% ISB File: Chakori_1949.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{haay cha.ndaa ga_e parades}%
\film{Chakori}%
\year{1949}%
\starring{Nalini Jaywant, Manorama, Bharat Bhushan}%
\singer{Lata}%
\music{Hansraj Behl}%
\lyrics{M R Bhakri}%

% Contributor: Arunabha S Roy
% Transliterator: Arunabha S Roy
% Date: 16 Jul 2004
% Series: LATAnjali
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

haay cha.ndaa ga_e parades
chakorii yahaa.N ro ro mare, ro ro mare
haay cha.ndaa ga_e parades

diipo.n se jal\-jal mare pata.ngaa \-2
aur ghuu.NghaT me.n gorii jale
chakorii yahaa.N ro ro mare, ro ro mare
haay cha.ndaa ga_e parades

(naino.n se niir bahe mu.Nh se vo kuchh naa kahe
chupake chupake gorii birahaa kii pii.D sahe ) \-2
suuj ga_e hai.n ro ro ke saajan
haay nainaa jo tum se la.De
chakorii yahaa.N ro ro mare, ro ro mare
haay cha.ndaa ga_e parades

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
