% ISB File: ChaudhvinKaaChaand_1960.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{badale badale mere sarakaar nazar aate hai.n}%
\film{Chaudhvin Ka Chaand}%
\year{1960}%
\starring{Guru Dutt, Rehman, Waheeda, Johnny Walker}%
\singer{Lata}%
\music{Ravi}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: K Vijay Kumar, Abhay Phadnis

\printtitle
#indian

badale badale mere sarakaar nazar aate hai.n \-2
ghar kii barabaadii ke aasaar nazar aate hai.n
badale badale mere sarakaar nazar aate hai.n
badale badale

Duube rahate the mere pyaar me.n jo shaam\-o\-sahar \-2
mere chehare se na haTatii thii kabhii jinakii nazar
merii suurat se vo bezaar nazar aate hai.n \-2
ghar kii barabaadii ke \threedots

vo jo badale to zamaane kii hawaa bhii badalii \-2
dil kii Kushiyaa.N bhii ga_ii.n ghar kii fazaa bhii badalii
suune suune dar\-o\-diiwaar nazar aate hai.N \-2
ghar kii barabaadii ke \threedots

mere maalik ne muhabbat kaa chalan chho.D diyaa \-2
kar ke barabaad mere dil kaa chaman chho.D diyaa
phuul bhii ab to mujhe Kaar nazar aate hai.n \-2
ghar kii barabaadii ke \threedots
#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{bedardii mere saiyaa.N shabanam hai.n kabhii shole}%
\film{Chaudhvin Kaa Chaand}%
\year{1960}%
\starring{Guru Dutt, Waheeda Rahman, Rahman, Johnny Walker}%
\singer{Asha}%
\music{Ravi}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11451 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

bedardii mere saiyaa.N shabanam hai.n kabhii shole
andar se ba.De zaalim baahar se ba.De bhole
bedardii mere saiyaa.N \threedots

matalab ke hai.n rasiyaa ko_ii inhe.n kyaa samajhe
ye Kud bhii nahii.n apane bas inako Kudaa samajhe
dam bhar me.n ye tolaa hai.n dam bhar me.n maashaa hai.n
banate hai.n tamaashaa_ii aur Kud hii tamaashaa hai.n
rah\-rah ke badalate hai.n din\-raat na_e chole
andar se ba.De zaalim \threedots

har ik adaa mere baalam kii niraalii hai
baate.n mohabbat kii magar pyaar se khaalii hai.n
aadat se hai.n ba.De cha.nchal suurat hai ba.Dii saadaa
aaj isako diyaa kal usase kiyaa vaadaa
harajaa_ii hai.n inase ko_ii kyaa bole
andar se ba.De zaalim \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chaudahavii.n kaa chaa.Nd ho yaa aafataab ho}%
\film{Chaudhvin Ka Chaand}%
\year{1960}%
\starring{Guru Dutt, Waheeda Rahman, Rahman, Johnny Walker}%
\singer{Rafi}%
\music{Ravi}%
\lyrics{Shakeel}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: Suneeta Aggarwal (suneeta@tss.com)
%          [posted by nasir (noor@muug.mb.ca])
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

chaudahavii.n kaa chaa.Nd ho, yaa aafataab ho
jo bhii ho tum khudaa ki qasam, laajavaab ho

zulfe.n hai.n jaise kaa.Ndhe pe baadal jhuke hue
aa.Nkhe.n hai.n jaise may ke payaale bhare hue
mastii hai jisame pyaar kii tum, vo sharaab ho
chaudahavii.n kaa \threedots

cheharaa hai jaise jhiil me khilataa huaa ka.nval
yaa zi.ndagii ke saaj pe chhe.Dii huii gazal
jaane bahaar tum kisii shaayar kaa Kvaab ho
chaudahavii.n kaa \threedots

ho.nTho.n pe khelatii hai.n tabassum kii bijaliyaa.N
sajade tumhaarii raah me.n karatii hai.n kaikashaa.N
duniyaa\-e\-husn\-o\-ishq kaa tum hii shabaab ho
chaudahavii.n kaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kabhii raaz\-e\-mohabbat ... dil kii kahaanii ra.ng laa_ii hai}%
\film{Chaudhvin Kaa Chaand}%
\year{1960}%
\starring{Guru Dutt, Waheeda Rahman, Rahman, Johnny Walker}%
\singer{Asha}%
\music{Ravi}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11452 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

kabhii raaz\-e\-mohabbat 

dil kii kahaanii ra.ng laa_ii hai \-2
allaa duhaa_ii hai duhaa_ii hai \-2

saa.Nse hai.n halkii\-halkii aa.Nkhe.n hai.n chhalakii\-chhalakii \-2
aaj to jaa.N pe ban aa_ii hai
allaa duhaa_ii hai \threedots

kisii ko bhii muhabbat ke na phande me.n Kudaa Daale
ye jab chaahe banaa Daale ye jab chaahe miTaa Daale
ko_ii isakaa bharosaa hai na kuchh isakaa Thikaanaa hai
( ko_ii isakaa ) \-2 bharosaa hai na kuchh isakaa Thikaanaa hai
kisii ko zindagii de\-de kisii kaa ghar jalaa Daale
kyuu.Nki vallaah ye ba.Dii harajaa_ii hai
allaa duhaa_ii hai \threedots

hameshaa zindagii se khelate hai.n ishq ke maare
ye apanii\-apanii qismat hai ko_ii jiite ko_ii haare
are taubaa ye dastuur\-e\-mohabbat bhii qayaamat hai
( are taubaa ) \-3 ye dastuur\-e\-mohabbat bhii qayaamat hai
raho Kaamosh to dil ko jalaa_e.N Gam ke a.ngaare
aur aahe.n bharo to rusavaa_ii hai
allaa duhaa_ii hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{meraa yaar banaa hai dulhaa}%
\film{Chaudhvin Ka Chaand}%
\year{1960}%
\starring{Guru Dutt, Rehman, Waheeda, Johnny Walker}%
\singer{Rafi}%
\music{Ravi}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

meraa yaar banaa hai dulhaa aur phuul khile hai.n dil ke
are merii bhii shaadii ho jaaye, duaa karo sab mil ke

aaj kii Kushiyaa.N dekh ke meraa dil bhii le ang.Daa_ii
mere bhii ghar ho dhuum dha.Dakkaa aur baje shehanaa_ii
mai.n bhii seharaa baa.Ndh ke baiThuu.N biich bharii mahafil ke

ai mere maalik, mere daataa, mere paalanahaaraa
yaar ko tuune dulhan de dii rah gayaa mai.n hii ku.Nvaaraa
mujh ko bhii merii dulhan de de mai.n bhii hasuu.N khil khil ke

ai mere maalik rahe hameshaa terii salaamat jo.Dii
aaj tere sehare ne bhaiyyaa, mujhape qayaamat to.Dii
merii bhii aa.Nkho.n me.n jaage, haay, Kvaab na_ii ma.nzil ke

## in a toothless, old man's voice
meraa yaar banaa hai dulhaa aur phuul khile hai.n dil ke
are merii bhii shaadii ho jaaye, duaa karo sab mil ke

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{milii Kaak me.n muhabbat, jalaa dil kaa aashiyaanaa}%
\film{Chaudhvin Ka Chaand}%
\year{1960}%
\starring{Guru Dutt, Rehman, Waheeda Rehman, Johnny Walker}%
\singer{Rafi}%
\music{Ravi}%
\lyrics{Shakeel}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)

\printtitle
#indian

milii Kaak me.n muhabbat, jalaa dil kaa aashiyaanaa
jo thii aaj tak haqiiqat, vahii ban ga_ii fasaanaa

ye bahaar kaisii aaii, jo fizaa.n bhii saath laaii
mai.n kahaa.N rahuu.N chaman me.n, meraa luT gayaa Thikaanaa

mujhe raastaa dikhaakar, mere kaaravaa.n ko luuTaa
idhar aa gale lagaa luu.N, tujhe garadish\-e\-zamaanaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sharamaa ke ye kyo.n sab pardaanashii.n}%
\film{Chaudhvin Ka Chaand}%
\year{1960}%
\starring{Waheeda Rehman, Rehman, Guru Dutt}%
\singer{Asha, Shamshad, chorus}%
\music{Ravi}%
\lyrics{Shakeel}%

% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

sharamaa ke ye kyo.n sab pardaanashii.n aa.Nchal ko sa.Nvaaraa karataa hai.n
kuchh aise nazar vaale bhii hai.n jo chhup\-chhup ke nazaaraa karate hai.n

betaab nigaaho.n se kah do jalavo.n se uljahanaa Thiik nahii.n
aanaa sambhal ke pardanashiino.n ke saamane
jhukatii hai zi.ndagii bhii hasiino.n ke saamane
mahafil me.n husn kii jo gayaa shaan se gayaa
jis ne nazar milaayii vahii jaan se gayaa
ye naaz\-o\-adaa ke matavaalaa bemaut bhii maaraa karate hai.n \threedots

koii na hasiino.n ko puuchhe duniyaa me.n na ho gar dil_vaale
nazare.n jo na hotii.n to nazaaraa bhii na hotaa
duniyaa me.n hasiino.n kaa guzaaraa bhii na hotaa
nazaro.n ne sikhaayii inhe.n shoKii bhii hayaa bhii
nazaro.n ne banaayaa hai inhe.n khud bhii khudaa bhii
ye husn kii izzat rakhane ko har zulm gavaaraa karate hai.n \threedots

chhe.De.n na muhabbat ke maare in chaa.Nd sii suurat vaalo.n ko
arz kar do ye nuqtaachiino.n se 
ki rahe.n duur naazaniino.n se
agar ye khush ho.n to  ulfat kaa ahataraam kare.n
zaraa bhii Kafaa ho.n to qatl\-e\-aam kare.n
ye shoK nazar ke kha.njar bhii siine me.n utaaraa karate hai.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye duniyaa gol hai}%
\film{Chaudhvin Ka Chaand}%
\year{1960}%
\starring{Johnny Walker, Guru Dutt, Waheeda, Rehman}%
\singer{Rafi}%
\music{Ravi}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

ye duniyaa gol hai, uupar se khol hai
andar jo dekho pyaare bilakul polam\-pol hai
ye duniyaa gol hai

kitane hii duniyaa vaale, rahate hai.n gheraa Daale
koii muraad maa.Nge, koii aulaad maa.Nge
koii muhabbat chaahe, koii huquumat chaahe
sabake gale me.n bhaiyyaa aramaano.n kaa Dol hai
ye duniyaa gol hai   \threedots

rupaiyya paisaa na maa.Nguu.N, sonaa chaa.Ndii na maa.Nguu.N
kapa.Daa lattaa na maa.Nguu.N, gho.Daa gaa.Dii na maa.Nguu.N
paravar_digaar mere, usakaa diidaar de de
ek foto kaa savaal hai baabaa, bol ab tak nahii.n milaa
paravar_digaar mere, usakaa diidaar de de
jaldii milaa de merii duniyaa Daa.NvaaDol hai
ye duniyaa gol hai   \threedots

are baap re, ye kahaa.N se, Tyuun badalo
mere maulaa bulaa le madiine ise
lage mauke pe aane pasiine mujhe
    - ise nahii.n, baabaa, mujhe
achchhaa betaa, la.nbii umar ho jaldii se la.nbe ho jaao
ye duniyaa gol hai   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye laKanauu kii sar\-zamii.n}%
\film{Chaudhvin Ka Chaand}%
\year{1960}%
\starring{Guru Dutt, Rehman, Waheeda Rehman, Johnny Walker}%
\singer{Rafi}%
\music{Ravi}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: Anuj Saxena <iesaxe@unix1.sncc.lsu.edu>
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>
% Date: 01/21/1996
% Credits: U.V. Ravindra <uvr@vnet.ibm.com>
% Editor: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>
% Comments: A few lines are repeated at the end of the film at slow speed.

\printtitle
#indian

ye laKanauu kii sar\-zamii.n \threedots
ye laKanauu kii sar\-zamii.n 	\-5
ye ra.Ng\-ruup kaa chaman
ye husn\-o\-ishq kaa vatan
yahii to vo muqaam hai
jahaa.N avadh kii shaam hai
javaa.n\-javaa.n hasii.n\-hasii.n
ye laKanauu kii sar\-zamii.n	\-2

shabaab\-o\-sher kaa ye ghar
ye ahl\-e\-ilm kaa nagar
hai ma.nzilo.n kii god me.n
yahaa.N har ek rah\-guzar
ye shahar laaladaar hai
yahaa.N dilo.n me.n pyaar hai
jidhar nazar uThaaiye
bahaar hii bahaar hai
kali\-kali hai naazanii.n
ye laKanauu kii sar\-zamii.n	\-2

yahaa.N kii sab ravaayate.n
adab kii shaahakaar hai.n
amiir ahl\-e\-dil yahaa.N
Gariib jaa.n\-nisaar hai.n
har ek shaaK par yahaa.N
hai.n bulabulo.n kii chah\-chahe.n  
galii\-galii me.n zi.ndagii
kadam\-kadam pe kah\-kahe.n
har ik nazaaraa hai dilanashii.n
ye laKanauu kii sar\-zamii.n
ye laKanauu kii sar\-zamii.n \threedots

## Slow Speed ##
nibhaayii apanii aan bhii
ba.Dhaayii dil kii shaan bhii
hai.n aise maharabaan bhii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
