% ISB File: Chandralekha_1948.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{maa_ii rii mai.n to madhuban me.n nirakh liyo nandalaal}%
\film{Chandralekha}%
\year{1948}%
\starring{T R Rajkumari, M K Radha, Ranjan, Sundaribai, Yashodhara Katju}%
\singer{Uma Devi}%
\music{D Parthasarathi}%
\lyrics{Pt Indra-Bharat Vyas}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12030 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

maa_ii rii mai.n to madhuban me.n \-2
nirakh liyo nandalaal
parakh liyo nandalaal
maa_ii rii mai.n to madhuban me.n

sar par mukuT dhare \-2
baa.Nsuriyaa adhar dhare
gale baijantimaal \-2
nirakh liyo nandalaal
maa_ii rii mai.n to madhuban me.n

bha.Nwaro.n ke gu.njan me.n
( bha.Nwaro.n ke gu.njan me.n
kaliyo.n ke nainan me.n ) \-2
ku.nj\-ku.nj Daal\-Daal \-2
nirakh liyo nandalaal
maa_ii rii mai.n to madhuban me.n

raadhaa man mod bhare
( raadhaa man mod bhare
ma.nd\-ma.nd haas kare ) \-2
ho gaye nainaa nihaal \-2
nirakh liyo nandalaal
maa_ii rii mai.n to madhuban me.n
nirakh liyo nandalaal
parakh liyo nandalaal
maa_ii rii mai.n to madhuban me.n
maa_ii rii mai.n to \-2
maa_ii rii mai.n to madhuban me.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{manabhaawan saawan aayaa ra.ng jamaayaa}%
\film{Chandralekha}%
\year{1948}%
\starring{T R Rajkumari, M K Radha, Ranjan, Sundaribai, Yashodhara Katju}%
\singer{Uma Devi}%
\music{S Rajeswara Rao}%
\lyrics{Pt Indra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12031 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

( manabhaawan saawan aayaa
ra.ng jamaayaa ) \-3

( kyo.N kalii\-kalii musakaa_ii
kyo.N chalii hawaa purawaa_ii ) \-2
sansaar yahii hai kyaa wo \-2
nayaa ra.ng laayaa hai \-2
nayaa ra.ng laayaa

( manabhaawan saawan aayaa
ra.ng jamaayaa ) \-2

(koyaliyaa merii sahelii
ab mat gaa giit akelii ) \-2
mere madhur\-madhur hoTho.n ne \-2
nayaa giit paayaa hai \-2
nayaa giit paayaa

( manabhaawan saawan aayaa
ra.ng jamaayaa ) \-2

merii bhar ga_ii nain\-nagariyaa
( merii bhar ga_ii nain\-nagariyaa
chaahe.n bhare na bhare gagariyaa ) \-2
merii harii\-harii bagiyaa me.n \-2
nayaa phuul aayaa hai \-2
nayaa phuul aayaa

( manabhaawan saawan aayaa
ra.ng jamaayaa ) \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{meraa husn luuTane aayaa alabelaa}%
\film{Chandralekha}%
\year{1948}%
\starring{T R Rajkumari, M K Radha, Ranjan, Sundaribai, Yashodhara Katju}%
\singer{Zohra Bai, T A Moti, Chorus}%
\music{D Parthasarathi}%
\lyrics{Pt Indra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12032 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

zo \:	meraa husn luuTane aayaa 
	meraa husn luuTane aayaa alabelaa
	meraa husn luuTane aayaa \-2
	ke ghaayal ho ga_ii re u_ii \-2
	ke uu_ii lambii mu.Nchh waale aa matawaale \-2
	ke mu.Nchh pe nachaa_uu.N nimbu_aa u_ii \-2
	u_ii
	meraa husn luuTane aayaa 
	meraa husn luuTane aayaa alabelaa
	meraa husn luuTane aayaa

	mai.n banuu.Ngii usii kii lugaa_ii \-2
	hogaa chhappan gaa.Nvo.n kaa jo raajaa \-2
	gore mukha.De se ghuu.NghaT haTaa ke \-2
	lambe (?) ke dil ko luTaa ke
	dhiire\-dhiire kahuu.Ngii aajaa aajaa \-2

	u_ii
	meraa husn luuTane aayaa 
	meraa husn luuTane aayaa alabelaa
	meraa husn luuTane aayaa

mo \:	o mai.n raajaa ruupanagar kaa
	aur tuu merii paTaraanii
	o mai.n raajaa chandrashahar kaa
	aur tuu merii mahaaraanii

zo \:	do\-do raajaa bhare yahaa.N paanii \-2
	merii ruuThii hai inase jawaanii
	haay merii ruuThii hai inase jawaanii
mo \:	jawaanii merii ruuThii hai inase jawaanii \-2
	jawaanii merii ruuThii \-3
	jawaanii merii ruuThii hai inase jawaanii
	haay
	meraa husn luuTane aayaa \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o chaa.Nd mere kyuu.N duur kha.Daa sharamaaye}%
\film{Chandralekha}%
\year{1948}%
\starring{T R Rajkumari, M K Radha, Ranjan, Sundaribai, Yashodhara Katju}%
\singer{Uma Devi}%
\music{S Rajeswara Rao-D Parthasarathi}%
\lyrics{Pt Indra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12033 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

o
chaa.Nd mere
chaa.Nd mere kyuu.N duur kha.Daa sharamaaye
kyuu.N aa.Nkh milaa ke badalii me.n chhup jaaye
chhup jaaye \-2
o

mast fizaaye.n sard hawaaye.n
priit ke giit sunaaye.n
ham ho.n tum ho tanahaa_ii ho
shabanam pyaas bujhaaye.n

o
chaa.Nd mere
chaa.Nd mere kyuu.N duur kha.Daa sharamaaye
kyuu.N aa.Nkh milaa ke badalii me.n chhup jaaye
chhup jaaye \-2
o

( dil kii dha.Dakan sun le re saajan aake
aake ) \-2
( aaj kii ratiyaa.N aane kii nahii.n jaa ke
jaa ke ) \-2
nadii kinaare
nadii kinaare papiihaa pukaare
baaG me.n bulabul gaaye \-2

o
chaa.Nd mere
chaa.Nd mere kyuu.N duur kha.Daa sharamaaye
kyuu.N aa.Nkh milaa ke badalii me.n chhup jaaye
chhup jaaye \-2
o

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{saa.Njh kii belaa jiyaa akelaa}%
\film{Chandralekha}%
\year{1948}%
\starring{T R Rajkumari, M K Radha, Ranjan, Sundaribai, Yashodhara Katju}%
\singer{Uma Devi, Moti}%
\music{S Rajeswara Rao}%
\lyrics{Bharat Vyas}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12168 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

u \:	o
	saa.Njh kii belaa
	saa.Njh kii belaa jiyaa akelaa
	gun\-gun\-gun kyaa gaaye \-2
	mai.n kha.Dii akelii \-2
	yaad kisii kii aaye aaye aaye

	saa.Njh kii belaa
	saa.Njh kii belaa jiyaa akelaa
	gun\-gun\-gun kyaa gaaye
	mai.n kha.Dii akelii
	yaad kisii kii aaye aaye aaye

	saa.Njh kii belaa \-2

	( baaG me.n bha.Nware jhuum rahe hai.n
	jhuum rahe hai.n ) \-2
	kaliyo.n ke mu.Nh chuum rahe hai.n
	chuum rahe hai.n
	more bha.Nware aa jaa aa jaa re \-2
	ye kalii terii kumhalaaye \-2
	haay haay

	saa.Njh kii belaa

	ab na piyaa mujhako tarasaavo aavo \-2
	prem sudhaa barasaa_o aavo \-2
	praan papiihaa
	( praan papiihaa
	piyaa\-piyaa kar ) \-2
	priitam tujhe bulaaye

mo \:	aa
	ke jise Dhuu.NDhate phirate the more nainaa
	more nainaa
	wo yahaa.N chhupii hai more man kii mainaa
	mainaa
u \:	( ham ruuTh gaye kuchh bhii naa baat kare.nge
	baat kare.nge ) \-2
mo \:	( ham ruuThane waalo.n ke nakhare bhii sahe.nge
	sahe.nge ) \-2
u \:	tum pyaar bhare naino.n se hame.n lubhaaye
mo \:	ko_ii pyaar bhare hiraday me.n hame.n basaaye
u \:	e e e
do \:	e e e

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sajanaa re aa jaa re o rasiyaa ... o saajanaa kyaa kiyaa}%
\film{Chandralekha}%
\year{1948}%
\starring{T R Rajkumari, M K Radha, Ranjan, Sundaribai, Yashodhara Katju}%
\singer{Uma Devi}%
\music{S Rajeswara Rao}%
\lyrics{Pt Indra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12034 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

sajanaa re
aa jaa re
o rasiyaa re
aaj chalii mai.n kahaa.N
ye kaisaa sapanaa aayaa

o saajanaa kyaa kiyaa \-3
naadaan nanhaa saa meraa jiyaa
o saajanaa kyaa kiyaa

hamako yuu.N baalam tarasaaye kyuu.N
hamako yuu.N 
hamako yuu.N baalam tarasaaye kyuu.N
matawaale mohe lalachaaye kyuu.N \-2
ko_ii luTeraa
ko_ii luTeraa luuTe na dil ko \-2
ha.Ns\-ha.Ns ke bharamaaye kyuu.N
aa aa
ha.Ns\-ha.Ns ke bharamaaye kyuu.N
aa aa
madhur bol piyaa bol nainawaa milaa \-2
pyaase naino.n ko zaraa sudhaa pilaa\-pilaa \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
