% ISB File: Chand_1944.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aaye hai.n balamaa ho din pyaare pyaare}%
\film{Chand}%
\year{1944}%
\starring{Begum Para, Prem Adeeb, Sitara, Sapru}%
\singer{Zeenat Begum, Durrani}%
\music{Husnalal-Bhagatram}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: Malini Kanth
% Transliterator: Malini Kanth
% Credits: Balaji Murthy, Naniwadekar

\printtitle
#indian

zii : aaye hai.n balamaa ho din pyaare pyaare
aaye hai.n balamaa
aaye hai.n balamaa ho din pyaare pyaare
ab jaage bhaag hamaare, din pyaare pyaare

tum haar haar kar jiit gaye /-2
ham jiit jiit kar haare balamaa hamaare /-2
aaye hai.n balamaa /threedots

du : duniyaa hai ye priit kii dushman
    riit ye dekhe priit kii dushman
    duniyaa na_ii basaaye.nge hum tum
do : gaaye.nge hum tum mil ke giit hamaare
    din pyaare pyaare
    aaye hai.n balamaa /threedots

zii : na_ii Kushiyaa.N aaj bulaatii.n hai.n /-2
    kar kar ke ishaare balamaa hamaare /-2
do : aaye hai.n balamaa ho din pyaare pyaare

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{do dilo.n ko ye duniyaa}%
\film{Chand}%
\year{1944}%
\starring{Begum Para, Prem Adeeb, Balakram}%
\singer{Manju}%
\music{Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: <Urzung Khan>, 2003-02-12

\printtitle
#indian

do dilo.n ko ye duniyaa milane hii nahii.n detii
aashaao.n kii kaliyo.n ko khilane hii nahii.n detii

ik baaG me.n kyaa dekhaa bulbul vahaa.n rotaa thaa
aur paas kha.Daa maalii kuchh haar pirotaa thaa
dil chiir ke ik phuul kaa Kush kitanaa vo hotaa thaa
bulbul thaa ta.Dap jaataa jab suu_ii chabhotaa thaa
dukh sah na sakaa bulbul kuchh kah na sakaa bulbul
phir bahane lage aa.Nsuu aur kahane lage aa.Nsuu
Kyaa ?
do dilo.n ko ye duniyaa \threedots

tum mujh se ye phuuchho ge kyaa phuul kii haalat thii
ruuThaa hu_aa maalii thaa biga.Dii hu_ii qisamat thii
aa.Nkho.n me.n to aa.Nsuu the bechain tabiat thii
sunasaan thaa dil usakaa barabaad muhabbat thii
bulbul se judaa ho kar maalii se Kafaa ho kar
kaa.nTo.n me.n lagaa rahane aur phuul lagaa kahane
kyaa ?
do dilo.n ko ye duniyaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kyaa ye hii jawaanii hai}%
\film{Chand}%
\year{1944}%
\starring{Begum Para, Prem Adeeb, Sitara, Sapru}%
\singer{Zeenat Begum}%
\music{Husnalal-Bhagatram}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12003 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

o
kyaa ye hii jawaanii hai \-2
har din hai nikharaa hu_aa \-2
har raat suhaanii hai \-2
kyaa ye hii jawaanii hai \-2

mai.n Gairo.n se kyuu.N puuchhuu.N
( mai.n Gairo.n se kyuu.N puuchhuu.N
mai.n apano.n se kyuu.N puuchhuu.N ) \-2
aa_iinaa jo kahaa hai \-2
tuu husn kii raanii hai \-2
kyaa ye hii jawaanii hai \-2

( kyaa kahuu.N ke kaun aa kar
kyaa kahuu.N ke kaun aa kar
sapano.n me.n bulaataa hai ) \-2
khulate hii merii aa.Nkhe.n \-2
jaane kahaa.N jaataa hai \-2
ye merii kahaanii hai \-2
kyaa ye hii jawaanii hai \-2

jaate huye bachapan se
( jaate huye bachapan se
aate huye jauvan se ) \-2
dono.n se mai.n kahatii huu.N \-2
ye dil kii na_ii hai duniyaa \-2
ab kaise basaanii hai \-2
kyaa ye hii jawaanii hai \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{pa.nchhii merii Kushii kaa zamaanaa}%
\film{Chand}%
\year{1944}%
\starring{Begum Para, Prem Adeeb, Balakram, Sitara}%
\singer{Zeenat Begum}%
\music{Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: Dhananjay Naniwadekar
% Comments: Prabhat Film Co.
% 	Husnlal-Bhagatram's First Hindi Film

\printtitle
#indian

(pa.nchhii merii khushii kaa (zamaanaa kahaa.N gayaa) \-2 ) \- 2
aa.Nkho.n ne jo likhaa wo (fasaanaa kahaa.N gayaa) \- 2

(ab unako roKane kii zaruurat bhii paD gayii) \- 2
wo mere ruuThane kaa (bahaanaa kahaa.N gayaa) \- 2

(mai.n dil se puuchhatii huu.N (kahaa.N hai meraa suhaag) \- 2) \- 2
(dil mujh se puuchhataa hai (diwaanaa kahaa.N gayaa) \- 2) \- 2

(tuu merii qaid me.n hai  to (mai.n Gam kii qaid me.n) \- 2) \- 2
wo teraa giit meraa (taraanaa kahaa.N gayaa) \- 2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
