% ISB File: ChashmEBaddoor_1981.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{kahaa.N se aaye badaraa}%
\film{Chashm-e-Baddoor}%
\starring{Farooq Shikhj, Deepti Naval}%
\singer{Yesudas, Haimanti Sukla}%
\music{Rajkamal}%
\lyrics{Indu Jain}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: Satyen G Baindur (baindur@jhunix.hcf.jhu.edu)
%          Raj Ganesan (cpd.tandem.com!raj)
%          Ajoy Prabhu (Ajoy.Prabhu@launchpad.unc.edu)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

kahaa.N se aae badaraa
ghulataa jaae kajaraa
kahaa.N se aae badaraa
ghulataa jaae kajaraa

palako.n ke satara.nge diipak
ban baiThe aa.Nsuu ki jhAlar
motii kaa anamolak hiiraa
miTTii me jaa phisalaa
kahaa.N se aae badaraa \threedots

nii.nd piyaa ke sa.ng sidhaarii
sapano.n ki suukhii phulavaarii
amR^it hoTho.n tak aate hii
jaise vishh me.n badalaa
kahaa.N se aae badaraa \threedots

utare megh yaa phir chhaaye
nirday jho.nke agana ba.Dhaaye
barase hai.n ab tose saavan
roe  man hai pagalaa
kahaa.N se aaye badaraa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
