% ISB File: ChalteChalte_1976.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{chalate chalate, mere ye giit yaad rakhanaa}%
\film{Chalte Chalte}%
\year{1976}%
\starring{Vishal Anand, Simi Garewal}%
\singer{Kishore}%
\music{Bappi Lahiri}%
\lyrics{Amit Khanna}%

% Transliterator: Venkatasubramanian K. G (gopala@cs.wisc.edu)
% Credits: rec.music.indian.misc 
%          Venkatasubramanian K G (gopala@cs.wisc.edu)
%          Shailesh Patel (spatel@hpcuhe.cup.hp.com)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

chalate chalate, mere ye giit yaad rakhanaa
kabhii alavidaa naa kahanaa
kabhii alavidaa naa kahanaa
rote ha.Nsate, bas yuu.Nhii tum
gunagunaate rahanaa
kabhii alavidaa \threedots

pyaar karate karate, ham tum kahii.n kho jaae.nge
inhii bahaaro.n ke, aa.Nchal me.n thak ke so jaae.nge
sapano.n ko phir bhii, tum yuu.Nhii sajaate rahanaa
kabhii alavidaa \threedots

biich raah me.n dilavar, bichha.D jaae.n kahii.n ham agar
aur suunii sii lage tumhe.n,  jiivan kii ye Dagar
ham lauT aae.nge,  tum yuu.Nhii bulaate rahanaa
kabhii alavidaa \threedots

## (slow) ##
chalate chalate \threedots
rote ha.Nsate \threedots

alavidaa to a.nt hai
aur a.nt kisane dekhaa
ye judaaii hii
milan hai jo ham ne dekhaa
yaado.n me.n aakar
tum yuu.Nhii gaate rahanaa
kabhii alavidaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jaanaa kahaa.N hai pyaar yahaa.N hai}%
\film{Chalte Chalte}%
\year{1976}%
\starring{Vishal Anand, Simi Garewal}%
\singer{Bappi Lahiri, Sulakshana Pundit}%
\music{Bappi Lahiri}%
\lyrics{Amit Khanna}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

ba:	jaanaa kahaa.N hai
su:	tu ru ru ru ru
ba:	pyaar yahaa.N hai
su:	tu ru ru ru ru
ba:	duniyaa jawaa.N hai
su:	tu ru ru ru ru
ba:	dilakash samaa.N hai
su:	dilakash samaa.N hai

	jaanaa kahaa.N hai
ba:	tu ru ru ru ru
su:	pyaar yahaa.N hai
ba	tu ru ru ru ru
su:	duniyaa jawaa.N hai
ba:	tu ru ru ru ru
su:	dilakash samaa.N hai
ba:	dilakash samaa.N hai

do:	jaanaa kahaa.N hai

su:	bahaar hii bahaar hai
ba:	mahakaa\-mahakaa puuraa chaman hai
su:	kisakaa i.ntazaar hai
ba:	dil beqaraar hai
su:	bahaar hii bahaar hai
	mahakaa\-mahakaa puuraa chaman hai
	kisakaa i.ntazaar hai
ba:	dil beqaraar hai

	jaanaa kahaa.N hai
	pyaar yahaa.N hai
	duniyaa jawaa.N hai
	dilakash samaa.N hai
ba:	dilakash samaa.N hai
do:	jaanaa kahaa.N hai

ba:	cha.nchal aaj pawan hai
su:	miiThii\-miiThii sii chubhan hai
ba:	ban ke ek lahar hai
su:	man jhuum rahaa hai

ba:	cha.nchal aaj pawan hai
	miiThii\-miiThii sii chubhan hai
su:	ban ke ek lahar hai
	man jhuum rahaa hai

ba:	jaanaa kahaa.N hai
su:	tu ru ru ru ru
ba:	pyaar yahaa.N hai
su:	tu ru ru ru ru
ba:	duniyaa jawaa.N hai
su:	tu ru ru ru ru
ba:	dilakash samaa.N hai
su:	dilakash samaa.N hai
do:	jaanaa kahaa.N hai

su:	( ujaalaa hii ujaalaa
	baadalo.n se phir aaj
ba:	chaa.Nd ne mu.Nh nikaalaa
su:	bikharii chaa.Ndii kii maalaa ) \-2

ba:	jaanaa kahaa.N hai
su:	tu ru ru ru ru
ba:	pyaar yahaa.N hai
su:	tu ru ru ru ru
ba:	duniyaa jawaa.N hai
su:	tu ru ru ru ru
ba:	dilakash samaa.N hai
su:	dilakash samaa.N hai
do:	jaanaa kahaa.N hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{pyaar me.n kabhii\-kabhii aisaa ho jaataa hai}%
\film{Chalte Chalte}%
\year{1976}%
\starring{Simi Garewal, Vishal Anand}%
\singer{Shailendra Singh, Lata}%
\music{Bappi Lahiri}%
\lyrics{Amit Khanna}%

% Transliterator: Vivek Vohra (vivek@oz.che.rochester.edu)

\printtitle
#indian

la : ho ho ho, ho ho
shai: ho ho ho, ho ho ho

shai: (pyaar me.n kabhii\-kabhii, aisaa ho jaataa hai
chhoTii sii baata kaa fasaanaa bana jaataa hai ) \- 2
la: are sajanaa kaa sajanii se, ho rahaa saamanaa \- 2
dono: khela hii, khela me.n, dila gayaa, thaamanaa, naa\-naa, haa.N\-haa.N, naa\-naa
shai: (pyaar me.n kabhii\-kabhii, aisaa ho jaataa hai
chhoTii sii baata kaa fasaanaa bana jaataa hai ) \- 2

la: (kahane kii nahii.n baata magara ye phir bhii kahatii huu.N mai.n
rahane kii nahii.n jagaha koii tere dila me.n rahatii huu.N mai.n ) \- 2
jiita kara, pyaara me.n, pa.Degaa, haaranaa, naa\-naa, haa.N\-haa.N, naa\-naa,
shai: (pyaar me.n kabhii\-kabhii, aisaa ho jaataa hai
chhoTii sii baata kaa fasaanaa bana jaataa hai ) \- 2
la: are sajanaa kaa sajanii se, ho rahaa saamanaa,
haa.N jii sajanii kaa sajanaa se, ho rahaa saamanaa,
khela hii, khela me.n, dila gayaa, thaamanaa, naa\-naa, haa.N\-haa.N, naa\-naa,
shai: (pyaar me.n kabhii\-kabhii, aisaa ho jaataa hai, 
chhoTii sii baata kaa phasaanaa bana jaataa hai ) \- 2

naadaana samajha kara tumako dekho maapha kara diyaa hamane
pyaara kii kitaaba se judaa_ii kaa naam hii saapha kara diyaa hamane
yaara kii, baata tuma, kabhii naa, Taalanaa, naa\-naa, haa.N\-haa.N, naa\-naa
(pyaar me.n kabhii\-kabhii, aisaa ho jaataa hai
chhoTii sii baata kaa phasaanaa bana jaataa hai ) \- 2
la: are sajanaa kaa sajanii se, ho rahaa saamanaa
sajanii kaa sajanaa se, ho rahaa saamanaa
khela hii, khela me.n, dila gayaa, thAmanaa, haa.N\-haa.N
haa.N\-haa.N, haa.N
shai: (pyaar me.n kabhii\-kabhii, aisaa ho jaataa hai
chhoTii sii baata kaa phasaanaa bana jaataa hai ) \- 2

la: ho ho ho, ho ho 
sha: ho ho ho, ho ho ho
dono: aa haa haa, aa haa
aa haa haa, aa haa haa
ho ho ho, ho ho 
ho ho ho, ho ho ho

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
