% ISB File: ChaltiKaaNaamGaadi_1958.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{baabuu samajho ishaare hauran pukaare pam pam pam}%
\film{Chalti Ka Naam Gaadi}%
\year{1958}%
\starring{Kishore Kumar, Ashok Kumar, Anup Kumar, Madhubala, Sajjan, K. N.  Singh, Veena, Sahira, Helen, Cuckoo, Mohan Choti, S. N. Bannerjee}%
\singer{Kishore, Manna De, chorus}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: David Windsor <David.Windsor@anu.edu.au>
%              Ikram Ahmed Khan <iakhan@vnet.ibm.com>
%              Bakulesh Thakker <thakker.bakulesh@mayo.edu>
% Transliterator: David Windsor <David.Windsor@anu.edu.au>
% Editor: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>
% Date: 11/02/1996

\printtitle
#indian

baajuu aa aa aa
baabuu samajho ishaare hauran pukaare pam pam pam
yahaa.N chalatii ko gaa.Dii kahate hai.N pyaare pam pam pam

rii baabbaa rii baa baa baa rii baabaa rii baa baa baa rii baabbaa

sau baato.n kii ek baat yahii hai
kyaa bhalaa to kyaa buraa kaamayaabii me.n zi.ndagii hai
TuuTii\-phuuTii sahii chal jaae Thiik hai
sachchii\-jhuuThii sahii chal jaae Thiik hai
aa.Dii\-tirachhii chalaa\-chalaa ke jhuum
aa.Dii chalaa\-chalaa ke jhuum
tirachhii chalaa\-chalaa ke jhuum
bajuu \threedots

##yodel##

itanii sii baat na samajhaa zamaanaa
aadamii jo chalataa rahe to mil jaae har Kazaanaa
shoharat hai chiiz kyaa chalane kaa naam hai
izzat hai chiiz kyaa chalane kaa naam hai
aa.Dii\-tirachhii chalaa\-chalaa ke jhuum
aa.Dii chalaa\-chalaa ke jhuum
tirachhii chalaa\-chalaa ke jhuum
bajuu \threedots

hilamil ke chalanaa yuu.N hii saathii
are ba.nd muTThii laakh kii aur khule to pyaare Kaak kii
mushkil jo aa pa.De Thokar se Taal de
parabat bhii ho kha.De phir mil ke Taal de
jo samajhaa ye usii kii machii dhuum
jo samajhaa usii ko machii dhuum
baajuu \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{haal kaisaa hai janaab kaa}%
\film{Chalti Ka Naam Gaadi}%
\year{1958}%
\starring{Ashok Kumar, Kishore, Madhubala, Anup Kumar}%
\singer{Kishore, Asha}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Transliterator: Arati Deo (arati@rice.edu)
% Credits: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

aashaa :	haal kaisaa hai janaab kaa?
kishor :        kyaa khayaal hai aap kaa? 
aashaa :	tum to machal gaye, ho ho ho
kishor :	yuu.Nhii fisal gaye, haa haa haa %<yodell..>


kishor :	bahakii, bahakii, chale hai pavan jo u.De hai teraa aa.Nchal
aashaa :	chho.Do, chho.Do, dekho dekho gore gore kaale kaale baadal
kishor :	kabhii kuchh kahatii hai, kabhii kuchh kahatii hai, 
		     zaraa nazar ko sa.nbhaalanaa
aashaa :	haal kaisaa hai janaab kaa?
kishor :        haay! kyaa khayaal hai aap kaa? 
aashaa :	hoy! tum to machal gaye, ho ho ho
kishor :	##hmm hmm,## yuu.Nhii fisal gaye, haa haa haa %<yodell..>


kishor :	pagalii!
aashaa :	A!
kishor :	pagalii, kabhii tuune sochaa raste me.n gaye mil kyo.n?
aashaa :	pagale!
kishor :	ha.n?
aashaa :	pagale!
kishor :	e?!
aashaa :	terii baato.n baato.n me.n dha.Dakataa hai dil kyo.n ?
kishor :	kabhii kuchh kahatii hai, kabhii kuchh kahatii hai
		     zaraa nazar ko sa.nbhaalanaa
aashaa :	aa aa, haal kaisaa hai janaab kaa?
kishor :        haay! kyaa khayaal hai aap kaa?
aashaa :	tum to machal gaye, ho ho ho
kishor :	yuu.Nhii fisal gaye, haa haa haa %<yodell..>

aashaa :	kaho jii, kaho jii, roz tere sa.ng yuu.Nhii 
	     	dil bahalaaye.n kyaa?
kishor :	AhA! suno jii, suno jii, samajh sako to khud samajho
		bataae.n kyaa ?
		     kabhii kuchh kahatii hai, kabhii kuchh kahatii hai
		     zaraa nazar ko sambhaalanaa

aashaa :	haay! haal kaisaa hai janaab kaa ?
kishor :        kyaa khayaal hai aap kaa ?
aashaa :	tum to machal gaye, ho ho ho
kishor :	yuu.Nhii fisal gaye, haa haa haa 

%dono.n : 	haal kaisaa hai janaab kaa ?
%               kyaa khayaal hai aap kaa ?
%		tum to machal gaye ho ho ho
%		yuu.Nhii fisal gaye, haa haa haa 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ham the vo thii aur samaa.N ra.ngiin samajh ga_e naa}%
\film{Chalti Kaa Naam Gaadi}%
\year{1958}%
\starring{Kishore, Ashok Kumar, Anup Kumar, Madhubala, Sajjan, K. N. Singh, Veena, Sahira, Helen, Cuckoo, Mohan Choti, S. N. Bannerjee}%
\singer{Kishor}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10429 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ham the vo thii vo thii ham the
ham the vo thii aur samaa.N ra.ngiin samajh ga_e naa
jaate the jaapaan pahu.Nch ga_e chiin samajh ga_e naa
he yaane yaane yaane pyaar ho gayaa
ham the vo thii \threedots

khoyaa mai.n kaise usakii baato.n me.n
kahataa huu.N dam to lene de aah
kho_ii vo kaise merii baato.n me.n
kahataa huu.N dam to lene de aah
kyaa\-kyaa kah Daalaa aa.Nkho.n\-aa.Nkho.n me.n
kahataa huu.N dam to lene de aah
ham the vo thii \threedots

ho mannuu teraa hu_aa ab meraa kyaa hogaa \-2

phuTe bulabule do nainaa pha.Dake
usane jab dekhaa mu.D\-mu.D ke vaah
jaise kahatii ho sun re o la.Dake
maine jab dekhaa mu.D\-mu.D ke vaah
phir dono.n ke dil dhak\-dhak\-dhak dha.Dake
dono.n ne dekhaa mu.D\-mu.D ke vaah
ham the vo thii \threedots

ho mannuu teraa hu_aa ab meraa kyaa hogaa \-2

tho.Daa\-tho.Daa saa lambaa\-lambaa saa
dhiire\-dhiire usane khe.nchaa haa
phir usakaa palluu ban ke usakaa daas
dhiire\-dhiire maine khe.nchaa haa
phir ghabaraahaT me.n apanaa\-apanaa haath
usane khe.nchaa maine khe.nchaa haa
ham the vo thii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ik la.Dakii bhiigii\-bhaagii sii}%
\film{Chalti Ka Naam Gaadi}%
\year{1958}%
\starring{Kishore, Ashok Kumar, Anup Kumar, Madhubala, Sajjan, K. N. Singh, Veena, Sahira, Helen, Cuckoo, Mohan Choti, S. N. Bannerjee}%
\singer{Kishore}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: David Windsor <David.Windsor@anu.edu.au>
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>
% Date: 11/02/1996

\printtitle
#indian

ik la.Dakii bhiigii\-bhaagii sii
sotii raato.n ko jaagii sii
milii ik ajanabii se
ko_ii aage na piichhe
tum hii kaho ye ko_ii baat hai

dil hii dil me.n jalii jaatii hai
biga.Dii biga.Dii chalii aatii hai
machalii machalii ghar se nikalii
pagalii sii kaalii raat me.n
milii ik ajanabii se
ko_ii aage na piichhe
tum hii kaho ye ko_ii baat hai
ik la.Dakii \threedots

Dagamag Dagamag lahakii lahakii
bhuulii bhaTakii bahakii bahakii
balakhaatii huii, iThalaatii huii
saavan kii suunii raat me.n
milii ik ajanabii se
ko_ii aage na piichhe
tum hii kaho ye ko_ii baat hai
ik la.Dakii \threedots

tan bhiigaa hai sar giilaa hai
us kaa ko_ii pech bhii Dhiilaa hai
tanatii jhukatii
chalatii rukatii
nikalii a.ndherii raat me.n
milii ik ajanabii se
ko_ii aage na piichhe
tum hii kaho ye ko_ii baat hai
ik la.Dakii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{in haatho.n se sab kii gaa.Dii chal rahii hai}%
\film{Chalti Kaa Naam Gaadi}%
\year{1958}%
\starring{Ashok Kumar, Kishore Kumar, Madhubala, Anoop Kumar}%
\singer{Kishore, Chorus}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Arunabha S Roy
% Transliterator: Arunabha S Roy
% Date: 22 Jun 2004
% Series: GEETanjali
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

ajii sunaao saradaaraa kii haal hai ?
## laughter ##
in haatho.n se sab kii gaa.Dii chal rahii hai
ko: waah waah !
haath laa ustaad, kyo.n, kaisii kahii hai ?
ko: waah waah !
in haatho.n se sab kii gaa.Dii \threedots

ek din kii hai baat raah mein ham jaate the
ko: ##hmmmm ? ##
gaa.Dii biga.Dii hai log ye chillaate the
jaakar dekhaa yaar rotaa thaa diliip kumaar
are kambakht gaa.Dii ko bhii yahii.n ##puncture## honaa thaa hmmm
ham pahu.Nche to saarii aafat Tal gayii waah waah

in haatho.n se sab kii gaa.Dii \threedots

po po ##motor car## jis gha.Dii san san sanake
bole apane haath raah me.n ##horn## banake
pyaare haT jaanaa niiche na kaT jaanaa
kitano.n ki giratii paga.Dii sambhal gayii waah waah

in haatho.n se sab kii gaa.Dii \threedots

ye ruk jaate to saare dha.ndhe ruk jaate
ghar se daftar tak seTh kaise jaa paate
saaraa kaarobaar ho jaataa ba.nTaaDhaar
are maaro saaraa kaarobaar ho gayaa ba.nTaaDhaar
yuu.N samajho in se ye duniyaa chal gayii waah waah
in haatho.n se sab kii gaa.Dii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n sitaaro.n kaa taraanaa ... paa.Nch rupa_iyyaa baaraa aanaa}%
\film{Chalti Ka Naam Gaadi}%
\year{1958}%
\starring{Ashok Kumar, Kishore, Madhubala, Anup Kumar}%
\singer{Kishore}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) 
%          PVR Narasimha Rao (pvr@rice.edu)
%          C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu)
%          Satish Subramanium 
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

mai.n sitaaro.n kaa taraanaa, mai.n bahaaro.n kaa fasaanaa
leke ik a.nga.DaaI mujh pe, Daal nazar ban jaa diivaanaa

ruup kaa tum ho khazaanaa, tum ho merii jaa.N ye maanaa
lekin pahale de do meraa, paa.nch rupaiyaa baaraa aanaa
paa.Nch rupaiyaa, baaraa aanaa\-aaaa \threedots
maaregaa bhaiyaa, naa naa naa naa\-aaaa \threedots

maal zar, bhuulakar, dil jigar hamase nishaanii maa.Ngo naa
dilarubaa, kyaa kahaa, dil jigar kyaa hai javaanii maa.Ngo naa
tere liye majanuu ban sakataa huu.N
lailaa lailaa kar sakataa huu.N
chaahe namuunaa dekh lo \-\- haay
khuun\-e\-dil piine ko aur laqt\-e\-jigar khaane ko
ye gizaa milatii hai lailaa \- (2)
tere diivaane ko \- (2)

o ho ho josh\-e\-ulfat kaa zamaanaa, laage hai kaisaa suhaanaa
leke ik a.nga.DaaI mujh pe, Daal nazar ban jaa diivaanaa

maanataa huu.N hai suhaanaa, josh\-e\-ulfat kaa zamaanaa
lekin pahale de do meraa, paa.Nch rupaiyaa baaraa aanaa

Gam bhulaa, saaj uThaa, raag mere ruup ke tuu gaaye jaa
ai dilarubaa, hoy dilarubaa, haa.N isii a.ndaaz se faramaaye jaa
giit sunaa sakataa huu.N daadaraa
ginakar puure baaraa maataraa
chaahe namuunaa dekh lo \-\- haay
dhiire se jaanaa bagiyan me.n, dhiire se jaanaa bagiyan me.n
re bha.Nvaraa, dhiire se jaanaa bagiyan me.n
hoy lallaa Dhii.ng lallaa \- (2)

o ho ho tuu kalaa kaa hai diivaanaa kam hai kyaa tujhako bahaanaa
leke ik a.nga.DaaI mujh pe, Daal nazar ban jaa diivaanaa

haa.N ye achchhaa hai bahaanaa mai.n kalaa kaa huu.N diivaanaa
lekin pahale de do meraa, paa.Nch rupaiyyaa baaraa aanaa

bekhabar, pyaar kar, dhan kii duniyaa kyaa hai Dhalatii chhaayaa hai
haay haay haay dilarubaa, sach kahaa saa.Nch teraa pyaar baakii maayaa hai
tere liye jogii ban sakataa huu.N
ja.ngal ja.ngal phir sakataa huu.N
chaahe namuunaa dekh lo \-\- haay
bamamukach e bin bamamukach e bin bamamukach e bin bamamukach
(terii gaTharii me.n laagaa chor musaafir 
jaag zaraa tuu jaag zaraa ) \- (2)

o ho ho mai.n huu.N terii jaan\-e\-jaanaa aa mujhii se lav lagaanaa
leke ik a.nga.DaaI mujh pe, Daal nazar ban jaa diivaanaa

jai guruu maine ye maanaa tuu hai meri jaan\-e\-jaanaa
lekin pahale de do meraa \- yak dui tiin chaar paa.nch
paa.Nch rupaiyaa baaraa aanaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ruk jaao naa jii}%
\film{Chalti Ka Naam Gaadi}%
\year{1958}%
\starring{Ashok Kumar, Kishore, Madhubala, Anup Kumar}%
\singer{Asha}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Vandana Venkatesan

\printtitle
#indian

are! are! are! are!
ruk jaao na jii aisii kyaa jaldii?
chubh jaayegii pahaluu me.n birahaa kii suu_ii! hu_ii !

shaam Dhalii nahii.n aur chale tum uThake sanam
yuu.N na chalo iThalaake ajii tumhe.n merii qasam
dekho balam yuu.N na Dhaao sitam 
naazuk huu.N mai.n to jaisii chuii muii
ruk jaao na jii ! aisii kyaa jaldii ?
chubh jaayegii pahaluu me.n birahaa kii su_ii 

haay! kahane kii hai baat pa.Dii mujhe kahane to do
pyaar bhare mere dil me.n hai kyaa mujhe kahane to do
Thaharo piyaa hosh aa le zaraa
jab se tum aaye mai.n huu.N kho_ii kho_ii
are are are !
ruk jaao na jii! aisii kyaa jal_dii?
chubh jaayegii pahaluu me.n birahaa kii su_ii 

chaahat kaa badalaa hai ye kyaa zaraa socho sanam
marate hai.n ham nahii.n tumako pataa zaraa socho sanam
Thaharo zaraa dil na to.Do meraa
Thukaraane vaale kyaa sochegaa ko_ii
he! ruk jaao na jii ! aisii kyaa jaldii ?
chubh jaayegii pahaluu me.n birahaa kii su_ii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
