% ISB File: Chandan_1958.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa.Nkh milaane ke liye}%
\film{Chandan}%
\year{1958}%
\starring{Kishore Kumar, Mala Sinha, Nutan}%
\singer{Geeta}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: Prithviraj Dasgupta
% Transliterator: Prithviraj Dasgupta
% Date: Mar 13, 2001

\printtitle
#indian

aa.Nkh milaane ke liye dil hai lagaane ke liye
ye jahaa.N maharabaa.N mauj manaane ke liye

chaa.Ndanii jab talak hai javaa.N jhuum le
Daalii Daalii ghuum le mu.Nh kaliyo.n kaa chuum le
dekh bahaaro.n kaa samaa nahii.n ab aane ke liye
ye jahaa.N maharabaa.N mauj manaane ke liye

zi.ndagii kyaa Kabar aaj hai kal na ho
pyaar kii ye mahafil na ho dil me.n ye halachal na ho
ko_ii mile yaa na mile naaz uThaane ke liye
ye jahaa.N maharabaa.N mauj manaane ke liye

do gha.Dii pyaar kar muskuraa gaa_e jaa
kaa.NTo.n ko Thukaraa_e jaa phuulo.n ko apanaa_e jaa
ek bahaanaa Dhuu.NDh le ra.ng jamaane le liye
ye jahaa.N maharabaa.N mauj manaane ke liye

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ba.Daa hii ##C I D## hai vah niilii chhatarii vaalaa}%
\film{Chandan}%
\year{1958}%
\starring{Nutan,  Shyama, Kishor Kumar, Johny Walker, Pran, Karan Deewan}%
\singer{Rafi}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10560 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ba.Daa hii ##C I D## hai vah niilii chhatarii vaalaa
har taale kii chaabii rakhe har chaabii kaa taalaa

varadii usakii ba.Dii niraalii kahii.n nazar naa aane vaalii
naa ko_ii billaa naa ko_ii ##number## daftar usakaa niilaa a.mbar
##note## hai usake ##pocket book## me.n sabakaa maal\-masaalaa
ba.Daa hii ##C I D## \threedots

chhip\-chhip ko_ii Daakaa Daale yaa kare Kuun
ho jaa_e usakaa ##automatic telephone##
vo to chaubiis gha.nTe jaage usakii aa.Nkh kabhii naa laage
hoshiyaar Kabaradaar
bach ke rahanaa dekh rahaa hai sab kuchh uupar vaalaa
ba.Daa hii ##C I D## \threedots

lambaa\-chau.Daa usakaa thaanaa sabako ik din vahii.n hai jaanaa
kyaa pitaa jii aur kyaa maataa saas\-sasuraa aur bhraataa
usakii nazar me.n sab hai.n baraabar kyaa saalii kyaa saalaa
ba.Daa hii ##C I D## \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
