelii
pha.ns ga_ii mushkil me.n \threedots

mai.n ek la.Dakii akelii

are o bhuut raajaa bhuut raajaa
baabaa mujhe maaf karo meraa insaaf karo
jo bolo maanatii huu.N sabako pahachaanatii huu.N
kismat mujhe maar ga_ii tujhase mai.n haar ga_ii

ham haa haa
nikal gayaa bhuut raajaa
ab band karo ye baiND baajaa
are band karo ye baiND baajaa
are chop

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{na jaane kahaa.n se aa_ii hai ... ye la.Dakii}%
\film{Chaalbaaz}%
\year{1989}%
\starring{Sunny Deol, Sridevi, Rajnikant, Anupam Kher, Shakti Kapoor, Anu Kapoor}%
\singer{Amit Kumar, Kavita Subramaniam}%
\music{Laxmikant Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

na jaane kahaa.n se aa_ii hai na jaane kahaa.n ko jaa_egii \-2
diivaanaa kise banaa_egii ye la.Dakii

ba.Dii chhoTii sii hai ye baat
kisii ke haath na aa_egii ye la.Dakii \-2
na jaane kahaa.n se aa_ii hai \threedots

ye bhiigaa hu_aa badan teraa \-2
is dil me.n aag lagaa degaa
chhaa_egaa baadal zulfo.n kaa
paagal tujhe banaa degaa \-2
karegaa yaad mujhe din raat \-2
ba.De afasos kii hai baat
kisii ke haath na aa_egii ye la.Dakii \-2

ye la.Dakii sii bhiigii bhaagii sii \-2
kyaa ghar se bhaag ke aa_ii hai
ye la.Dakii nahii.n hai naagin hai
jo nii.nd se jaag ke aa_ii hai \-2
mere haatho.n me.n de do haath
ba.De afasos kii hai baat
kisii ke haath na aa_egii ye la.Dakii

aaraam se baiTho paas mere
Darane kii ko_ii baat nahii.n \-2
mai.n tumase kyaa Daruu.n mere
aise to bure haalaat nahii.n
karegii yaad mujhe din raat \-2
ba.De afasos kii hai baat
kisii ke haath na aa_egaa ye la.Dakaa \-2
na jaane kahaa.n se aa_ii hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{naam meraa prem kalii ... raste me.n vah kha.Daa thaa}%
\film{Chaalbaaz}%
\year{1989}%
\starring{Sunny Deol, Sridevi, Rajnikant, Anupam Kher, Shakti Kapoor, Anu Kapoor}%
\singer{Kavita Subramaniam}%
\music{Laxmikant Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

naam meraa prem kalii
prem kalii mar ke chalii 
raste me.n khud kii galii prem galii
usane meraa naam liyaa maine jiyaa thaam liyaa
usane mujhe chhe.D diyaa maine mu.Nh pher diyaa
maratii kyaa karatii

raste me.n vah kha.Daa thaa kab se mere piichhe pa.Daa thaa \-2
josh ba.Daa usako cha.Dhaa thaa
raste me.n vah kha.Daa thaa \threedots

biich Dagar mel hu_aa aur shuruu khel hu_aa \-2
naino.n se nain la.De raste me.n log kha.De
dil dhak se Dol gayaa kyaa kuchh vah bol gayaa
khataraa mai.n bhaa.np ga_ii dharatii kaa.np ga_ii
karatii mai.n kyaa karatii 
vah apanii zid pe a.Daa thaa kab se mere piichhe pa.Daa thaa \-2
are raste me.n vah kha.Daa thaa \threedots

husn ke ye kitane jatan \-2
maine churaa liyaa badan
haT pare are haT pare maine kahaa dekh idhar usane kahaa
khaalii nahii.n aayaa huu.N mai.n dekh a.nguuThii laayaa huu.N mai.n
vaise mai.n to naa letii a.nguuThii phe.nk detii
par usame.n hiiraa ja.Daa thaa kab se mere piichhe pa.Daa thaa
are raste me.n vah kha.Daa thaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sochaa thaa kyaa kyaa ho gayaa}%
\film{Chaalbaaz}%
\year{1989}%
\starring{Sunny Deol, Sridevi, Rajnikant, Anupam Kher, Shakti Kapoor, Anu Kapoor}%
\singer{Amit Kumar, Kavita Subramaniam}%
\music{Laxmikant Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

sochaa thaa kyaa kyaa ho gayaa
Dhuu.nDho mujhe mai.n kahii.n kho gayaa
mai.n bhii kahii.n kho ga_ii chhuTTii ho ga_ii
chhuTTii ho ga_ii
are ga.Daba.D ho ga_ii are chhuTTii ho ga_ii
are siiTii baj ga_ii
ara ra mujhako sambhaalo mai.n chalaa
rok sako to mujhako rok lo yaaro.n mai.n chalaa
ara ra ga.Daba.D ho ga_ii siiTii baj ga_ii
apanaa juluus tum nikaalo mai.n chalii

are kahaa.n chalii pagalii
are ruk jaa are ga.Daba.D ho ga_ii
are ruuTh ke kahaa.n chalii are ga.Daba.D ho ga_ii
sun to matii jii
kyaa chaachaa jii
aa_e chakkar
maaro Takkar
tan man bole
man kyaa bole
jaan bachaalo
lo pii jaa_o
isame.n kyaa hai
tumhe.n pataa hai
pii ke maruu.n kyaa
na bha_ii na
aur karuu.n kyaa
mere sar pe Tha.nDaa paanii Daalo mai.n chalaa
ga.Daba.D ho ga_ii are siiTii baj ga_ii 
rok sako to roko yaaro.n mai.n chalaa

dharatii jhuume.n ambar jhuume.n
ho gayaa pagalaa baj gayaa tabalaa
lag ga_ii hichakii hi cha cha hi cha cha baj ga_ii siiTii
hosh me.n aa_o are hosh me.n aa_o
mujhako cha.Dh ga_ii maha.ngii pa.D ga_ii
vaidya bulaa_o
aisaa karo balamaa tum mar jaa_o
o raam kaa naam lo duniyaa bolo mai.n chalaa
ga.Daba.D ho ga_ii are chhuTTii ho ga_ii
a ra ra mujhako sambhaalo mai.n chalaa
rok sako to rok lo sambhaalo mai.n chalaa

are gir gayaa jha.nDaa
rah gayaa Da.nDaa
are ho gayaa Tha.nDaa
murgii kaa a.nDaa
shaan kii belaa pa.nchhii akelaa
majanuu.n chhailaa
mar ga_ii lailaa
bhuul bhulaiyaa
pare haT sai.nyaa
dekho ye tamaashaa
dekho ye tamaashaa dekhane vaalo.n mai.n chalii
ga.Daba.D ho ga_ii are siiTii baj ga_ii
apanaa juluus tum nikaalo mai.n chalii
are siiTii baj ga_ii ga.Daba.D ho ga_ii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{teraa biimaar meraa dil}%
\film{Chaalbaaz}%
\year{1989}%
\starring{Sunny Deol, Sridevi, Rajnikant, Anupam Kher, Shakti Kapoor, Anu Kapoor}%
\singer{Mohammed Aziz, Kavita Subramaniam}%
\music{Laxmikant Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

teraa biimaar meraa dil meraa jiinaa hu_aa mushkil
karuu.n kyaa haay
teraa biimaar meraa dil \threedots

muhabbat me.n naam kar jaa meraa naam le le ke mar jaa
yahii bas davaa terii
mere diivaane
teraa biimaar meraa dil \threedots

tuu le le jaan bhii merii jo tere kaam aa jaa_e
tuu rakh de haath bas dil par mujhe aaraam aa jaa_e
mai.n tujh se pyaar karatii huu.N magar duniyaa se Daratii huu.N
karuu.n kyaa haay
muhabbat me.n naam kar jaa meraa naam le le ke mar jaa
yahii bas davaa terii
merii diivaanii
teraa biimaar meraa dil \threedots

subah se shaam tak meraa ye dil teraa hii naam letaa hai
hai yah kyaa baat mujhame.n ki tuu mujhape jaan detaa hai
tuu kitanii khuubasuurat hai mujhe terii zaruurat hai
karuu.n kyaa haay
muhabbat me.n naam kar jaa \threedots

badan ke raah ek sholaa mujhe jisane jalaa Daalaa
merii maano re diivaane mujhe paagal banaa Daalaa
ise inakaar mai.n samajhuu.n ise iqaraar mai.n samajhuu.n
karuu.n kyaa haay
muhabbat me.n naam kar jaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
