% ISB File: Chandan_1971.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{suno haal merii zindagii kaa mujhe pyaar milaa naa}%
\film{Chandan}%
\year{1971}%
\starring{Somdutt, Komal, Ramesh Dev, Jogindar, Zeb Rahman, Ram Mohan}%
\singer{Mukesh}%
\music{Sonik Omi}%
\lyrics{Omkar Verma}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10377 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

suno haal merii zindagii kaa
mujhe pyaar milaa naa kisii kaa

badanaam kiyaa logo.n ne mujhe aur naam diyaa to aavaaraa
apano.n ne mujhe Thukaraa diyaa phir bhii mai.n nahii.n himmat haaraa
maine to ba.Dhaayaa haath sadaa duniyaa kii taraf dostii kaa
mujhe pyaar milaa naa \threedots

Gam ko bhii lagaayaa maine gale aur ha.Nsataa rahaa mushkil me.n
samajhaa naa kisii ne apanaa mujhe hai daaG yahii mere dil me.n
shikavaa naa kiyaa maine to kabhii ai maalik terii beruKii kaa
mujhe pyaar milaa naa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
